Jump to content

کمیونٹی میں تلاش کریں

Showing results for tags 'Fitnah Wahabi Ghair Muqal'.

  • ٹیگ میں سرچ کریں

    ایک سے زائد ٹیگ کاما کی مدد سے علیحدہ کیے جا سکتے ہیں۔
  • تحریر کرنے والا

مواد کی قسم


اسلامی محفل

  • اردو فورم
    • اردو ادب
    • فیضان اسلام
    • مناظرہ اور ردِ بدمذہب
    • سوال و درخواست
    • گفتگو فورم
    • میڈیا
    • اسلامی بہنیں
  • انگلش اور عربی فورمز
    • English Forums
    • المنتدی الاسلامی باللغۃ العربیہ
  • اسلامی محفل سے متعلق
    • معلومات اسلامی محفل
  • Arabic Forums

تتیجہ ڈھونڈیں...

وہ نتیجہ نکالیں جن میں یہ الفاظ ہوں


تاریخ اجراء

  • Start

    End


Last Updated

  • Start

    End


نمبرز کے حساب سے ترتیب دیں...

Joined

  • Start

    End


Group


AIM


MSN


Website URL


ICQ


Yahoo


Jabber


Skype


مقام


Interests


پیر

  1. Hazrat mien nay aik video ahle-khabees ko behji jis may ahle khabees ka imam namaz taraweeh kay doran pocket say mobile nikalta hay or us may dehkna shuru ker dayta hay. video link ya hay namaz may mobile wahabi.mp4 jub wahabi say poocha gaya kay aisa kerna sahih hay. zara quran or hadith say is ka prooof dhika dien to us nay ya proof diya hay. mien nay wahabi ko kaha ya ab biddat nahi hay?? ya to amla kaseer hay. to us nay kaha kay mien hadith ka reference day chuka hoon app bataien ya wahabi ka ammal gahlat hay ya nahi???
  2. Ahle Khabees : Allah tum ko hadeyat day jhail insan yahe kam sunat say sabit h sahaba nabalig larkay kay peachy namaz parhaty thy ja kay hadees ka mutala karo saudi hanbli hain aur imam ahmed bin hanbal ki fiqa m nabalig kay peachy namaz jaiz h dosron par bolnay say phely apnay gareban m jhank lo Kiya Ahle Khabees ki baaat sahi hay???
  3. Hazrat aik ahle hadith nay objection uthaya hay. is ka mudalil jawab saboot kay sath chahiya
  4. Hazrat aik ahle hadith nay objection uthaya hay kay sirf "la illaha illallahu" kahne par ungali uthana aur kahne ke baad rakh dena kisi riwayat se saabit nahi hai Barai Madinah is ka jawab inayat ferma dien AHLE HADITH KAY DALAIL TASHAHUD MAY UNGLI KO HILANA Bismillahirrahmanirraheem MASLA RAFA-SABAABA( TASHAHHUD ME UNGLI UTHA KAR ISHAARA KARNA) Tashahhud me ungli ka uthana aap(sws) ki badi barkat wali sunnat hai, iska suboot sunnat rasoollullah(sws) se dekhen hz ibne umar ra riwayat karte hain ki aap(sws) jab namaz (ke qaayde) me baithte to apne dono haath apne dono ghutne par rakhte aur apni daayi(right) ungli jo anguthe ke paas hai utha lete, to uske saath dua maangte" (sahih muslim 850) hz abdullah bin zubair ra riwayat karte hain ki aap(sws) jab (namaz me) tashhahud padhne baithte to apna daayan haath daayin aur baayan(left) haath baayin raan par rakhte aur shahadat ki ungali ke saath ishaara karte aur apna angutha apni beech ki ungli par rakhte" (sahih muslim 579) " nabi(sws) daayen haath ki tamam ungaliyon ko band kar lete, anguthe ke saath wali ungali ko qibla rukh karke uske saath ishaara karte" (sahih muslim 580) Hz wail bin hajar ra riwayat karte hain ki aap(sws) (dusre sazde se uthkar qaayda me) baithe, do anguliyon ko band kiya, (anguthe aur beech ki badi ungaliyon se halka banaya) aur angusht shahadat(qalme ki ungali) se ishaara kiya" (abu dawood 726, ise imam ibne habban 485, aur ibne khuzaima 713-714, ne sahih kaha hai, tashahhud me daayen haanth se halka banaane ki yah dusri masnoon kaifiyat hai) "hz wail bin hajar ra farmate hain ki aap (sws) ne ungali uthayi aur use hilaate they" (nisaai 990, ise ibne hibban 485 aur ibne khuzaima 714 ne sahih kaha hai,) NOTE: sirf "la illaha illallahu" kahne par ungali uthana aur kahne ke baad rakh dena kisi riwayat se saabit nahi hai " tashhud me shahadat ki ungali me thoda sa kham hona chahiye" (abu dawood 991, ise ibne khuzaima 716, aur ibne hibban 199 ne sahih kaha hai)
×
×
  • Create New...