Jump to content

Zulfi.Boy

اراکین
  • کل پوسٹس

    498
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    18

سب کچھ Zulfi.Boy نے پوسٹ کیا

  1. یارسول اللہ مدد یا غوث المدد یا علی مدد imam bukhari ki hadees aur is hadees ko imam nauvi ne alazkaar me bhi likha hai ( ۱ الاذکار باب مایقولہ اذاخدرت رجلہ دارالکتاب العربی بیروت ص۲۷۱) (1 امام بخاری کتاب الادب المفرد میں روایت کرتے ہیں : حضرت عبداﷲ بن عمر رضی اللہ تعالٰی عنہماکا پاؤں سوگیا ، کسی نے کہا انہیں یاد کیجئے جو آپ کو سب سے زیادہ محبوب ہیں۔ حضرت نے باآواز بلند کہا۔ یا محمداہ ! فوراً پاؤں کھل گیا۔ ( ۴ الادب المفرد حدیث ۹۶۴ مکتبۃ الاثریۃ سانگلہ s ص ۲۵۰) (2 ایک حاجتمند اپنی حاجت کے لیے امیر المومنین عثمان غنی رضی اللہ تعالٰی عنہ کی خدمت میں آتا جاتا، امیر المومنین نہ اس کی طرف التفات فرماتے نہ اس کی حاجت پر نظر فرماتے، اس نے عثمان بن حنیف رضی اللہ تعالٰی عنہ سے اس امر کی شکایت کی، انہوں نے فرمایا وضو کرکے مسجد میں دو رکعت نماز پڑھ پھر دعا مانگ " الہٰی میں تجھ سے سوال کرتا ہوں اور تیری طرف اپنے نبی محمد صلی اللہ تعالٰی علیہ وسلم کے وسیلے سے توجہ کرتا ہوں، یارسول اﷲ ! میں حضور کے توسل سے اپنے رب کی طرف متوجہ ہوتا ہوں کہ میری حاجت روا فرمائے۔" اور اپنی حاجت ذکر کر، پھر شام کو میرے پاس آنا کہ میں بھی تیرے ساتھ چلوں۔ حاجتمند نے ( کہ وہ بھی صحابی یا لاقل کبار تابعین میں سے تھے۔) یوں ہی کیا، پھر آستانِ خلافت پر حاضر ہوئے، دربان آیا اور ہاتھ پکڑ کر امیر المومنین کے حضور لے گیا، امیر المومنین نے اپنے ساتھ مسند پر بٹھالیا، مطلب پوچھا ، عرض کیا، فوراً روا فرمایا، اور ارشاد کیا اتنے دنوں میں اس وقت اپنا مطلب بیان کیا، پھر فرمایا: جو حاجت تمہیں پیش آیا کرے ہمارے پاس چلے آیا کرو۔ یہ صاحب وہاں سے نکل کر عثمان بن حنیف سے ملے اور کہا اﷲ تعالٰی تمہیں جزائے خیر دے امیر المومنین میری حاجت پر نظر اور میری طرف توجہ نہ فرماتے تھے یہاں تک کہ آپ نے ان سے میری سفارش کی، عثمان بن حنیف رضی اللہ تعالٰی عنہ نے فرمایا : خدا کی قسم ! میں نے تو تمہارے معاملے میں امیر المومنین سے کچھ بھی نہ کہا مگر ہوا یہ کہ میں نے سید عالم صلی اللہ تعالٰی علیہ وسلم کو دیکھا حضور کی خدمتِ اقدس میں ایک نابینا حاضر ہوا اور نابینائی کی شکایت کی حضور نے یونہی اس سے ارشاد فرمایا کہ وضو کرکے دو رکعت نماز پڑھے پھر یہ دعا کرے۔ خدا کی قسم ہم اُٹھنے بھی نہ پائے تھے باتیں ہی کررہے تھے کہ وہ ہمارے پاس آیا گویا کبھی وہ اندھا نہ تھا۔ ( ۱ الترغیب والترھیب بحوالہ الطبرانی الترغیب فی صلوۃ الحاجۃ حدیث ا مصطفٰی البابی مصر ۱ /۲۷۴ تا ۲۷۶) (مجمع الزوائد بحوالہ الطبرانی باب صلوۃ الحاجۃ دارالکتاب بیروت ۲ /۲۷۹) امام طبرانی پھر امام منذری فرماتے ہیںوالحدیث صحیح ۲ ۔ (یہ حدیث صحیح ہے)۔ (۲ الترغیب والترھیب بحوالہ الطبرانی الترغیب فی صلوۃ الحاجۃ حدیث ا مصطفٰی البابی مصر ۱ /۲۷۴ تا ۲۷۶) (مجمع الزوائد بحوالہ الطبرانی باب صلوۃ الحاجۃ دارالکتاب بیروت ۲ /۲۷۹) is kitab se ravio ke bare pata chalta hai(3 میں نے اُن کو دیکھا ان کے سر پر ہاتھ بھر سے لمبی ٹوپی تھی جس میں لکھا ہوا تھا۔محمد یا منصور۔ اس کو تہذیب التہذیب وغیرہ میں ذکر کیا ہے۔) ( ۴ ؎میزان الاعتدال فی نقدالرجل ترجمہ ۴۹۰۷ دارالمعرفۃ للطباعۃ ۲ /۵۷۴)
  2. me samajh nahi paya ho ke, kis tarha is video se pata chala ke ye SHIYA hai???
