کمیونٹی میں تلاش کریں
Showing results for tags 'Sharai Question'.
-
Sharai Question Atahiyaat Me Unli Uthane Ki Daleel Chahiye, Kya Hadees Me Hai?
اس ٹاپک میں نے Zulfi.Boy میں پوسٹ کیا شرعی سوال پوچھیں
atahiyaat me unli uthane ki daleel chahiye, kya hadees me hai? ya fiq'hi masala hai? -
Sharai Question Jumua Mein Sunnato K Liye Time Dena
اس ٹاپک میں نے mzeeshanimtiaz میں پوسٹ کیا شرعی سوال پوچھیں
Q= kia namaze jumu'a mein jo amam sahab farz se pahle 4 sunnatei parhne k liye time de dete hei ye time dena jaez ha ... agr jaez ha tw saboot k sath jawab dei . (muje kisi ne btaya ha k hadees mein iss ki mumaneyat ayee ha.... kia ye drust ha ?)- 1 reply
-
- waqat
- jumua ki sunnatei
-
(and 2 more)
Tagged with:
-
Sharai Question Keya Aesa Manet Pora Karen
اس ٹاپک میں نے Abdul sattar میں پوسٹ کیا شرعی سوال پوچھیں
اسلام علیکم . عرض ہے کہ کچھ لوگ اس طرح سے منت کرتے ہیں کے اگر میرا فلاں کام ہوجاۓ تو مے کسی ولیھ مسعلن غوث پاک کے نام پے جانور صدقہ کروں گا کیا ایسا منت کرنا درست ہے ؟ کیا ایسا منت پورا کرنا ضروری ہے؟ رھنمائ فرمائیں -
Salam, "Haiz ya nifaas waali ka jab tak haiz ya nifaas baaqi hai thehre paani mein be dhula haath ya badan ka koi hissa daalegi paani MUSTA'MAL nahi hoga haan agar yeh bhi sawaab ki niyyat se daalegi to MUSTA'MAL ho jaayega" (Islami Behnon Ki Namaaz) Is ki wazaahat kar den aam haalaat mein to aisa nahi hota phir aisi haalat mein hi kyun paani musta'mal na hoga?
-
Mard aur aurat ka makhlot ho kr dunyavi taalem hasil krna kesa jis me prda ka koi intzam na ho? yahan parhana kesa? kya is ki kamai halal ha?
-
Ahl e Bait e Athar(R.A) k sath Aleh e slam lagana kesa?
-
Sharai Question Shafayi Muqalid Ki Eidul Fitr Ki Namaz Hanfi Imam K Piche Padhna
اس ٹاپک میں نے MunAAm میں پوسٹ کیا شرعی سوال پوچھیں
asslamualaikum mufti sahab eid mubark... mai shafayi hu maine aaj eid ki namaz padhne me hanfi tariqa follow kiya sirf namaz me hath wagera bandhna aameen buland awaz me kehna chor kr kyu k hamare gao me hanfi aur shafi ek sath namaz padhte hai aur shafayi imam hote hai wo elaan krte hai shafayi kis trah niyyat krk padhege aur hanfi kistrah lekin ab mai jaha hu waha aksr saare hanfi hai kya meri namaz hogayi... -
assalaam o alaikum roza kholnay ka masnoon waqt konsa hai? sunset k foran baad ya 1 ya 2 minute ruk kar? please answer with reference. JAZAKALLAH!
-
Sharai Question Allah Ke Alawa Kisi Ki Qasm Khana Shirk Hai Ya Makhru?
اس ٹاپک میں نے MunAAm میں پوسٹ کیا شرعی سوال پوچھیں
Allah ke alawa nabi o auliya ki qasm khana shirk hai ya makhroo 1 wahabi ki video dekhi jisne apni aqeeda sabit krne yane ummat shirk krti rahegi sabit krne k liye imam bukhari o muslim k naam se kaha unhone kaha hai Allah k alawa kisiki qasm khana shirk hai aur kaha aaj bohat se muslim allah k alawa kitno ki kasme khate hai to kya ye shirk nahi matlb ummat e muhammadi me saare nahi lekin shirk kregi... aur mazak me kisike sar ki kasm khana,maa baap bhai wagera ki qasm khana kaisa hai ?