salam
Hazrat hamaray office ki lifts may , ground floor may, or her floor per TV screen lagi hoi hay. us may quran ki tilawat chalti rehti hay. mien nay ya issue uthaya kay Quran ki tilawat ki jaga Naatien chala dayni chahiya. kiun kay Quran jub perha jai to us ka sunna lazmi hay. to Deogandi nay bola. ya Hukum us waqt kay liya hay jub live koi tilawat ker raha ho. recording kay liya nahi hay. jub Quran ki tilawat ki recording chal rahi ho to us ka suuna lazmi nahi hay. app baat cheet wagirah ker saktay hien. sahi kiya hay barai madinah Rehnumai fermaiya.