sir jee pehle to ye bataye ke apki pehle wali ayat ka jo mene bataya ke wo ibadat karte the, jis ka zikar usi ayat me hai, to usko mane
ہم ان کی عبادت نہیں کرتے مگر
yani ke wo ibadat karte the, yaha pukara kaha, apka hi tarjuma hai, to zahir hai ibadat karna shirk hai, ha bagair ibadat ke kuch bhi kare shirk nahi
ye sahi hai ya nahi, iska jawab to do.....
apne is me post me kaha ke pukarna ibadat hai, to din raat hum ek dosre ko pukarte hai, kkya ye ek dosre ki ibadat karte hai, kuch to khauf khao yar, hadees se to tum, hum sab mushrik ho gaye, kya kehte ho....
aur is post me aap ne khud zahir kar diya, ke ye ayat buto ki hai, kese? me batata ho,
ab ye batao ke but ya koi be jaan cheez jawab de sakti hai, nahi na, lekin insaan jawab de sakte hai, to ye ayat musalmano per kyu laga di yarrrrrrrrrrrrrrrrrrr, kuch to khuda ka khauf karo
ab shayad ye bolo ge ke ye zinda ke liye nahi hai murda insano ke liye,
halanke is ayat me aesa kuch nahi hai, sirf apni taraf se hai,
to mere dost ye batao ke musalman jab bhi kabrustan me jata hai to kya karta hai,,, salam, aur salam usi ko karte hai jo jawab de...ok, to baat saaf hui ke ye buto ke liye hai, kyu ke murde salam ka jawab dete hai,,,ok,,,aur but bhi Allah ki makhlooq hai,, itni si baat hai...
aur quran se bhi saboot lo murdo ko pukarne ka, ok (2. 260)
اور جب عرض کی ابراہیم نے اے رب میرے مجھے دکھا دے تو کیونکر مردے جلائے گا فرما یا کیا تجھے یقین نہیںعرض کی یقین کیوں نہیں مگر یہ چاہتا ہوں کہ میرے دل کو قرار آجائے فرمایا تو اچھا چار پرندے لے کر اپنے ساتھ ہلالے پھر ان کا ایک ایک ٹکڑا ہر پہاڑ پر رکھ دے پھر انہیں بُلا وہ تیرے پاس چلے آئیں گے پاؤں سے دوڑتے اور جان رکھ کہ اللّٰہ غالب حکمت والا ہے
lo, ab kya hoga Allah ne khud murda parindo ko pukarne ka hukm dia lekin apto isko shirk keh rahe hai,
kafiro ko mere aqa sallal la ho alaihe wassalam ne YA se mukhatib karke pukara (bukhari)
Hazrat abu bakr radi Allah ho unho ne sarkar ko unke zahiri wisaal ke baad ya se mukhatib kiya(bukhari)
ye chand dalail aur apke dalail ko be dalail kardia,
inka jawab zaroor dena