Assalamoalaikum
Auzobillahe minasheitan-nirrajeem
Lanatullahe kazibeen
Mashoor scandal hy k badaqeedo ka awaili rahnuma Ismael Dehlvi Khuda Tala k jhoot bool saknay per yaqeen rahta tha. Kia ye durust hy?
Ager Imam Bukari Ismael Dehevi k isterha k kisi Aqeeday walay hotay to kia wo Quran per yaqeen rakhtay k unho nay kisi esay shakhs ki hadees na likhi jis sy zarra baraber bhi jhoot ka imkaan hota...?
Jahan jhoot ka imkan ho kia wo kitab momneen k liye aziz ter ho sakti hy?
Shukrya.