Zulfi.Boy
اراکین-
کل پوسٹس
498 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
-
جیتے ہوئے دن
18
سب کچھ Zulfi.Boy نے پوسٹ کیا
-
Fiqah-e-Hanafi: Namaz Mein Takbeer Kehne Per Aetaraz
Zulfi.Boy replied to Zulfi.Boy's topic in فتنہ وہابی غیر مقلد
jazak Allah -
sory mene ibne tayyima ka dekha nahi tha,, aur imame azam ka quol ke امام ابو حنیفہ رحمہ اللہ نے ایک دن قاضی ابو یوسف کو فرمایا: اے یعقوب (ابویوسف) تیری خرابی ہو،میری ہر بات نہ لکھا کر، میری آج ایک رائے ہوتی ہے اور کل بدل جاتی ہے۔ کل دوسری رائے ہوتی ہے پھر پرسوں وہ بھی بدل جاتی ہے۔ iska jawab nahi hai isme, ye kitab mene pehle se parhi hui hai.... aur iska jawab zaroori hai
-
امام شافعی رحمہ اللہ فرماتے ہیں: میری ہر بات جو نبی صلی اللہ علیہ وسلم کی صحیح حدیث کے خلاف ہو (چھوڑ دو) پس نبی صلی اللہ علیہ وسلم کی حدیث سب سے بہتر ہے اور میری تقلید نہ کرو۔ (آداب الشافعی و مناقبہ لابن ابی حاتم ص51 وسندہ حسن) امام ابو داؤد السجستانی رحمہ اللہ فرماتے ہیں: میں نے (امام) احمد (بن حنبل)سے پوچھا: کیا (امام) اوزائی، مالک سے زیادہ متبع سنت ہیں؟ انھوں نے فرمایا: اپنے دین میں، ان میں سے کسی ایک کی بھی تقلید نہ کر۔۔۔الخ (مسائل ابی داودص277 امام ابو حنیفہ رحمہ اللہ نے ایک دن قاضی ابو یوسف کو فرمایا: اے یعقوب (ابویوسف) تیری خرابی ہو،میری ہر بات نہ لکھا کر، میری آج ایک رائے ہوتی ہے اور کل بدل جاتی ہے۔ کل دوسری رائے ہوتی ہے پھر پرسوں وہ بھی بدل جاتی ہے۔ (تاریخ بغداد 424/13 ،تاریخ ابن معین 2/607 وسندہ صحيح) سعودی عرب کے سابق مفتی اعظم شیخ عبدالعزیز بن عبداللہ بن باز رحمہ اللہ نے فرمایا: "میں بحمدللہ متعصب نہیں ہوں لیکن میں کتاب و سنت کے مطابق فیصلہ کرتا ہوں۔ میرے فتووں کی بنیاد قال اللہ اور قال الرسول پر ہے حنابلہ یا دوسروں کی تقلید پر نہیں" (المجلة رقم806 تاریخ 25 صفر 1416 امام ابن تیمیہ رحمہ اللہ نے تقلید کے خلاف زبردست بحث کرنے کے بعد فرمایا: اگر کوئی کہنے والا یہ کہے کہ عوام پر فلاں فلاں کی تقلید واجب ہے تو یہ قول کسی مسلم کا نہیں ہے (مجموع فتاوی ابن تیمیہ جلد ۲۲ص۹۴۲) فقہ حنفی کے ایک اہم ستون ملا عینی حنفی نے کہا: پس مقلد غلطی کرتا ہے اور مقلد جہالت کا ارتکاب کرتا ہے اور ہر چیز کی مصیبت تقلید کی وجہ سے ہے (البنایة شرح الھدایہ جلد۱ ص۷۱۳)
-
Fiqah-e-Hanafi: Namaz Mein Takbeer Kehne Per Aetaraz
اس ٹاپک میں نے Zulfi.Boy میں پوسٹ کیا فتنہ وہابی غیر مقلد
-
kya sheikh abdul haq muhaddis dehelvi aur abdul aziz muhaddis dehelvi alaihe rehma ek hi hai, ya alag alag,
-
jazak Allah, Allah aap ki har jaiz murad puri kare, aur aapko aur hame jannat ul firdos me jaga ata farmaye..... sari pareshani aap hal karte ho,,,,
-
jazak Allah, jazak Allah, aap to meri har waqt madad karte ho.... achcha mene ek jaga tirmizi ka hawala dekha tha (tirmizi j2 p#160) lekin is me nahi mili. aur mene ek ko ye hawala de diya hai, agar tirmizi ka page ho to zaroorde, warna ye bohut hai.... Alham do lillah
-
jumme ka din eid hai, is hadees ka sahi hawala ya scan page, hadees ki book se post kar de. plzzzzzzzzzz
-
Alhadees::: Meri Tarha Koi Nahi Hai
Zulfi.Boy replied to Zulfi.Boy's topic in حوالہ جات کے اسکین صفحات کی درخواست
