Zulfi.Boy
اراکین-
کل پوسٹس
498 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
-
جیتے ہوئے دن
18
سب کچھ Zulfi.Boy نے پوسٹ کیا
-
mene ek wahabi se baat ki thi qabaro per gumbad banane ke hawale se, aur thread pakki qabar banana se kaafi dalail die, jo toheedi bhai aur saeedi bhai ne post kie the,,, lekin unhi dalail se kuch sawaal samne aye hai, un per roshni dale, jazak Allah 1) is hadees me adam ke quba se muraad chamre ka khema bataya hai, aur أدم اور آدم me kya farq hai... hazrat adam alahe salam ki qabar wahi thi??? 2) سلیمان بن داؤد، ابن وہب، عمروبن حارث، ثمامة بن شفی رضی اللہ تعالیٰ عنہ سے روایت ہے کہ ہم لوگ روم میں حضرت فضالہ رضی اللہ تعالیٰ عنہ کے ساتھ تھے وہاں پر ہمارے ایک ساتھی کی وفات ہوگئی حضرت فضالہ بن عبید کے حکم پر ان کی قبر برابر کی گئی پھر بیان کیا کہ ہم نے حضرت رسول کریم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم سے سنا ہے کہ آپ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم قبروں کے برابر کرنے کا حکم فرماتے تھے۔ saeedi bhai ne is hadees me farmaya tha mene use yehi bataya to usne kaha ke isme marammat ka lafz laga kar hadees likho, iska bata de aur is hadees me to usi waqt qabar barabar kari hai yani ke qabar me dafan karke bara bar kardi... to is se ye kese pata lag ke isko sahi kia hai,,, zameen barabar nahi... 3) aur bukhari me jo hazrat mazoon ki qabar hai wo lambayi me oonchi thi ya oonchayi me... aur saeedi bhai ya koi aur is ke hawale ya scan page de sakta hai, kyu sab se pehla sawaal yehi hota hai ke konse page me, agar jild hai to konsi jild me jis me zamin bara bar ki hadees ke bare me likha hai... http://www.islamimehfil.com/topic/19848-pakki-qabar-banana/page-3#entry86255 is post ke shuru me Jazak Allah
-
Murday Nahi Sountay. Is Hadith Ka Jawab Chahiya
Zulfi.Boy replied to Smart Ali's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
-
mene yehi kaha hai ke sahi parha nahi, phir jo dobara mene page post kia hai usko paho, usme jo hadees hai wo parho...ok
-
yar rafaye den mansookh hai, sare sawalo ke jawaab pehli post me the, ghor se perh te to samajh ajata...
-
Murday Nahi Sountay. Is Hadith Ka Jawab Chahiya
Zulfi.Boy replied to Smart Ali's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
toheedi bhai ki ye post parhe, iman taaza ho jaye ga, balke pura thread hi parhle http://www.islamimehfil.com/topic/17655-kia-murday-suntay-hain/page-7#entry80568 mujhe thread nahi mila lekin mere paas pages save the, ye unhi islami bhai ki mehnat hai meri nahi... -
Murday Nahi Sountay. Is Hadith Ka Jawab Chahiya
Zulfi.Boy replied to Smart Ali's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
Ali bhai, hadees me Hazrat umer farooq e azam ne sarkar se sawaal kia ke یا رسول اللہ آپ ایسے جسموں سےکلام فرما رھے جن میں روح موجود نہیں! to kya sirf kafir ke jism se rooh nikalti hai ya momin ke jism se bhi?? aap khud soch sakte hai... aur rahi baat Hazrat umar farooqe azam ki, to tafseer ibne kaseer, surah aeraaf ayat 201-202 ki tafseer me hazrat umer farooq e azam ka ek qabar wale se guftogo ki hadees likhi hai, wo isi forum per ek islami bhai ne post ki thi, mujhe mili nahi -
Qabar Me Tumhara Bhai Salam Ka Jawab Deta Hai, Required
اس ٹاپک میں نے Zulfi.Boy میں پوسٹ کیا حوالہ جات کے اسکین صفحات کی درخواست
tafseer ibne kaseer ki ye hadees nafseislam per daud shareef me kitab ul minasik me nahi mili mujhe, ye hadees mujhe required hai, refrence page me likha hai Jazak Allah -
Murday Nahi Sountay. Is Hadith Ka Jawab Chahiya
Zulfi.Boy replied to Smart Ali's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
bhai agar har waqt jooto ki awaaz sunne wali hadees mil jaye to bohut achcha hoga aur jange badar wali hadees se wo ye sabit karte hai ke sirf usi waqt ke liye un murdo ne suna tha, uske baad nahi... -
Murday Nahi Sountay. Is Hadith Ka Jawab Chahiya
Zulfi.Boy replied to Smart Ali's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
