Jump to content

کمیونٹی میں تلاش کریں

Showing results for tags 'Reiki'.

  • ٹیگ میں سرچ کریں

    ایک سے زائد ٹیگ کاما کی مدد سے علیحدہ کیے جا سکتے ہیں۔
  • تحریر کرنے والا

مواد کی قسم


اسلامی محفل

  • اردو فورم
    • اردو ادب
    • فیضان اسلام
    • مناظرہ اور ردِ بدمذہب
    • سوال و درخواست
    • گفتگو فورم
    • میڈیا
    • اسلامی بہنیں
  • انگلش اور عربی فورمز
    • English Forums
    • المنتدی الاسلامی باللغۃ العربیہ
  • اسلامی محفل سے متعلق
    • معلومات اسلامی محفل
  • Arabic Forums

تتیجہ ڈھونڈیں...

وہ نتیجہ نکالیں جن میں یہ الفاظ ہوں


تاریخ اجراء

  • Start

    End


Last Updated

  • Start

    End


نمبرز کے حساب سے ترتیب دیں...

Joined

  • Start

    End


Group


AIM


MSN


Website URL


ICQ


Yahoo


Jabber


Skype


مقام


Interests


پیر

  1. Ghulam.e.Ahmed

    Reiki K Baaray Mein Kuch Bataeyn

    Assalam-o-Alaikum; mein ne bohot see websites daikhi hain jahan Reiki seekhanay ki baat ki jati hai, is k mukhtalif versions hain jin k naam bhi mukhtalif hain jaisey Usui, Gold, Cystal, SAMDA Healing etc. is mein aik Reiki Master khuwahishmand fard / student ko Attunement daita hai ( woh kehte hain keh Attunement ka matlab hai keh human body mein mojood Chakras ko Life Force k liye khol daitey hain ) is k baad Student is qabil ho jata hai keh apnay haathon se yeh Life Force kisi k jism k kisi hissay per haath rakh ker transfer ker sakta hai jis se us ko aaram ya taqwiyat hoti hai. is ko Alternative medicine k tor per bhi istimaal kiya jata hai. mujhay poochna hai keh kiya yeh cheez sahih hai? kyun keh bohot se Muslims bhi Reiki Attunement/Treatment offer kertay hain. aik website Aulia-e-Pakistan per bhi mein ne dekha hai jahan woh Free Reiki Distance Treatment offer kertay hain. baraey meherbani is k baaray mein bataein kya agar moqa'a milay to yeh Attunement laini chahiye doosron ko faidah pohnchanay ki niyyat se? Jazak-Allah-o-Khairan
×
×
  • Create New...