jazak Allah jazak Allah jazak Allah jazak Allah -
Alhadees::: Meri Tarha Koi Nahi Hai
Zulfi.Boy replied to Zulfi.Boy's topic in حوالہ جات کے اسکین صفحات کی درخواست
jazak Allah, aap ki ilm ki daat deta ho me dhoond dhoond kar pagal ho gaya..... -
Alhadees::: Meri Tarha Koi Nahi Hai
Zulfi.Boy replied to Zulfi.Boy's topic in حوالہ جات کے اسکین صفحات کی درخواست
heheheh bhai isi poster ki waja se me dhoond raha ho book ka scan page.... mujhe is hawale se nahi mil rahi.... book ka page chahiye, fb per ek banda mang raha hai.... -
Alhadees::: Meri Tarha Koi Nahi Hai
اس ٹاپک میں نے Zulfi.Boy میں پوسٹ کیا حوالہ جات کے اسکین صفحات کی درخواست
alhadees::: meri tarha koi nahi hai ye hadees bukhari aur tirmizi ki hai, plz iska scan page ya full refrence dede me bhool gaya ho ke kaha hai.... -
Wahabiyyah Najdiyah Ka Imam E Azam Per Aaitraaz...
Zulfi.Boy replied to Muslim Naqshbandi's topic in فتنہ وہابی غیر مقلد
Jazak Allah sybrate sahab iska tarjuma bhi likh de take mujh be ilm ko bhi iska jawab ajaye........ -
jazak Allah, toheedi bhai ek baat aur, kya sahaba ke dafa koi kaam karne se wo sunnat e sahaba ho sakta hai?? aur isi topic per ek sawaal hai, pm me poochna chata ho
-
saeedi bhai agar aap samne hote to me apke haath choom leta, jazak Allah, dil khush kardia..... wafa alwafa kiski tasneef hai??
-
Pent Ya Shlwar Fold Kerny K Bary Mai Hadeeth
Zulfi.Boy replied to Faysal's topic in شرعی سوال پوچھیں
1) ab zahir hai, sajde ka hukm alag hai aur kapre sametna ka alag, jisse pata chala ke ye puri namaz me hoga??? 2) agar aap namaz ke shuru me pent ko fold karlo ge to kya sajde me jane se pehle pent ki jo folding hai use sahi karke sajde me jao ge???? mere khyaal me apka jawab "nahi" hoga to shuru me hi aap fold nahi karsake, jesa ke hadees me agaya hai... 3) namaz me kapre fold karne ki koi hadees bata de, warna ye kaam namaz ke shuru me ho raha hai, aur namaz ke ander bhi ho jaye ga, jo ke namaz me zyaddti hai aur ye biddat hai??? plzzzz sawalo ke jawab zaroor dena.... -
Pent Ya Shlwar Fold Kerny K Bary Mai Hadeeth
Zulfi.Boy replied to Faysal's topic in شرعی سوال پوچھیں
apni taraf se sajde ki qaid lagana gumrahi hai...... -
نبی پاک اور حضرت علی سے مدد کیوں مانگیں؟
Zulfi.Boy replied to Muslampak's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
is ayat se apna qayas aur apni raye se ye bata dia ke ye ayat marhomeen ke liye nahi hai(halanke isme zinda ya marhomeen ka zikr nahi), aur jab ek alim apne ilm se marhomeen ka batata hai wo nahi mante, kya apni raye zyada achchi lagti hai, ek ilm wale ki raye se? iska jawab de... -