  3. 1) kya jis kaam me sawaab ho usko ibadat kaha jaye ga? jese kisi ne sawab ki niyat se masjid me phanka lagaya to isko ibadat kaha jaye ga? 2)sallal la ho alaihe wassalam ye dorood sharif kisi hadees se sabit hai? isko bhi acchi biddat kahe ge? aur bukhari ki hadeeso me ye dorood likha hota hai, to imam bukhari ne ye khud likha hoga ya composing wale ne likha hoga? 3) meri ek se behas hui thi milad ke bare me, to usne wohi wahabio wali baat kahi ke deeni kaam me biddat hoti hai dunyavi kaam me nahi, to me usko ye keh sakta ho ke, milad ya juloos nikalna ye sab dunyavi kaam hai, lekin is me jo naat, dorood, zikr e rasool jo sabit hai us me sawaab milta hai, kyu ke unka zikr to hadees me mojood hai.... q ke mene usko ek misaal di thi wohi jo 1st me likhi hai, to usne kaha ke ye phanka lagana dunyavi kaam hai lekin is me logo ka faida hai is liye sawaab milta hai..... jazak Allah
  4. 1) hum jo juloos nikalte hai wo deen me shumar kiya jaye ga ya dunya me, agar me kaho ke juloos nikalna dunyawi kaam hai lekin sarkar sallal la ho alaihe wassalam ki khushi manene ki niyat hoti hai to sawaab mil gaya..... mera jawab theek hai ya nahi.... 2) jis kaam me sawaab mile wo ibadat me shumaar hoga kya? aur agar me kaho ke hoga to sawaal aa sakta hai ke tum deen ko barha rahe ho??? is ka jawab inayat farmaye, plzzzzzzz
  5. toheedi bhai, mene to ek boond mangi thi apne darya bahadiye... Jazak Allah, Allah apke ilm o amal me barkat de.
  6. subhan Allah, Allah apke ilm me barkat de. ye hadees mere zehan me nahi ayi, jazak Allah.. aur kuch misale ho to bata de. qurani ayat ke hawale se bhi kuch bata sake to bata de...aur apki is baat se ek aur daleel yaad agayi, hazrat suleman wali... ye baat bhi apki sahi hai ke taqdeer me to sab hi ka zikr hai. jazak Allah ye wali hadees ka refrence abhi aap ke paas ho to dede.
  7. 1) wahabi kehte hai ke nabi alaihe salam ke jo moajze hote hai, wo jab Allah chahta hai tab wo dikhate hai, misal ke tor pe, jese Hazrat moosa Alaihe salam ko jab hukm hota tab wo apna assa phenkte to wo saanp ban jata, aur hamare aqa sallal la ho alaehe wassalam ko bar bar mushrikeen dikhane ko kehte lekin wo nahi dikhate, aur chand ke do tukre bhi Allah ne karaye.. wagera wagera. 2) ek hadees hai jis me hai ke sarkar ne farmaya ke mujhe nabuwat Adam alaihe salam ke peda hone se pehle hui lekin ye log kehte hai ke iska matlab ye nahi ke wo us waqt the, nabowat likhi gayi thi, yani taqdeer likhi gayi thi. iska bhi jawab nahi mil raha. 3) hazrat saad ki maa ka inteqaal hua to unhone pani sadqa kiya, iska baap(chapter) konsa hai, agar urdu ka hadees ka page ho to inayat farmaye jazak Allah...
  8. Subhan Allah, jazak Allah, App ne to line laga di dalail ki.... Allah ta'ala aap ke ilmo amal me barkat ata farmaye.... mujhe kuch aur poochh na is topic ke elawa. apka private offf hai. to me kese poocho. kuch sawaal hai jinka jawab nahi mil raha hai. yahi pooch lo
  9. mene wording me ghalti kardi. mera matlab tha ke 400 ya 500 saal pehle ke book ke scan page. aur aap meri baat samajh gaye mujhe yehi chahiye tha... Jazak Allah, bohut bohut shukriya
  10. angoothe choomne per apke paas koi aesa scan page hoga jisko ye wahabi bhi mante ho. q ke ye radd ul mukhtaar ko nai mante. aur maqasidul hasna, ye agar 1000 sadi se pehli ki hai to iska agar mil jaye to achca hai, warna 1000 sadi se pehle ke kisi ka bhi scan page ho to post karde, jazak Allah
  11. bhai mujhe scan page chahye, is hadees ka real book se
  12. bhai mujhe scan page chahye, is hadees ka real book se
  13. Zulfi.Boy

