Zulfi.Boy
اراکین-
کل پوسٹس
498 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
-
جیتے ہوئے دن
18
سب کچھ Zulfi.Boy نے پوسٹ کیا
-
نبی پاک اور حضرت علی سے مدد کیوں مانگیں؟
Zulfi.Boy replied to Muslampak's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
ye hota hai Allah ki qudrat aur taqat ka mazak urana,, jo Allah ne apne bando ko ata ki hai plz koi copy paste ya phir lambi chori detail nahi pst karna -
نبی پاک اور حضرت علی سے مدد کیوں مانگیں؟
Zulfi.Boy replied to Muslampak's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
yar wo log naik insano ke but bana kar unki pooja(ibadat) shuru kardi, aur wo but Allah ke bande hai, theek hai qk har cheez ko Allahe peda kia hai to bhai mere jab kisi ki ibadat karli to wo to shirk hi hua.... aur shirk karne ke baad pukara hai... pukar ko shirk nahi kaha poojne ko shirk kaha hai.... sirf pukarne ko shirk kehne wali ayat ya hadees lao... apna aqeeda sahi karo aur wo buto ko pukarte the, unki ibadat karte the..... mil gaya jawab....ya nahi iske ilawa ye thread parho is me sare saboot hai -
ek hadees hai ke jab sarkar sallal la ho alaihe wassalam (mujhe yaad nahi ke kaha tashreef laye) to unko giriftaar karne ke liye kuch sipahi aye the lekin wo sarkar ko dekh kar musalman ho gaye aur unhone ne naize per apna imama band kar unka istaqbaal kia.... ye hadess with refrence kisi ke paas ho to post karde jazak Allah
-
نبی پاک اور حضرت علی سے مدد کیوں مانگیں؟
Zulfi.Boy replied to Muslampak's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
jo kisi aur ko poojta hai, ibadat karta hai ye uske bare me hai, musalmano pe q laga rahe ho..... -
In Hadeeso Ke Bare Me...
Zulfi.Boy replied to Zulfi.Boy's topic in حوالہ جات کے اسکین صفحات کی درخواست
takhno se neeche paynche ka koi poster ho, jis me bataya gaya ho ke uper fold karne se namaz nahi hoti to yaha post karde -
In Hadeeso Ke Bare Me...
Zulfi.Boy replied to Zulfi.Boy's topic in حوالہ جات کے اسکین صفحات کی درخواست
sarkar sallal ho alaihe wassalam ne ek dafa farmaya tha ke me kaabe ka kaaba ho, ye hadees with refrence mil jaye to bohut accha -
In Hadeeso Ke Bare Me...
Zulfi.Boy replied to Zulfi.Boy's topic in حوالہ جات کے اسکین صفحات کی درخواست
jazak Allah -
In Hadeeso Ke Bare Me...
Zulfi.Boy replied to Zulfi.Boy's topic in حوالہ جات کے اسکین صفحات کی درخواست
sorry likhne me ghalti ho gayi jazak Allah -
hadees 1) jumme ke din me khud sunta ho dorood... 2) takkabur se takhno se uper paynche rakhna in hadeeso ka refrence chahiye, isi forum pe hai lekin mil nahi raha.... agar poster me ho to achcha hai
-
نبی پاک اور حضرت علی سے مدد کیوں مانگیں؟
Zulfi.Boy replied to Muslampak's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
kamal hai log namaz me إِيَّاكَ نَعْبُدُ وَإِيَّاكَ نَسْتَعِينُ. parhte hai lekin phir bhi doctor se madad mangte hai(Allah se madad q nai mangte bhaiiiii), unko ye ayat yaad nahi ati, aur jab Allah ke wali se mangta hai koi to foran is ka wird shuru ho jata hai, ye munafiqat hai ya kharijiat??? -
Is Ayt Ki Sahi Wazahat Ferma Dain Shukeria In Advance
Zulfi.Boy replied to Faysal's topic in شرعی سوال پوچھیں
