Zulfi.Boy
اراکین-
کل پوسٹس
498 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
-
جیتے ہوئے دن
18
سب کچھ Zulfi.Boy نے پوسٹ کیا
-
dono ankhe khol ker dekho, agli post me thread ka link dia hai, aur mene hadees bhi post kardi hai.... itni buri lagee hadees ke apni taraf se barha charhadi, hadees me yehi likha hai ke shuru se akkhir tak ek ek baat, hadees manna musalmano ka kaam hai, theek hai..... yaha tak ke jannati aur dozakhi, balke bukhari me to akhir jannati ke halat bhi bataye hai, afsos hadees mante to gumrah nahi hote....
-
iqsaam to khaksaar bhai ne bata di, aur qayamat ka ilm jo mene hadees post ki hai, usme saaf likha hai, ke jannat aur dozakhi ke maqam tak ka, to zahir si baat hai qayamat ka bhi bataya......
-
is hadees me kaha likha hai ke "nahi pata tha"...... kher iske aur bhi jawab hai, lekin ye simple hadees se apke sare jawab ho jaye ge. Insha Allah " HUZOOR (ALEH SALAAM) ne ek Jagah Qayaam farmaya, Pas Hum ko Ibtada-E-Pedaish ki khabar de di, Yahaan tak k Jannati log, Apni Apni Manzilon main Puhanch gae, aur Jahannumi log apni main jis ne Yaad rakha , Us ne yaad rakha, aur jo Bhool gaya, Woh Bhool Gaya". (Sahi Ul Bukhaari, Kitaab Bada'a Ul Khalq, Jild#1, PAGE#453, Matboo'a Qadeemi, Kutub Khaana Karachi), (Sahi Muslim Kitaab Ul Fatan, JILD#2, PAGE#390, Matboo'a Qadeemi Kutub khaana Karachi) (Mishqaat UL Musaabeh, PAGE#506, Matboo'a NOOR Muhammad Qutub Khana)
-
bilkul ye mujhe pata hai, mene baligh, na baligh imam ka nahi likha, edit kardeta ho....
-
na baligh, baligh ka imam nahi ban sakta, mujhe ye to pata hai ke jaiz nahi lekin is bare me hadeese chahiye?
-
aur wo kitab kis per nazil hui hai?? ye bhi clear karde
-
ye unhone bataya hai ke ye ahle madina ke mamoolaat me se hai,ok, jis ko pata hai wohi bataye ga, apni taraf se koi direct bekar bate to nahi kahe ga.... jese aap aur wo waqia bhi yehi bata raha hai ke us me ya muhammadah aya hai.... ye hai post 67 kis tarq ki baat karrahe ho, ja ek se zyada kitabo me یا محمداہ aya hai to kyu nahi man rahe... aur mulla ali qari ne bhi یا محمداہ likha, to wo bhi ghalat hum bhi ghalat, jin ulma ki kitabo likha wo bhi ghalat, sirf aap jese sahi... wah kya baat hai... ye sabit karta hai ke us waqt tak ka aqeeda yehi tha... me na mano, daleel dekh kar bhi, wohi baat kardi........
-
kis ki sanad, kitabo ka naam likha hai, apne poocha tha ke kisi aur se aese alfaz sadir hue, to mene ahle ilm ki kitabo se bata dia hai, baki kitabo ko ap parh he, aur apna aqeeda sahi banaye, marne se pehle, plzzzzzz aur mulla ali qari ka jawab abi tak nahi aya kaafi time ho gaya hai, net pe mila nahi kya....
