Jump to content

کمیونٹی میں تلاش کریں

Showing results for tags 'Mufti'.

  • ٹیگ میں سرچ کریں

    ایک سے زائد ٹیگ کاما کی مدد سے علیحدہ کیے جا سکتے ہیں۔
  • تحریر کرنے والا

مواد کی قسم


اسلامی محفل

  • اردو فورم
    • اردو ادب
    • فیضان اسلام
    • مناظرہ اور ردِ بدمذہب
    • سوال و درخواست
    • گفتگو فورم
    • میڈیا
    • اسلامی بہنیں
  • انگلش اور عربی فورمز
    • English Forums
    • المنتدی الاسلامی باللغۃ العربیہ
  • اسلامی محفل سے متعلق
    • معلومات اسلامی محفل
  • Arabic Forums

تتیجہ ڈھونڈیں...

وہ نتیجہ نکالیں جن میں یہ الفاظ ہوں


تاریخ اجراء

  • Start

    End


Last Updated

  • Start

    End


نمبرز کے حساب سے ترتیب دیں...

Joined

  • Start

    End


Group


AIM


MSN


Website URL


ICQ


Yahoo


Jabber


Skype


مقام


Interests


پیر

  1. https://www.daruliftaahlesunnat.net دارالافتاء حیدرآباد فون نمبر 0092222621563 دارالافتاء کنزالایمان کراچی فون نمبر 00922134855174 دارالافتاء نورالعرفان کراچی فون نمبر 00922132203640
  2. Ali_Nazar

    Online Darse Nizami Opportunity!

    Salam Dear brothers and sisters! I would like to introduce a great opportunity for seekers of knowledge who want to start darse nizami classes online! https://www.facebook.com/permalink.php?story_fbid=288475061361317&id=274029662805857 Ustade muhtaram Mufti Haider Ali Qadri is a very skilled teacher of the darse nizami subjects and alhamdulillah me and my brother are studying under him for two years now alhamdulillah and currently reading usool us shashi. Mufti sahab is very skilled and has a very unique way of teaching. Rooh ul madina is the academy that mufti sahab has established. Mufti Haider Ali Qadri is a direct student of mufti akmal sahab (director of al-furqan scholars academy karachi) and has graduated from Al furqan scholars academy with a sanad of mufti from mufti akmal sahab. The courses we offer are for both brothers and sisters ! The courses are held in urdu and we currently have sisters who are studying under mufti sahab. For more information about the courses we offer and information about mufti sahab please visit: www.roohulmadina.com https://www.facebook.com/Rooh-Ul-Madina-Academy-274029662805857/info?tab=page_info We also have a branch in sweden where the students of Mufti sahab are working with monthly duroos in swedish, to access the duroos in swedish please visit: www.roohulmadina.se We also have a online webshop where the books of sunni ulama are present for anyone who wants to buy from anywhere in the world! The webshop also has books that are part of the darse nizami curriculum! http://roohulmadinawebshop.com If you have problems in applying via our website you can add mufti sahab directly on skype and talk to him from there. Skype id: haiderali.qadri Please spread this message to as many possible! Jazak ALLAH Khakpaey Ulama wa fukaha Muhammad Ali Nazar Qadri Razawi
  3. Asallamoalaikum: Dosto mene Mufti awais sahab ki kitab apne blog par lagai thi . Hazrat-e-Amir muwaviya par ilzamat ka jawab. Us par kuch dosto ne mujhe ye objections pesh kiye hain. Ye raha book ka link http://makashfa.word...wabat-urdubook/ Now i am pasting objections and review from some minhaji brothers and sisters ---------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------- M reading this book ! I dnt know Maulana Sahab nain Fabricated Ahadith q Daali hain book main ! -------------------------------- Page number 13 par Ibn e Asaakir ki rawayat di hui hay jis main k AAP SAW nain famraya k tmhari Ali k sath ladai ho gi us k bad ALLAH say Afuw aur Bakhshish aur Khushnuwdi..... (Is Hadith ki sanad main Mash-hoor Kazzab rawi hay jo Ahadith gharta tha) ------------------------------------- Page 14 par hay... Toraat Shareef main hay.. "NABI SAW Makkah main paida hongy, Madeenah Hijrat Farmaen gay aur Saltanat Shaam main hogi." Inna lillahi Wa Inna Ilahi Rajiun ! Jis Sutnate k bary main AAP SAW nain farmaya: Nabuwwat ki KHilafat mery bad 30 Saal hogi.. us k bad Mulukiyyat hogi.. Ab isi Hadith ko Safeena Abu Abdul Rahman R.A nain bhi rawayat kiya jo Tirmidhi main ai hay ! Aur us k bad yeh hay k unsy Pucha gaya. قال سعيد: فقلت له: إن بني أمية يزعمون أن الخلافة فيهم؟ قال: كذبوا بنو الزرقاء بل هم ملوك من شر الملوك Said (Rawi) kehty hain k mana (Safeena) say pucha k Banu Umayyah sochty hain un k haan khilafat hay? Unhoun nain kaha: Wo jhut bolty hain, Balky un k buri mulukiuyat main say mulukiyyat hay... (jami Tirmidhi) --------------------------------------- or yeh sirf kitab hi nahi likhi ja raheen, unko katib-e-wahi banaya ja raha hay jiska kisi sahih hadith ki roo se koi base nahi hay. in logo nay kabhi mola ali ki shan mai aik page nahi likhi hogi - aap research karkay deykh lain mai daway se keh rahi hu ===================================== Page 29 check karain ! "Shia murtad hain" Murtad to Wajib ul Qatl hota hay.... Yani Shia Wajib ul Qatl hain sary??? ======================================== Ab ek aur dandi dykhain ! Puri book main Musnad Ahmad ki Ahadith ko defend karty aay hain k yeh Hasan Ahadith hain sab sahi hain sabit hain (jo k mera bhi believe hay) Aur page number 39 par Sawal karny waly nain musnad Ahmad kaa hawala day diya to us k raawiyun par taan kar k usy Daif sabit karny par tul gaay hain.... yani Shamsul Musannifeen apny hi Criteria say phir gaay !! :| ========================================== Page number 15 par Musnad Ahmad ki Ahadith ko defend kiya gaya hay k iski tamam ahadith hasan hain...aur sahi k darjy par hain koi b aysi weak nahi hay jisy reject kiya ja sky.... Aur page 39 sawal number 5 k jawab main Molvi Sahab nain musnad Ahmad ki hadith ko weak sabit kiya hua hay aur us k rawiyun par taan kiya hua hay.... Yeh kysy 2 rangi hay??? ===================================== 1. Kazzab rawi ki hadith qabil e Qubool kab say ho gai? 2. Yeh Ek jaga page 15 par musnad ahmad ki ahadith ko hasan aur sahi kaha gaya hy Tamam ahadith ko aur page 39 main sawal 5 kmjawab main Musnad ahmad ki hadith par sakht Taan kiya hua hay.... ====================================== p khud bataen k Kazzab rawi ki ahadith qubool hoti hain ya nahi?? Ap Tahqeeq karain khud b... Yeh kitab full of maudu rawyat hay.. Ek taraf hadith e daif hi nahi balky maudu ko b qubool krty hain aur dusri taraf hadith main aur waqyaat main waekness nikal k reject krty hain.. Criteria 1 hona chahiye ============================= Ye book ki us hadith ki pics hai jo book se li gayi hain book ka link oper mene de diya hai already Bhaiyon in sawalon k jawabat agar mil jain to inayat hogi. Thx -----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
×
×
  • Create New...