Jump to content

Zulfi.Boy

اراکین
  • کل پوسٹس

    498
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    18

سب کچھ Zulfi.Boy نے پوسٹ کیا

  1. Allah aap ke ilm me izafa farmaye, jitna aap se seekha hai utna kisi se bhi nahi seekha hai.... me Alhamdo lillah hanafi barelvi attari ho, jazak Allah, ap ki post parh kar maza ata hai, iman taza hota hai
  2. toheedi bhai ke sawaal hai ke wo banda jo kehta hua gaya tha "ma yadri...." ye jo line kahi thi, to ye line mishkaat me nahi hai?? aur seerate halbi ye kab ki hai, matlab ke kis sadi ke alim ki hai ?? Jazak Allah
  3. ye cheez, yehi baat samajh nahi arahi thi, jazak Allah
  4. mene ye baat anbia ke liye likhi thi, ke wahabi ye hadees hayatun nabi ki baat me late hai, is liye ye baat mene poochi thi, q ke shohada wali ayat me shohda ka zikr hai, anbia kiram shohada se zyada fazeelat wale hai, to is ki fazeelat unke liye bhi hoti hai, is liye
  5. toheedi bhai ye dekhta ho ke aap ka reply aya hai to dil bohut khush hota hai, jazak Allah ek aur sawal hai ke wahabi ye kehte hai ke, ye tafseer hai hadees me ye nahi likha etc etc?? iska kya jawab ho sakta hai
  6. maza agaya parh ker ke ye hadees sahi hai, aur rawio ki sanad bhi sahi sabit ki... jazak Allah
  7. ok, ho sakta hai mere saath hi ho rahi ho, kya aap aesa karsakte ho ke ye book kahi aur upload kardo, aur mujhe pm kardo... kyu ke mere paas network failed llikha araha hai, q araha hai samajh nahi araha...... agar aap ke paas time ho to, aur kisi aur islami bhai ke paas time ho to plz karde...
  8. Zulfi.Boy

    Shohda Ki Roohe Jannat Me

    aksar ye hadees wahabi hayaat e nabi sallal a ho alaihe wassalam ki behas me laate hai, iska kya jawab hoga... to is ke baad wo kehte hai ke, shohda ki roohe to jannat me hai, to unki zindagi dunyawi kese hui
  9. arabic book download ho rahi hai, lekin urdu wali nahi ho rahi..... urdu wali me failed network araha hai... app ke paas urdu wali download ho rahi hai kya??? agar ye book kisi aur site per hai plzzz bata de.... iska title perh kar, ye book parhne ka bohut dil karraha hai...
  10. is hadees ka pura page ya sanad chahiye urgent.... musnad ahmed ne likha hadees sahi...ye mil jaye to zyada sahi hai... aur ek balish oonchi qabar rakhna sunnat hai,,, is ki daleel chahiye...
  11. Zulfi.Boy

    لوازم الوہیت کیا ہے

    لوازم الوہیت کیا ہے is kebare me kuch bataye, kisi mufassir ya muhaddis wagera ke quol se
  12. toheedi bhai me alham do lillah barelwi ho. aur attari bhi,,, mene ye is liye poocha tha q ke ghaib ki khabro ko ye log ilm nahi bolte, to is liye mene poocha tha ke koi riwayat bata de is bare me, take mere paas jawab asake
  13. (تفسیر عزیزی، پارہ:۲۹، صفحہ:۱۷۳) ترجمہ:پس حق تعالی شانہ اپنے غیب خاص پر اپنے پسندیدہ بندوں کے سوا کسی کو مطلع نہیں فرماتا اور وہ پسندیدہ بندے اس کے رسول ہیں،خواہ جنس ملائک سے ہوں خواہ جنس بشرسے،جیسا کہ حضرت محمد مصطفیٰ صلی اللہ علیہ وسلم تھے اللہ تعالی اپنے ان خاص بندوں پر بعض مغیباتِ خاصہ ظاہر فرماتے is me ghaib ki khabar ka kaha hai, kya inki tafseer me ilme ghaib dene ka kahi zikr hai to batade.... aur ghaib ki khabre, ilme ghaib hai,,, is per koi article ya thread bata de,,plzzzz Jazak Allah
  14. ghouse pak ka qadam har wali ki garden per, ye thread mil nahi raha hai, ye bata de de kaha hai
  15. is ka jawab aur matlab chahiye ke inhhone tafseere azeezi me ilme gaib ko alwahiyat keh kar mukro kaha hai hai... pura page is me hai aur is ka jawab علم جب کہ مطلق بولا جائے ۔ خصوصا جب کہ غیب کی طرف مضاف ہو تو اس سے مراد علم ذاتی ہوتا ہے۔ (ملفوظات،حصہ سوم:ص٢٨٣، مطبوعہ فرید بک سٹال لاہور)
×
×
  • Create New...