-
Wahabi Najdi Destroying Mazars In Libya
Zulfi.Boy replied to Raza11's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
Sab se badtareen makhloog khariji hai, jo kafiro pe khilaf ayato ko musalmano per lagate hai(mafhoom, bukhari) -
یہ اہل مدینہ کے معمولات میں سے ہے۔ ( نسیم الریاض شرح الشفاء ۳ /۳۵۵) حضرت بلال بن الحارث مُزنی سے قحطِ عام الرمادہ میں کہ بعد خلافتِ فاروقی ۱۸ ھ میں واقع ہوا، ان کی قوم بنی مزینہ نے درخواست کی کہ ہم مرے جاتے ہیں کوئی بکری ذبح کیجئے فرمایا بکریوں میں کچھ نہیں رہا ہے، انہوں نے اصرا ر کیا ، آخر ذبح کی ، کھال کھینچی تو نِری سرخ ہڈی نکلی، یہ دیکھ کر بلال رضی اللہ تعالٰی عنہ نے ندا کی ۔یا محمداہ پھر حضور اقدس صلی اللہ تعالٰی علیہ وسلم نے خواب میں تشریف لا کر بشارت دی۔ذکرہ فی الکامل ۔ (اس کو کامل میں ذکر کیا گیا)۔ ( الکامل فی التاریخ لابن الاثی ۲ /۵۵۶) inko pata hai كانه رضى الله تعالى عنه قصد به اظهار المحبة فى ضمن الاستغاثة [Mullah Ali Qari: Sharh ash-Shifa (2/41)]
-
ab to hansi arahi hai.. matlab ke ek site per kisi jahil ne hadees ki tashreeh kardi to wo apka aqeeda ho gaya aur yaha mulla ali qari ne isteghasa likha hai, wo tasleem nahi kia takleef ka ilaaj kya bataya ke naam lo, aur sahabi ne pukara YA MUHAMMADAH, to bhai YA muhabbat me to nahi lagta, ye to pukara gaya hai, aur jab kisi ko pukarte hai to madad hi mangte hai, hairat hai apke aqeede per yani ke ab aap jab bhi takleef me ho to muhabbat se ya muhammdah pukare ge, lekin Alim ne isteghasa kaha hai to alim ki baat manni chahiye jhahil ki nahi yehi soch ke pukara hai ke wo faryaad sune ge aur madad kare ge (jesa ke mulla ali qari ne likha hai isteghasa) sirf firing, koi daleel nahi...
-
bilkul simple baat haii... 1) ya ibad me faut shuda hai... kese apko bata dia hai ke hazrat moosa alihe salam 4 maqam pe dikhe hai, to ye faut shuda bhi ya ibad me agaye... daleel ke saath baat ki hai mene zaroori nahi ke sirf hazrat moosa hi ho... samjhe... ye sirf misaal hai, ke hazrat moosa jo dunya se parda kar chuke hai, wo bi ya ibad me shamil hai, q ke dekha gaya hai inko.... isi tarha aur bhi faut shuda se ya ibad ke zarye madad mangte hai... ek jawab bhi nahi dia hai abhi tak, na koi daleel di hai, sirf firing.... hadees ke rawi ka page islami bhai ne post kardia haih ke ye bukhari ke ravi hai baki baat apkii fazool hai
-
Mustafvi sahab, mene aapko Mulla ali qari ka hawala dia ke unhone یا محمداہ ko isteghasa likha hai, to ab kyu apni chala rahe ho... كانه رضى الله تعالى عنه قصد به اظهار المحبة فى ضمن الاستغاثة [Mullah Ali Qari: Sharh ash-Shifa (2/41)] mene pehle hi kaha tha ke apki baat ki koi ahmiat nahi hai... ap sirf apne aqeede ke liye hadees me masle karrahe ho, aur sahaba ka aqeeda to sarkar sallal laho alae he wassalam se madad mangne ka tha, hadees se sabit hai.. aur is hadees me madad hi mangi hai, isko Imam nauvi ne bhi Al azkar (p 271) me likha hai... Ya muhammadah ko... Muhaddiseen ka aqeeda bhi yehi hai jo sahaba ka hai, aur hamara bhi.... aur apne is ko zaif bhi sabit karne ki koshish ki, halanke ye to bukhari ke ravi hai, bukhari ko to sahi se zaif karne ki koshish na kare.... aur apko ye chain of narrator nahi mil rahi mil rahi.... صحیح بخاری کتاب الاذان باب: امام کے پیچھے مقتدی کب سجدہ کریں؟ حدیث نمبر : 690 حدثنا أبو نعيم ، سفيان ،أبي إسحق:
-
is liye dono ko manna pare ga, kyu ke dono aye hai, no problem aur wese bhi ulmaye kiram, muhaddiseen ki kitabo me bhi یا محمداہ likha hai to is se saaf zahir hota hai ke یا محمداہ hi kaha hai..... ye to har insaan janta hai ke, jab pareshani, ya museebat me koi ho to muhabbat me hi madad ke liye pukarta hai, nafrat se nahi... aur ye bhi pareshan the, is liye madad ke liye pukara, jese ke mene mulla ali qari ka hawala dia hai
-
naaam nahi bataya lekin phir bhi pata hai hazrat jibrail nahi hai, wah 4 maqam mene dikha diye, ab to makhsoos kahtam , mukhtalif agaya hai, theek hai khud apne bola tha mukhtalif ka mene sirf ye kaha hai ke faut shuda Ya Ibad me shamil hai, app sirf iska batao, is liye mene hazrat moosa ki misaal di hai, take apko pata chale ke faut chuda madad karte hai... YA IBAD ke zarye kheriat hai, apne khud hadees post ki thi ke jo dikhte nahi, unse madad mangte hai, YA IBAD me, to sahaba ko nahi dikhe is se is baat ka kya talluq... nahi dikhe jabhi to YA IBAD me aye nahi dia jawab
-
apne kaha میں یا رسول اللہ کہہ لیتا ہوں محبت میں ye to bohut achchi baat hail, lekin Hadees me Ya Muhammadah( یا محمداہ ) hai aur iska matlab hota hai, Ya Rasool Allah madad, ye ek isteghasa hai... agar sirf muhabbat me yaad hi karna hota to sirf Muhammad sallal la ho alahe wasssalam ya drood sharif hi parhlete.. lekin Ya muhammada kaha hai... to isse sabit hota hai ke sahabi ne madad mangi, 1) pareshani me kisi ko pukarte hai to madad ke liye hi 2) muhabbat se hi pukarte hai, nafrat se to nahi... aur ha ye mera matlab nahi hai ye ulmao ka matlab hai jese ke Mulla ali qari ne farmaya كانه رضى الله تعالى عنه قصد به اظهار المحبة فى ضمن الاستغاثة Hazrat umar bin abdullah ne muhabbat me isteghasa kiya.. (Mullah Ali Qari: Sharh ash-Shifa (2/41)) lo apki muhabbat wali baat bhi ho gayi aur isteghasa yani madad talab karne ka bhi agaya... mene pehle hi kaha tha ke aapki baat ki koi ahmiat nahi hai Ya Rasool Allah madad....
-
iska matlab hai ke hazrat jibrail bhi madad karte hai, jab banda pukarta hai, YA IBAD me farishto ko bhi pukarte sahi..... makhsoos pukarne ka zikr nahi lekin farishte shamil hai, bus yehi janna tha.... ye kese jaan lia, kya hadees me list lagayi hui hai, ya sirf zindo ka zikr hai... ajeeb baat pehle apne kaha tha ke makhsoos maqam aur waqt me dekha tha lekin ab keh rahe ho ke mukhtalif, kamal hai... mukhtalif maqam me dekhne ka matlab hai ab khaas nahi rahi ye baat ok... apki qaid yaha per khatam ho gayi jo apne lagayi thi, ke sirf usi maqam per dekha tha, uske elawa nahi, apka matlab yehi tha nahi nahi, bilkul nahi, har waqt har maqam per unka hona me sabit nahi kia, ok mene sirf itna sabit kia hai ke wafat shuda bande bhi wadi aur dosri jaga hote hai, har maqam per ek hi ho ye zaroori nahi mene hayat ul anbia ki baat nahi ki, bilkul usi baat ki hadees hai, lekin me to sirf ye sabit kar raha ho ke faut shuda bhi in jaga ho me ho sakte hai to isse faut shuda se madad ka saboot mile ga... mere dalail to ho chuke hai, alhamdo lillah mene YA Ibad me faut shuda ko sabit kardia... ab apke dalail ke faut shuda se madad mangna nahi chahiye / jaiz nahi....
