Jump to content

Zulfi.Boy

اراکین
  • کل پوسٹس

    498
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    18

سب کچھ Zulfi.Boy نے پوسٹ کیا

  1. Ae Ali to ne Allah ke deen me murdo ko shareek bana dia ha Al-bidaya wan nihaya j 7, page 281, misr page required...
  2. page required, agar iske bare kisi ne sahi kaha to plzz ise bhi de...
  3. pages darkar hai ye chain of rawi sahi hadeeso me, ek bhi page mil jaye to ilm me izafa ho marfo hadees ka page aur sanad hasan ke saath aur bukhari ki hadees
  4. Sawaal to baligho se honge.... wese is hadees se to mayyat ki talqeen ka saboot mil raha hai.... ahle ilm ki nazar se ye hadees guzri hogi to hamare ilm me izafa ho jaye ga
  5. inka pages chahiye... aur ye bata de, ke shah wali Allah aur shah abdul aziz muhaddis dehalvi ek hi hai ya alag alag
  6. shoiabul imaan ki hadees 3879, ek shaks sarkar ne qabre anwer per akar madad mangi..... kya ye tarjuma sahi hai, agar nahi to sahi bata de ye hadees sahi ya zaeef hai, ye bhi bata de... aur is ka cover page bhi.... aur agar koi hadees ho mazar per ja kar nabi ya wali se madad mangne per plzzz page ke saath post kare,,,
  7. Toheedi bhai ki jae ho...Jazak Allah 3 jhande lagane wala waqia, wiladat ke waqt hua, khasayi sl kubra page 82... iska page bhi inayat farma de...
  8. inke pages chahiye urgent... plzzz Hazrat hassan ne naat parhne wali hadees chahiye, bukhari, muslim, abu daud, tirmizi me mene dekhi hai mujhe nahi mili, shayad nazar me na ayi hoo... iska bhi page dede
  9. Fatawa hadisea ka page darkar hai, rabiulawal ke bare me
  10. alham do lillah mene parh lia tha,saeedi bhai ke jawabaat bilkul hi apni jaga per hai.... bilkul real jawab dia hai... jazak Allah saeedi bhai... jazak Allah toheedi bhai,book ke page ke liye
  11. saeedi bhai ki to baat hi alag hai 1) la adri se qayasi ilm aur atkal bacho.... 2) tawajjo mabzool hona agar inki daleel pooche.. qke ye to hadees me nahi likhi.... ke tum hadees me apni taraf se laga rahe ho... iska kya jawab hoga inayat farma de
  12. agar durre mukhtaar, naseem ur riyaz, asha'tul lam'aat, fatawa shaami, tafseer e kabeer, mirqaat, imam nowi, mishqaat, sab ka book ka page miljaye,titlepage ke saath, to asaani ho jaye gi
×
×
  • Create New...