کمیونٹی میں تلاش کریں
Showing results for tags 'Aqaid-e-Ahle Sunnat'.
-
Dua - Taraweeh Ki Calarification Or Saboot Chahiya
اس ٹاپک میں نے Smart Ali میں پوسٹ کیا عقائد اہلسنت
salam hazrat masjid may dua - taraweeh ka issue utha tha to us ka koi hul nahi nikla. majority is baat ko mannay say inkar ker diya kay lafz AZAMATI hona chahiya. jo gahlti dua may batai gayee. unho nay kaha WAL AZAMATI hona chahiya is ka koi sabooot? AZMATI ka mainay theek nahi hay. kiya is ka koi saboot with scan page mill sakta hay? koi urdu to arabic dictionary ka saboot mill sakta hay? kiya is ka detail may jawab inayat ker saktay hien? AZAMATI or AZMATI dono kay mainay may kiya hay? -BARi GHALTi- TASBiH_E_TARAViH /Sub'hana Zil Mulki Wal Malakoot. . . ./ Me Aik Lafz Ata He "WAL AZAMATi" Jis Ka Matlab He Barayi Wala. TaQriban Sub Is Ko Jazm K Sath Wal'azmati Parhte Hen Jis Ka Matlab He Haddi (Bone). Jab'k Durust Lafz Zabar K Sath He. Yani "Wal Azamati" 1, kisi Arabic dictionary may in dono lafz kay mainay kay scan page upload ker dien. jis ko Ahl-e-sunnat kay Alim Deen mantay hon. 2, Kiya kisi Ahlesunnat Alim nay is gahlti ki nishan dahee ki hay us ka scan page bhi upload ker dien. 3, Kiya koi aisa scan page mill sakta hay kay ahle sunnat ki kisi purani book may sahee dua likhi ho? -
Imam E Aazam Abu Hanifa Per Aetaraz - Murdey Nahi Sunte?
اس ٹاپک میں نے WaseemAkmal میں پوسٹ کیا اہلسنت پر اعتراضات کے جوابات
bhai kia ye baat baat darust hay, yahi aqeeda tha imam sahab ka? ye aik wahabi ki sawal hay jabke maint u suna hay qabrastan main ja kar salam karna chahye wo wo salam ka jawab b daity hian? explain plz friends & admin , jazak Allah