Aslam-o-Alaikum Sir main ne yeh pouchna hai ke main imam ban kar bachun ko nimaz parha tha and nimaz ke doran main rabana kal hamd parhna bhool gaya aik rakat me and then jab sajde me ja raha tha tab Allh-o-Akber keh kar rabana kal hamd parh lia tu ab batain hamari nimaz hui ho gi ya nahi?