Jump to content

Zulfi.Boy

اراکین
  • کل پوسٹس

    498
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    18

سب کچھ Zulfi.Boy نے پوسٹ کیا

  1. ek hi hadees me na baligh ne namaz parhane ka zikr hai... lekin wo na baligh nanga tha... kya nange imam ke peeche bhi namaz ho jati hai???
  2. najdio ko jawab nahi... sawal kia jata hai... batao mout kon deta hai??? Allah ya Malakul mout alaihe salam.???
  3. is bare me kuch hazrat farooq e azam se riwayat thi... wo yaad nahi arahi kya thi... aur isi forum per parhi thi... kisi ko pata ho to bata de,..
  4. Jazak Allah/... per isme nahi hai,,, sirf image hai...
  5. Zulfi.Boy

    Zujajat Al-Masabih

    zujajat al-masabih, ye kitab kya net per nahi hai??? ya phir koi fiqh hanafi per koi kitab, jo wahabia aetraaz karte hai, masail me ke ye falah masala ke bare me hadees me kuch aur ha, aur fiqh me kuch aur... is ko sahi ahadees se sabt kia ho.... agar koi aesi kitab ho net per to zaroor bataye Jazak Allah
  6. koi ayat aesi nahi, jis me ho ke faut shuda, nabi ya aulia ko pukarna shirk hai.... warna sahaba nahi pukarte.... حضرت امام بخاری علیہ الرحمۃ کتاب ’’الادب المفرد‘‘میں روایت کرتے ہیں ’’ان ابن عمر رضی اللہ تعالیٰ عنہماخدرت رجلہ فقیل لہ اذکراحب الناس الیک فصاح یا محمدا ہ فانتشرت‘‘حضرت عبد اللہ بن عمر رضی اللہ تعالیٰ عنہما کا پاؤں سن ہو گیا ، کسی نے ان سے کہا انہیں یاد کیجئے جو آپ کو سب سے زیادہ محبوب ہیں ، آپ نے بآواز بلند پکارا ’’یا محمد‘‘فوراً پاؤں کھل گیا (الادب المفردللبخاری)۔
  7. اسی تاریخ یعنی ۱۰مُحرَّمُ الْحرام کو غسل کرے تو تمام سال اِن شاءَ اللہ عَزَّوَجَلَّ بیماریوں سے اَمن میں رہے گا کیونکہ اس دن آبِ زَم زَم تمام پانیوں میں پہنچتا ہے
  8. ashabe kahaf aur ek nabi jo saalo tak wafat me rahe... is bare me ek thread tha... koi islami bhai bata de... ilme ghaib wagera ke mozo per hai... mujhe mil nahi raha.... usme se daleele chahiye
  9. is ki daleel chahiye....
  10. Zabardast Jazak Allah wasim raza bhai... jazak Allah to all
  11. Aik shakhs ne yazeed ka zikr kiya. Ameer ul'momaneen yazeed bin muawiya ne youn kaha, Umer Bin Abdul Aziz ne kaha tu ne ussay ameer ul-momaneen kaha hai. Phir ussay bees 20 korray lagane ka hukam kiya. Tareekh-ul-Khulafa Page 30 is hadees ko wahabio ne zaeef sabit kia hai... iska kya jawab hoga...
  12. is bare me koi daleel chahiye... jazak Allah sharha shifa ke elawa
  13. List... 1) Al quran اور انہیں کیا برا لگا یہی نہ کہ اللّٰہ و رسول نے انہیں اپنے فضل سے غنی کردیا (surah toba, 74) Ghani Allah ne kia... nabi ne bhi kia... (Allah ki ata se) 2) Allah jannat deta hai,, Hadees: Sahabi ne Nabi se jannat mangi (Muslim) 3) Surah aeraf, 128 Allah Zameen ka malik hai, aur apne bando ko bhi malik banata hai...
  14. Jazak Allah, Saeedi bhai,,, kya aap علی وجہ العبادت حق اللہ ke kya mayne hai???,,, sahi mayne bana nahi pa raha ho me.... aur aesa kyu likha hai inhone ne, ek hi kitab me.... ke ek taraf najaiz aur dosri taraf usi ko achcha bata rahe hai
  15. kya waqiyi, agar kisi kaam to DEEN KA LAZMI HISSA samjhe jab wo biddat hoga??? aur agar DEEN KA LAZMI HISSA na samjhe to biddat na hoga???
  16. Qabar per azan dena zaroori nahi,,,, jab ke namaze janaza zaroori hai, aur zaroori ke liye daleel chahiye.... bukhari shareef ko likhna zaroori nahi.. aur e kitab ka likhna bhi nabi se sabit nahi... isme se daleel dena bhi zaroori nahi..... lekin jaiz hai iska jawab pehle hi dia tha... lekin dobara yaha past kardia
  17. @Hanif qureshi 2sra apne quote kia... فرماتے ہے، کہ ازان قبر سنت ہے apne pura sawal nahi parha... aapne sirf copy paste karna achcha samjha........... sunnat ko mana kia... lekin hum sirf jaiz o mustahib mante hai...
×
×
  • Create New...