کمیونٹی میں تلاش کریں
Showing results for tags 'عقائد اہلسنت'.
-
غیر اللہ سے مدد مانگنا حضور غوث رضی اللہ عنہ کی نظر میں
اس ٹاپک میں نے محمد حسن عطاری میں پوسٹ کیا عقائد اہلسنت
_Wahabre Deobandi Ahle'hagees Najdi Mulli Kehti Hai Ki Tum Barelvi Log Apne Nabi ﷺ Ko Aur Ghaus e Azam Khuwaja Gharib Nawaz Aur Digar Auliya Ko Hajat Rawah Mante Ho Ki Wo Dua Sunte Hai To Ye Sirrak Biddat Hai Kyunke Kisi Ko Ye Manna Ki Wo Hajat Puri Kare Ye Sirf Allah Ka Kam Hai_ *Beshaq Haqiqi Hajat Rawah Sirf Allah Hi Hai But Allah Ne Apne Khaas Mehboob Aur Auliyao Ko Bhi Ye Taqat Ata Kar Rakhi Hai Ki Wo Musalmano Ki Hajat Sunte Aur Pura Karte Hai* Wahabre Said Nahi Har Haal Me *Sirrak* Hai 🤣 *Shaykh Abdul Qadir Jilani Baghdadi Al Mutawaffah 561 Hijri Hadith Code Karte Hain* Rasool Allah ﷺ Ne Irshad Farmaya Jab Ek Momin (Musalman) Dua Karta Hai To *Allah Ta'ala Jibraeel عليه السلام Se Farmata Hai Ya Jibraeel Iski Dua Puri Nahi Karna* Mujhe Iski Aawaz Sunna Pasand Hai Aur Jab Koi Kafir Dua Karta Hai To *Allah Farmata Hai Ya Jibraeel Iski Hajat Puri Kardo* Mujhe Iski Aawaz Sunna Pasand Nahi *Ab Kya Allah Bhi Tumhari Jahiliyat Usool Ke According Khud Shirk Karne Ka Hukm De Raha Hai?* (Maaz'Allah) _To Pta Chala Ki Jab Allah Ki Ata Se Hazrat Jibraeel Dua Puri Karne Wale Hajat Rawah Ho Sakte Hai_ *To Rasool Allah ﷺ Kyun Nahi Aur Unke Auliya Kyun Nahi* Reference Book *Ghunyat ul-Talibeen* Vol *2* Page *73* *Scan Page* -
HAZRAT ABUBAKAR SIDDIQ رضي الله عنه KA IMAAN SAB PE BHAARI
اس ٹاپک میں نے محمد حسن عطاری میں پوسٹ کیا عقائد اہلسنت
_Hazrat Huzail Bi Sharhabil Riwayat Karte Hain ke_ _عن ابن شرحبیل قال عمر بن الخطاب لو وزن ایمان ابی بکر بایمان اھل الارض لرجع به_ _Ameer Ul Mominin Hazrat Syedna Omer Bin Khatab رضي الله عنه irshad Farmate Hain Ke imam Ka Tamam Roye Zamin Mein Basne Walon Se Wazan Kiya Jaye Tu Syedna Abubakar SIDDIQUE رضي الله عنه Ka iman {Sab Se } Bhari Hoga_ _📚Jame ul Uloom imam Ahmed Vol 3 Page 72,73_ -
HAZRAT ABU BAKAR SIDDIQUE رضي الله عنه SE MOHABBAT SUNNI HONE KI NISHANI
اس ٹاپک میں نے محمد حسن عطاری میں پوسٹ کیا عقائد اہلسنت
Hazrat Shafiq Bin Abdullah Farmate Hain وَرُوِيَ عَنْ أَبِي بَكْرِ بْنِ عَيَّاشٍ، عَنْ عَاصِمٍ، عَنْ أَبِي وَائِلٍ، عَنْ عَبْدِ اللَّهِ، قَالَ: «حُبُّ أَبِي بَكْرٍ وَعُمَرَ رَضِيَ اللَّهُ عَنْهُمَا وَمَعْرِفَةُ فَضْلِهِمَا مِنَ السُّنَّةِ» Sayedna Abubakar Siddiq ؓ Wa Sayedna Hazrat Omer Farooq ؓ Se Mohabbat Aur Aap Ke Fazal ki Marfat Ahle Sunnat Hone Ki Alamat Hai Jame Bayan Ul ilm Wa Fazlehi Vol 2 Page 1178 -
Hazrat Abu Bakar Siddique رضی اللہ تعالی عنہ Mardon mein Sabse Aziz Hain
اس ٹاپک میں نے محمد حسن عطاری میں پوسٹ کیا عقائد اہلسنت
HazratAnas Bin Malik رضی اللہ تعالیٰ عنہ Ne Farmaya_ _حَدَّثَنَا إِبْرَاهِيمُ بْنُ يَعْقُوبَ، وَمُحَمَّدُ بْنُ بَشَّارٍ وَاللَّفْظُ لاِبْنِ يَعْقُوبَ، قَالاَ: حَدَّثَنَا يَحْيَى بْنُ حَمَّادٍ، قَالَ: حَدَّثَنَا عَبْدُ العَزِيزِ بْنُ الْمُخْتَارِ، قَالَ: حَدَّثَنَا خَالِدٌ الحَذَّاءُ، عَنْ أَبِي عُثْمَانَ النَّهْدِيِّ، عَنْ عَمْرِو بْنِ العَاصِ، أَنَّ رَسُولَ اللهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ اسْتَعْمَلَهُ عَلَى جَيْشِ ذَاتِ السّلاَسِلِ قَالَ: فَأَتَيْتُهُ فَقُلْتُ: يَا رَسُولَ اللهِ أَيُّ النَّاسِ أَحَبُّ إِلَيْكَ؟ قَالَ: عَائِشَةُ. قُلْتُ: مِنَ الرِّجَالِ؟ قَالَ: أَبُوهَا._ _هَذَا حَدِيثٌ حَسَنٌ صَحِيحٌ._ _Arz Ki Gai Ya Rasool Allah ﷺLogon Mein Se Kaun Aapko Ziyada Mehboob Hai? Nabi Karim ﷺ Ne irshad Farmaya Hazrat Aisha رضی اللہ تعالیٰ عنہا Arz ki Gai Mardon Mein Se Kaun Ziyada Mehboob Hai? Irshad Farmaya Unka Walid Hazrat Abubakar SIDDIQUE رضی اللہ تعالیٰ عنہ_ _📚Al Jame Ul Kabeer Nasai Vol 4 Page 186_ -