Allah ke elawa ka matlab but hai, Musalman nahi, aur is me pukarna se muraad ibadat karna hai, jo is khabees ne apni tafseer me bracket me likha hai, wo sirf or sirf musalmano se dushmani aur najdiyat hai... Mushrikeen ke khilaaf ayato ko chipkana to ye inki purani adat hai, mola Ali mushkil khusha radi Allah ho unho ne inhi se jang bhi ki thi aur sare kharijio ko mara tha, dobara agaye, badtareen makhlook hai aese log (bukhari shareef) But ??, pukarne se muraad pujna kese? tafseer ibne kaseer hi mulaheza farma le.... Mushrikeen to pukarte hi but ko the, lekin ye aj ke wahabi musalmano ke liye lagate hai (Al safaat, 95)فرمایا کیا اپنے ہاتھ کے تراشوں کو پوجتے ہو sahi hai is ayat se sabit hua ke but ko poojte the -
toheed bhai is hadees me to baagh me jo qabre thi unko khodi hai, to ab agar is per aeteraaz ho ke ye to baagh ke liye tha, us hukm ka is me nahi hai to??? jawab inayat farmaye
-
jazak Allah
-
is hadees ka scan mil jaye to maza ajaye, aur is per baat bhi khatam ho jaye, ye to saaf likha hai....agar ye hadees hai to wahabio ko ye hadees q nahi dikhi,.... jazak Allah
-
جناں دے پیر رس جاوندے او جیوندے وی مرے رہندئے
Zulfi.Boy replied to Faysal's topic in شرعی سوال پوچھیں
aur wohi khuda apne bando ko farmata hai ke mere bando ke peeche chalo, to murshid Alhamdo lillah hum gunhagaar musalmano ko seedha raste pe chalata hai, thora sa quran parh lo samajh ajaye ga,,,,, -
mujhe to aya jabhi to jawab dia, dono me se koi bhi sawaal apna lo ghaib sabit hai, aap ka khyaal hai kya Allah nabi sallal la ho alaihe wassalam ko direct ghiab ka ilm nahi de sakta????
-
ye kesa sawaal hai, dono sawalo se ghaib ka ilm sabit kardia.....
-
khuda ke siwa ibadat karte hai, ab chahe age kuch bhi likha ho, to wo mushrik hi hai.... simple si baat hai
-
kitna jahilana aetraaz hai, ye baat bata kon raha hai, aur kab, 1400 saal pehle qayamat ke ahwaal bata rahe hai to kya us waqt bhool jaye ge, aur wisaal ke baad ilm bharta hai cheena nahi jata...... is hadees me kaha likha hai ke me us waqt ye jo bata raha ho us waqt nahi pata hoga..... ye hadees to hazir nazir aur ilme gaib per daleel hai, subhan Allah
-
subhan Allah, jazak Allah
-
nahi dekha, warna post no 4 me ye link dikh jata...http://www.islamimeh...dkhushi-ki-thi/ aur hadees ke bare me to apne neeche likha hai khud, aur uper se jhoot ke koi hadees nahi likhi.... adat he kya baat ko lamba chora karne ki, sab kuch likha hai hadees me phir pooch rahe ho kaha likha hai, ajeeb ho yar..... mene sahi kaha ke hadees achchi nahi lagi.....kese "Alhadees- HUZOOR (ALEH SALAAM) ne ek Jagah Qayaam farmaya, Pas Hum ko Ibtada-E-Pedaish ki khabar de d....." kisko hum ko theek hai, ravi ne khud ye suna hai ok..... agaya nazar... charo khulfa ka to ab aap batao ke is hadees me sab agaya ya nahi.... ye to apna apna imaan hai.... aur ye akhri line jo likhi hai uska bhi aap batao ge ke usme ye bhi agaya hai ya nahi.... bachcho wali baat kardi hai ab ye poocho ge ke to phir sab ko yaad q nahi tha itne ikhtilaaf q hue etc..... iska jawab bhi hadees me hi hai "jis ne Yaad rakha , Us ne yaad rakha, aur jo Bhool gaya, Woh Bhool Gaya" jabhi kaha tha ankhe khol kar.....