    Angootha Choomne Per Hadees Chahiye

    mujhe angootha choomne ki hadees ka scan page chahiye, kisi hadees ki kitab se... agar kisi bhai ke paas ho to zaroor post karde plzzzzzzzzz
  14. Zulfi.Boy

    Angootha Choomne Per Hadees Chahiye

    mujhe angootha choomne ki hadees ka scan page chahiye, kisi hadees ki kitab se... agar kisi bhai ke paas ho to zaroor post karde plzzzzzzzzz
  15. Zulfi.Boy

    Khelna Kesa Hai

    ludo, patte jo khelte hai, jis me koi pese ka khel na ho, sirf aese hi khele, to ye khelna kesa hai?
  16. Ya Muhammada kashif sahab kamal hai mene kitabul azkar se nahi ADAAB AL MUFRID ka refrence dia hai, wo aap ko nazar nahi aya kya.... aur ye imam bukhari ki kitab hai, aur zaif ho nahi sakti, lekin phir bhi is kitab me ye chain of narrator hai.. dekhe حدثنا أبو نعيم قال حدثنا سفيان عن أبي إسحاق عن عبد الرحمن بن سعد قال خدرت رجل بن عمر فقال له رجل اذكر أحب الناس إليك فقال يا محمد aur ye sare rawi bukhari ke hi hai, agar koi problem hai in ravio me to batao, phir bukhari se bhi ye ravi nikal kar dikha dege, ok shizz sahiba is hadees me sarkar ko pukara aur madad bhi mangi hai, wo bhi Farooq e azam ke farzand Hazrat Abdullah ne.... pata chala faut shuda se mangna shirk nahi islami aqeeda hai, sirf musalmano ka....
  17. gayab insaan ko pukarna to shirk nahi hai na, iska jawab dede plzzzzz hazir o nazir to ye hai ke wo banda hamari awaaz sun raha hai, ok
  18. 1) mene kab kaha ke koi insaan lathi mare to pani nikle ga, jitni bhi apne ayat post ki wo sab maojzaat hai, theek hai, mene kab inkaar kiya…. Allah jise chahe usko in sab ka ikhtiyaar de sakta hai… ye to topic hai hi nahi… 2) aap ne kaha ke kafiro ko pukarne wala ye moajza hai, (halan ke isko aj tak kisi ne moajza nahi kaha, ye nayi baat hai, opps biddat..) to shizz sahiba ye moajza mere aqa sallal la ho alaihe wassalam ne sab ko dia hai, kese, aese qabrustan ja kar log kya kehte hai, Assalamo alaikum ya alhe qaboor, lo murdo ko pukarna to aap ka mera, hum sab ka hi moajza hua, kamal ki baat hai… 3) aur ha dosri hadees apne khud post ki thi pichli post me, murda qadmo ki awaaz sunta hai. Kiske awaam ki, ab yaha bhi moajza agaya kya….. iska jawab hi nahi dia, 4) to sabit hua ke murdo ko pukarna moajza nahi…. Sarkar sallal la ho alaihe wassalam ne pukara, yani ke jaiz hai, 5) kafiro ko inse mushabihat nahi di, wo ayat kafiro ke bare me hi hai, murdo ke bare me nahi… 6) apne kaha