jazak Allah, lekin najam bhai wahabi kehte hai ke jooto ki awaaz sunna to ye ek makhsoos waqt ke liye hai, aur jo sarkar sallal la ho alaihe wassalam ne badar me kuffar ko pukara tha wo maujze tha, iska kya jawab hoga -
bhai us bande ye zaroor poochna ke ye kis hadees me likha hai, jo red higlight hai.... Abu daud shareef ki hadees me sarkar ne puri ummat ki taraf se qurbani pesh ki (yani sawab puri ummat ko hua)
-
Nabi Ka Matlab Ghaib Batane Wala, Scan
اس ٹاپک میں نے Zulfi.Boy میں پوسٹ کیا حوالہ جات کے اسکین صفحات کی درخواست
nabi ka matlab ghaib batane wala, kisi mufassir ya lughat ki kitab ka scan post karde Jazak Allah -
Qaza Namaz Ke Bare Me Ajeeb Baat Poochni Hai
Zulfi.Boy replied to Zulfi.Boy's topic in فتنہ وہابی غیر مقلد
wah kya zabardast jawab dia hai, jazak Allah Allah apke ilm o amal o khuahishaat ke pura hone per barkat ata farmaye -
Qaza Namaz Ke Bare Me Ajeeb Baat Poochni Hai
Zulfi.Boy replied to Zulfi.Boy's topic in فتنہ وہابی غیر مقلد
Jazak Allah Ali bhai, lekin ali bhai jesa ke mene pehli post me likha tha ke, wo jaan boojh kar chori hui namaz ka bol raha hai, ke jan booj ke chori hui namaz ki qaza ka kahi zikr nahi hai.... قرآن یا صحیح حدیث سے یہ بتا دیں کہ کوئی اگر بغیر کسی شرعی عذر کے نماز چھوڑتا ہے تو کیا اس کی قضا ادا کرنے کے بارے میں کہیں بتایا گیا ہے aap ne jo hadees batayi hai wo sharyi uzar hai, rehnumayi farmaye Jazak Allah -
Qaza Namaz Ke Bare Me Ajeeb Baat Poochni Hai
Zulfi.Boy replied to Zulfi.Boy's topic in فتنہ وہابی غیر مقلد
-
Qaza Namaz Ke Bare Me Ajeeb Baat Poochni Hai
اس ٹاپک میں نے Zulfi.Boy میں پوسٹ کیا فتنہ وہابی غیر مقلد
ek wahabi se baat ho rahi hai, wo keh raha hai ke qaza umri nahi parhna chahiye biddat hai, aur jab daleel di to usne kaha ke qaza namaz ke bare me hadees me hai ke, jab bhool jaye ya soya hua ho tab ki qaza parh lo, lekin jo jan boojh ke qaza karta hai us per qaza nahi, wo toba kare bus, kyu ke qaza umri biddat hai daleel ye di hai جو شخص نماز بھول جائے(یا سو جائے)پس اس کا کفارہ یہ ہے کہ جس وقت اسے یاد آئے(یا بیدار ہو) اس نماز کو پڑھ لے(صحیح بخاری) جان بوجھ کر چھوڑی ہوئی نمازیں جو سالوں پر محیط ہوں کسی بھی صحیح احادیث سے اس کے پڑھنے کا ثبوت نہیں ملت -
In a Hadees, My Master(Aqa) said "Of whomsoever I am the Master (Maula) Ali is his master (Maula) too." (tirmizi) Also Master means is HELPER, so YA ALI MADAD is Permissible. Mere Aqa ne farmaya "jis ka me maula uske Ali bhi maula hai" (tirmizi) is liye YA ALI MADAD kehna jaiz hai....
-
معجزہ نبی کا فعل نہیں ہے" کے بارے مے علما کے اقوال "
اس ٹاپک میں نے Zulfi.Boy میں پوسٹ کیا مناظرہ اور ردِ بدمذہب
deobandio ka article dekha hai, us me unhone kaafi kuch likha jiska jawab yaha per mil jata hai, lekin unhone in ulma kiram ke aqwaal bhi likha hai is bare is ka jawaab chahiye... Halanke paharo ka saath chalna, hawa ka bus me hona wala muajze se sabit ho sakta hai ke nabi alaihe mussalam ka ikhtiyaar hota hai, lekin in ulma ka jawab nahi samjah araha, ihle ilm bataye Jazak Allah -
Suwade Azam Ki Hadees Wala Thread Kaha Hai
Zulfi.Boy replied to Zulfi.Boy's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
-
Suwade Azam Ki Hadees Wala Thread Kaha Hai
اس ٹاپک میں نے Zulfi.Boy میں پوسٹ کیا مناظرہ اور ردِ بدمذہب
ek thread me islami bhai ne suwaade azam wali hadeese likhi thi, jis me uski sanad bhi thi, aur bataya bhi tha ke konsi sanad kesi hai.... wo thread bata de jazak Allah -
Pukhta Ghar Banane Ke Bare Me Poochna Hai
اس ٹاپک میں نے Zulfi.Boy میں پوسٹ کیا مناظرہ اور ردِ بدمذہب
1. mishkaat ki hadees me qubba ka zikr aya hai to is me kisi ko aetraaz hua ke ye to qubba ke bare me ghar ke bare me nahi hai?? iske bare me kuch bata de, take ilm me izafa ho... 2. is hadees me sahi ya zaeef ka kuch likha nahi hai, iski sehat ke bare me bhi pata chal jaye to achcha hai take mukhalifeen ko jawab de sake.. -
Mujhe Nahi Maloom, Muata Imam Malik, Ka Jawab
Zulfi.Boy replied to Zulfi.Boy's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
jazak Allah, aap ne sahi farmaya ye ek shia ki hi post thi, App ne achcha jawab dia