کمیونٹی میں تلاش کریں
Showing results for tags 'Radd-e-Ghair Muqallid'.
-
Assalam alaikum hazrat mera ahle hadith say facebook per manazrah chal raha hay. baat mazarat per jana or un kay waseelay say manga shirk hay. ya topic rakkah. mager ahle kahbees nay bola pehlay kachi or pakki qaber per baat start karo. us nay kaha pehlay mien dalil dayta hoon. AHLE KHABEEES : Amir Hamza Main kehta hun ki aam muslim ho chahe khaas muslim ya koi nabi hi kyun na ho, kisi ki bhi qbr ko pukhta karna aur wahan quba bnana shariyat men haram hai aur aisa karne walo par pyare rasul saw ne laanat bheji hai. Ye mera daawa hai aur main apne daawe ki dalil vi pesh karne laga hun. . . . . . Amir Hamza Ye lo main apne dawe ki pehli dalil pesh karne wala hun. . . Ok, thats fine, May allah forgive all ur sin. Sahi bukhari Buk of janaza Hadith no. 1341 Ye hai hadith ka refrance jo avi main pura context ke sath de raha hun. Amir Hamza Hazrat ayesha rza kehti hain ki jb ap saw beemar pade to apki kch biwiyo ( umme salma aur umme habiba rza ) ne 1 church ka zikr kiya jo unhone habsha/ethopia men dekha tha. Unhone uski khubsurti aur usmen rakhi hui tasveer ka vi zikr kiya. Pyare rasul ne farmaya ki ye wo log hai jb unmen koi naek saaleh admi mar jata to uski qbr par masjid bna lete aur unmein tasveer rakhte. Allah ke nazdik ye log sari makhluq men sbse bure hain. Amir Hamza Murdo ki qbro par mazar bna kar urs lagane walo, dekho pyare rasul ne tm logo ko sari duniya ke sbse bura admi kaha hai. Smart tmne apni bat ki dalil ni di ki aam logo ki qbr ko pukhta ni kiya ja sakta magar khas logo ki kiya ja skta hai. Kya hua ali bhai? Amir Hamza Ali tm kam se kam apne is daawe ki koi dalil pesh karo ki common muslim ki qbro ko pukhta karna aur unpar quba bnana haram hai magar tmhare naam nihaad waliyo aur sufiyo ki qbro par jaez hai? Kam se kam iski koi dalil pesh to kar do? Ok, I am waiting, dekhte hain kb ap reply karte hain. HAZRAT is ka REPLY kerdien. plzzz help. muihjay ahle kahbees ko moo tor jawab dayna hay. JA UL HUQ may hadeesien hien mager un ka reference nahi hay. for example : hadith#, BOOK ka page# etc PLZZ HELP