-
bilkul wo bhi maula hai.. mene kaha tha ke kya Hazrat hibrail ko ko madad ke liye pukar sakte hai? apne kaha جی نہیں lekin appne pichli post me kaha tha ke عباد میں صرف انسان نہیں اتے بلکہ فرشتے اور جنات و دیگر مخلوق بھی شامل یے۔ to kya ya ibad me hazrat jibrail nahi ate? in bato ka aap jawab nahi de parahe, kya masla hai... q ke hadees me ae Allah ke bando meri madad karo hai, aur farishto ko appne ibad me lia hai... jesa ke aapne مصنف ابن ابی شیبہ اور مجمع الزوائ اور المعجم الاکبیر, ki hadees khud post ki hai، isi bare me lekin phir ap khud mukar gaye... ab kuch sawaal.... 1) kya app pareshani me Ya muhammada kehte ho, chahe muhabbat me kahe, jese sahabi ne ya Muhammada kaha ? 2) aur aapne kaha ke hazrat moosa Alaihe salam us wadi me the har wadi me nahi hote, aur wo bhi usi waqt me the............ kya فی ھذاالوادی is baat ka saboot hai ke wo sui waqt ke liye the,, iska koi saboot, kyu apki baat koi ahmiyat nahi hai........ 3) me aapko 3 jaga hadees se bata raha ho jaha Hazrat moosa alaihe salam aye hai, wafaat ke baad. take apne jo qaid lagayi hai , wo ghalat fehmi apko phir na ho... aur ye waswasa khatam ho jaye sarkar sallal la ho alaihe wasslam ne farmaya >> is wadi me me harzrat moosa alaihe salam ko do qitwani chadro me halate ahram me dekh raha ho. >> وادیِ اَزرق me dekha aur wo Allah ki kibriyai biyan karte hue utarrahe hai, aur isi hadees me dosri jaga age chal kar hazrat unus alahe salam ko bhi dekha hai. >> روحاء کے راستے پر ستر انبیاء کرام علیہم السلام حج کی غرض سے گزرے ہیں جو اُون کے کپڑے زیب تن کیے ہوئے تھے اور مسجد خیف میں ستر انبیاء علیہم السلام نے نماز ادا کی is me bhi hazrat moosa alaihe salam the. >> aur mayraj ki raat ko bhi hazrat moosa alaihe salam ko dekha in hadeeso se aapki qaid lagana khatam ho gayi ke hazrat moosa sirf usi jaga usi waqt dekha gaye the...ok... to ya ibad me wo bhi shamil ho gaye, yani wafat shuda se madad mangne ka hadees me hai..ok ab ye batao ke sirf usi jaga usi waqt kisi ne usi wadi me ya ibad keh kar madad mangi hogi to madad hui hongi ya nahi, wafat shuda logo se??? ya nahi abhi bhi nahi.... koi daleel to do ke wafaat shuda se mangna jaiz nahi hai...
