کمیونٹی میں تلاش کریں
Showing results for tags 'alaahzrat zindabaaad'.
-
Biddaat Aor Kissi Kaam Par Sawaab Kay Hewaalay Say Wahaabi Itraazat
اس ٹاپک میں نے kashmeerkhan میں پوسٹ کیا اہلسنت پر اعتراضات کے جوابات
ek wahabi nejdi nay ye keha kay tumhaara ya asool "jis kaam/cheez sy islam ma mana nah kiiya giea ho, woh jaiez hota ha" ghalt ha. ager tumhara ya asool sahi hay to pher is kay barry ma betaao. 1 Islam ma ya ha kay har rozz 5 azan hote ha 5 nemaz kay leay. ager koui banda ya kery kay total 9 azaanain aorr 9 nemazain har rozz shuroo ker da to ya kaisy ghalat hoga jeb kay islam main is say mana nahee keiya geia 2 ager koui banda yu kahay kay computer chalaana her bandey par farz hay. ku kay tumharry asool kay mutabbiq tu es kee farziyat say mana nahee honay "kee waja say aisa kehna jaez hoga" 3 cycle kee sewaari kerna tu jaez ha ku kay is kaam say kissi ka eraada sawaab ka nahee hota. lakin ager koui bandaa kahay kay cycle kee sawaari say 5 shaheed ka sawab melta hay ya cycle kee sawaari sawaab ka kaam hay tu us banda ka aeisa kahna thik hay ya nahee (ager nahee tu wajja bataao jb kay aeisa kahnay kee mumaniyat islam main kaheein nahee aeei) 4 kissi kaam kay leiay baghair shariyat kay betaaey yh nahee kehh saktay kay yh kaam sawaab ka hay. kissi kaam ko ager sawaab ka kaam semjh ker kya jaiiy aorr islam ma us ko sawaab ka kaam nah keha giiya ho tb aissa kaam kerna thik nahee ha. 5 Quraan Pak ko print ker k (waghairra) aagay logoo ma phelaanaa tu sawaab ka kaam hay ku kay tabligh ka hukum ha.megar agar koi banda yh kehay is selselay ma k "Printing ka fi-nafsihee sawaab hy" tu us ka aeisa kahna kaissa hy, thik ya nahee (ager nahee tu wajja betaao jb kay tumhaarry asool kay mutaabbiq tu "Printing pr swaab" kahnay ya maan'nay ki mumaniyat islam ma nahee aii) Plz es ka zebardust jawabb dain. aorr number-waar aek aek ka Ilmi tehqeeqee jewaaab !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!1 Khaas kar kay meray SYYID Allaama Dr. Saeedi Sahb aor Muhtaram Allaama Khalil Sahb Raana waghairra (ku kay yh itrazz tu nihayaat derja laghaw ha aor mujh aissy banda ko bhee ptta hay. megar wahaabiiyoo kee kasiir tedaad aissi hee baatoo sy aam loogo ko gumraah kerta ha. Jeb Ahl_i_elm Ilmee tehqeeqi jwaaab da dayen ga tu hmain smjhana asaan ho jaiey ga).