Salam Sir G Mujhy Original Mishkat Shareef Ki aik hadees chahiya hai
jild awal, safha no. 378, aaj hamare ek sunni bhai ne share ki thi, lekin woh Hadees Shareef ek wahabi k kehny k mutabiq hai hi nahi hai wahan par.
Woh Hadees Shareef Hai: K Hazrat Aaisha Siddeqa (RADIYALLAAHO ANHU) SARKAR ALYHISSALA K ZAHIRI Wisaal k baad bina Parda kiy un k Hujra me tashreef le jati thi, lekin jab Hazrat E Umar Faroq RADIYALLAAHO ANHU bhi wahan dafan hoy, to mukammal parda farma kar jaya karti thi,
moral: Parda Zinda se kia jata hai na k Murda se.
mujhy yeh dadeesh shareef ka asal matan chahiy hai,
Mishkat Jild Awal Safha No. 378 (yeh hawala un hamare dosry Sunni bhai ne diya tha,) lekin wahabrda kehta hai k yeh Hadees Shareef Mojood nahi hai, us wahabi ne mujhy Mishkat Mutrajam Ka Safha no. 378 send kia hai scan kar k, wahan yeh Hadees SHareef nahi hai
Yeh Hai Woh Asal Image Jo Hamare Ek Sunni Bhai Ne Share Kia Tha.
Lekin Ek Ghair Muqallid Ne Mujhy Issi Safha Ka Scan Send Kia, Lekin Us Pe Yeh Hadees Shareef Mojood Nahi Hai.
bara e meharbani asal Hadees Shareef Page No. K Saath Scan Kar K Ata Farma Den.
Shukriya.