1) imam e azam abu hanifa ne mana kia hai apni taqleed ko, aur imame azam ne farmaya ke agar mere qual ke elawa sahii hadees mil jaye to usi pe amal karo..... 2) sirf ek imam ki perwi hi kyu, jab imam ne hi mana kardia apni taqleed ko.... 3) aur sahaba me ikhtilaaf tha to iska koi saboot?? 4) kuch buzrug ke naam bataye jinhone taqleed ki ho, aur sab wahabi aur deobandi sab unko mante ho, daleel ke saath..plz 5) kis daleel se ek imam ki pairvi ko wajib kia hai?? 6) jo 4ro imam ke paas ilm hai wo sab ke paas ho sakta hai??? iska jawab 7) surah faiha me tarjuma, raste pe chala, hai ya rasto per chalo ??? iska jawab bi
-
نبی پاک اور حضرت علی سے مدد کیوں مانگیں؟
Zulfi.Boy replied to Muslampak's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
app jawab to ke kis ayat se aap ko pata laga ke marhomeen se mangna mana hai..... q ke nabi aur imaan wale madad gaar hai, isme koi qaid nahi hai ke zinda ho ya marhomeen, aur hadeeso se sabit hai ke marhomeen se hajat rawayi ka, aur ulmaye kiram muhaddiseen is baat ko mante aye hai....\ khamoshi bilkul nahi hai isme.... -
نبی پاک اور حضرت علی سے مدد کیوں مانگیں؟
Zulfi.Boy replied to Muslampak's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
pehle to aap ye sabit karo ke kis ayat me marhomeen se magne ka mana hai, take age ki baat app samajh sako q ke ulmaye kiram ki baat to mano ge nahi, isliye koi ayat hi batao.... -
is se ye pata chala ke traweeh me na baligh imam ban sakta hai, aur dosri namaz me bhi........ lekin mene to yehi parha hai ke na baligh imam nahi ban sakta...... clear kare
-
yar ye to aap ne na umeedi wali baat kardi, hum gunha garo ka kya hoga, namaz, roza, hajj zakaat ye sab ibadat hai, agar qabool hui to achcha na hui to Allah ki rehmat hai maaf karde, hamara to yehi emaan hai.... app ka nahi hai, afsos...afsos 100 Afraad Ka Qatil Buksha Gaya: Banni israel k aik shaks ney 99 qatal kiay they, aik esai ibadat guzar k paas pohancha aur poocha k kya mery jeisy mujrim k liay bhi koi TAUBA ki gunjaish hai? Esai ibadat guzar ney esy mayoos ker dia, es ney esai ibadat guzaar ko bhi qatal ker dia, laikin phir sherminda ho ker TAUBA ka tareeka logon sey po ochny lag gaya, aakhir kisi ney kaha k falaan kasbey main chaly jao wahan ALLAH عزوجل ka aik WALLI tumhari rehnumai kary ga. Tou wo us taraf chal para, rasty main he beemar hogaya, jub moat k kareeb ho gaya tou es ney apna seena es kasbey ki taraf ker dia aur foat hogaya. Ab es ko ley jany k liay rehmay aur azaab k farishton main ikhtilaf hua, ALLAH عزوجل ney maiyat aur kasbey wali zameen k hissy ko simt ker choota ho jany ka hukm dia, aur jidher sey wo chala tha aur jahan pohanch ker foat hua tha es fasley ko mazeed bara hojany ka hukm dia, phir peimaish ka hukm fermaya, tou jis taraf ja raha tha wahan sey aik balisht qareeb paya gaya aur ALLAH عزوجل ney eski maghfirat ferma di. (Sahi Bukhari, Hadees:3470) lo Allah ne to bagair ibadat ke maghfirat kardi, Allah ki rehmat hai bhai....
-
sorry admin
-
kya mujhe ye bata sakta hai koi ke shirk per ek poster hai, data ganj baksh wagera ka, wo mujhe nahi mil raha yaha link send karde plzzzzzzz