ke, “murda jane walon ki ahat sunta hai to ye to aik khas halat ka zikar hai aap isay aam ku kr rhay hain” yani ke murda sunta hai, lekin aap to mana karrahi hai, aur sarkar ke ppukarne ko moajza, to yaha kaun sa moajza hai, abhi tak yehi sabit ho raha hai ke murda sunta hai…. Har hadees se.. Alham do lillah… 7) aur wese bhi iska jawab qabrustan me ja kar salam karne se ho gaya hai, ok agar khaas halat hoti to salam ka hukm nahi hota… aur khaas halat ka kahi zikr nahi hai, apki apni baat apko mubarak ho… apne jo sawaal kiye unka jawab…. 1) zahir hai nahi jante the lekin uske baad jan gaye the ke murde sunte hai… 2) nabi sallal la ho alaihe wassalam ne ye nahi kaha ke”sunrahe hai” balke kaha hai ”sunta hai” dono hadeeso me yehi hai, pichli post dekh le apni, ok 3) “is bat se to saaf patya lag rha hai k ye murdon ko sunana sirf usi waqt k lye tha” bilkul ghalat, musalman murdo ko salam karta hai, jab chahe, app apna dekh le, 4) akhri sawaal apne achcha kiya, ke mere aqa salam sunte hai ya nahi namaz me. Lo hadees “jab namazi ye alfaz kahe ga jo attehiyaat me kahe jate hai to, uska salam zameeno aasman ke har saleh bande ko pohanch jata hai (muslim j1)” murdo ko kisi bhi waqt pukar sakte hai, abhi tak iske against koi daleel nahi ayi hai,, samjhi…
  19. wah bhayi kya baat hai albani sahab ne to apne hi logo ka mun band karne ki than li hai.....
  20. مولانا شاہ عبدالعزیز صاحب تفسیر عزیزی میں اکابر اولیاء کا حال بعد انتقال لکھتے ہیں : دریں حالت ہم تصرف دردنیا دادہ واستغراق آنہا بجہت کمال وسعت مدارک آنہا مانع توجہ بایں سمت نمی گرددواویسیاں تحصیل مطلب کمالات باطنی از انہامی نمایند وارباب حاجات ومطالب حل مشکلات خود ازانہامی طلبند ومی یابند۱۔ اولیاء اللہ بعد انتقال دنیا میں تصرف فرماتے ہیں اوران کے استغراق کا کمال اورمدارج کے رفعت ان کو اس سمت توجہ دینے کی مانع نہیں ہے اویسی اپنے کمالات باطنی کا اظہار فرماتے ہیں اورحاجت مند لوگ اپنی مشکلات کا حل اورحاجت روائی انہیں سے طلب کرتے ہیں اوراپنے مقاصد میں کامیاب ہوتے ہیں ۔ (تفسیر فتح العزیزتحت آیۃ ۸۴ /۱۸ )
  21. theek hai, lekin pukarna ka to batao ke ye to shirk nahi hai.... ya hai.... jaldi se bata do, sirf pukarne ka, ok
  22. yar plz age to batao, ke Allah ne murdo ko pukarne ka hukm dia ya nahi, ye to likh do take ye aqeeda to durst ho, baki bacha mangne ka to mene farooq e azam wali hadees post ki hai, imam bukhari ki riwayat hai us me madad ke liye pukarne ka zikr hai... uska bhi jawab nahi dia
×
×
  • Create New...