-
agar is ayat me Allah ke siwa ko insano se talluq hota to ye lafz nahi hote woh kuch bhi nahe banatay, kyu ke hazrat essa alaihe salam ne parindo ki shakal bana kar unhe zinda kiya tha (Al quran) zindo ko bhi nahi pata ke kab uthaye jaye ge, siwaye unko ke jinko Allah bata de... murda phir kisi aur ko kaha hoga, aur but(idols hai)
-
chalo theek na pukarne ki daleel hogi wohi de do, plzzzzzzzz, uper qisse to nahi sunaye.... Hazrat moosa Alaihe salam ne hi ummat ki madad ki, wafat pane ke baad, ke 50 se 5 namaze kardi, ye hai faut shuda ki madad.........(bukhari)
-
meri baat ka to jawab de dia karo... 1) Ya muhammada ka matlab bataye.... 2) mene hazrat Ali radi Allah ho unho wali hadees is liye batayi thi ke pata chale ke wo bhi maula hai... 3) to kya YA JIBRAEEL alaihe salam ke kar madad ke liye pukar sakte hai????? plz jawab dia karo... farishto ka zikr kaha hai?? konsi wazahat mujhe dikhi nahi, dobara quote kare?? 4) wah kya baat hai khud tafseel byan karrahe ho aur keh raho ke is riwayat ka behas se kya taaluq, kamal hai..... 5) کسی خاص وقت اور وادی khaas kaha se agaya, apni taraf se ghar lia kya... mene daleel dikhayi hai, ab isko daleel ke zarye baat karo, apni muh(منہ) se nikli hui baat nai, q ke apki baat ki koi ahmiyat nahi.... 6) is hadees me bagair kisi qaid ke mutlaqan kaha hai ke حضرت موسیٰ بن عمران علیہ السلام کو اس وادی میں دو قطوانی چادروں میں حالتِ اِحرام میں دیکھ رہا ہوں۔ ab agar koi qaid lagani hai ke sirf usi waqt ya usi wadi ki to daleel do... samjhe 7) chalo sirf usi wadi ke bare me poochta ho ke waha to wo faut shuda nabi, honge aur jab banda pukare ga ke Allah ke bando meri madad karo to wo madad kare ge ya nahi... itni daleel de to di, ab kya chahiye, kisi baat ka to jawab do yar...plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz sirf hadees ko apne matlab me lagane ke siwa kya karrahe ho....
-
kya baat hai, zabardast, sab se pehle mene isi cheez ko wazeh(واضح) kiya tha, dobara karata ho.. 1)ھائے میری ماں kahe koi to theek, lekin YA lagayye to jalan hoti hai, aur bhai sahab yaha per YA MUHAMMADA kaha hai, aur mene pehle bhi kaha tha ke akhir me محمداہ aur jaha per dah ata hai to wo madad ke lye pukar raha hai, samjhe... iske elawa aap ye to batao ke YA MUHAMMADA kehna sahi hai ya nahi... kya kehte ho iske bare ye zaroor batana plzzzzz 2)apne kaha muhabbat me pukarna theek hai, me bhi pukarta ho, to muhabbat me kisi ko YA se pukarne per koi daleel zaroor dena... plzzzzzz 3) achcha hadees me maula ka matlab dost hai, any daleel, lekin maula ka matlab madad gaar(مددگار) bhi hai, aur dost se bhi madad hi mangte hai, kyu nahi... 4) aese konse bande ZINDA hai jo nazar nahi ate zara batana plzzzzzzz.. aur jo nazar na aye unko YA IBAD(ae Allah ke bando) keh kar madad mang sakte hai... ok, sir jee faut shuda bhi in bando me shamil hai... jinke bare me ye hadees hai... ’حضرت عبد اللہ بن مسعود رضی اللہ عنہ بیان کرتے ہیں کہ حضور نبی اکرم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے فرمایا : گویا میں (اسوقت بھی) حضرت موسیٰ بن عمران علیہ السلام کو اس وادی میں دو قطوانی چادروں میں حالتِ اِحرام میں دیکھ رہا ہوں۔ : أخرجه الطبراني في المعجم الکبير، 10 / 142، الرقم : 10255، وأيضًا في المعجم الأوسط، 6 / 308، الرقم : 6487، وأبو یعلی في المسند، 9 / 27، الرقم : 5093، والمنذري في الترغيب والترهيب، 2 / 118، الرقم : 1740، والهيثمي في مجمع الزوائد، 3 / 221، وأيضًا، 8 / 204. lo is hadees se to pata chala ke Hazrat moosa alaihe salam jo ke wafat pa chuke the wo bhi wadi me the.. ab kya hoga note: kisi bhi wadi me ho madad mangne ka saboot mil gaya hai... ab koi to daleel do ke faut shuda se nahi mang sakte, sirf ek daleel
-
1)Alham do lillah, mujhe khushi hui ke aap muhabbat me Ya Muhammad to pukarte ho, warna kuch log to isko shirk kehte, jazak Allah 2)pehli riwayat ko shayad apne parha nahi, kyu, ek baat to bataye jab banda pareshani me hota hai to wo kisi ko muhabbat me pukarta hai ya madad ke liye? zahir hai madad ke liye, khair apka ye masla bhi hal kardeta ho, یا محمداہ yaha Ya Muhammada pukara gaya hai DA, sirf Muhammad nahi, aur ye jab lagate hai jab madad mangna chahe, to is waja se is hadees me madad mangi gayi hai aur ye riwayat زیربحث hai, ok.... ab aapki bari.... 3) Ya Ghouse Azam madad ka saboot hadees se kese mil sakta hai, ye batade, shayad aapko pata nahi hai ke ghous pak tabe tabayeen ke bhi baad wale hai.. 4) Hazrat ali kito unke baare me shayad aapne hadeese nahi suni... age aur hadees post karraha ho,, ab ye bataye ke aap ke nazdeek in se madad mangna shirk hai, biddat hai, ya kuch aur,... plz daleel zaroor de... ye hadees timizi me bhi hai(1 جس کا میں مددگار وکارساز ہوں علی اس کا مددگار وکارساز ہے کرم اللہ تعالٰی وجہہ الکریم۔(احمد ونسائی وحاکم نے بریدہ رضی اللہ تعالٰی عنہ سے بسند صحیح روایت کیا ۔) (مسند احمد بن حنبل عن بریدۃ رضی اللہ عنہ المکتب الاسلامی بیروت ۵ /۳۵۸و۳۶۱) (المستدرک للحاکم کتاب قسم الفَئی من کنت ولیہ فان علیاً ولیہ دارالفکر بیروت ۲ /۱۳۰) (الجامع الصغیر عن بریدۃ حدیث ۹۰۰۱دارالکتب العلمیۃ بیروت ۲ /۵۴۲) ab zahiir si baat hai MAULA ALI ko madad ke liye pukare ge, YA ALI MADAD ye hadees, muajmal kabeer, majmauz zawaid. me bhi hai (2 ہ۔جب تم میں کسی کی کوئی چیز گم جائے اورمدد مانگنی چاہے اورایسی جگہ ہوجہاں کوئی ہمدم نہیں تو اسے چاہئے یوں پکارے: اے اللہ کے بندو!میری مدد کرو ، اے اللہ کے بندو!میری مدد کرو، اے اللہ کے بندو!میری مدد کرو( یا عبادللہ اعینونی )۔ اللہ تعالٰی کے کچھ بندے ہیں جنہیں یہ نہیں دیکھتا۔وہ اس کی مدد کرینگے (۱المعجم الاکبیر عن عتبہ بن غزوان حدیث ۲۹۰المکتبۃ الفیصلیۃ بیروت ۱۷ /۱۱۷و۱۱۸) (المصنف لابن ابی شبۃ کتاب الدعاء حدیث ۲۹۷۱۱دارالکتب العلمیۃ بیروت ۶ /۹۲ ) (البحرالزخار (مسند البزار)حدیث ۴۹۲۲ ۱۱/۱۸۱ والمعجم الکبیر حدیث۲۹۰ ۱۷/ ۱۱۸) (کشف الاستار عن زوائد البزار کتاب الاذکار حدیث ۳۱۲۸ مؤسسۃ الرسالہ بیروت ۴ /۳۴) ab jab Allah ke bando ko pukarne ki ijazat hai madad ke liye to Hazrat Ali ko kyu nahi