Zulfi.Boy
اراکین-
کل پوسٹس
498 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
-
جیتے ہوئے دن
18
سب کچھ Zulfi.Boy نے پوسٹ کیا
-
Sarkar Sallal La Ho Alaihe Wassalam Ko Apni Wafat Ki Khabar
اس ٹاپک میں نے Zulfi.Boy میں پوسٹ کیا حوالہ جات کے اسکین صفحات کی درخواست
sarkar sallal la ho alaihe wassalam ko apni wafat ki khabar ka ilm tha, ek hadees mene shayad isi forum per parhi thi,,, ke sarkar ne farmaya ke tum iske baad mujhe nahi pao ge, ya kuch aur tha.... is bare me koi hadees post karde... jazak Allah -
Abdul Wahab Najdi Wahabio Ke Aqaid .. Scan
Zulfi.Boy replied to Zulfi.Boy's topic in حوالہ جات کے اسکین صفحات کی درخواست
Ali bhai, arabi nahi ati.... aur ye to apne alim ki kitab hai jo wahabi nahi mane ga... is liye koi wahabi ki ya , abdul wahab najdi ki kitab me koi hawala ho toz zaroor bataye... jazak Allah -
Abdul Wahab Najdi Wahabio Ke Aqaid .. Scan
Zulfi.Boy replied to Zulfi.Boy's topic in حوالہ جات کے اسکین صفحات کی درخواست
Jazak Allah mustufa bhai Jazak Allah Ali bhai.... kuch data mil sakta hai abdul wahab najdi ke bare me, jo jo iski ghustakhya hai, aur us waqt ke ulama ne jo iske khilaaf likha..... take iske bare me ilm ajaye ke ye kesa tha.... احمد بن زینی دحلان مكی شافعی ye kis hijri ke hai??? title page me sahi nazar nahi araha -
Abdul Wahab Najdi Wahabio Ke Aqaid .. Scan
اس ٹاپک میں نے Zulfi.Boy میں پوسٹ کیا حوالہ جات کے اسکین صفحات کی درخواست
1) Ger Muqqallidon k Imaam Ibn-E-Temimiya likhte hain:" HUZOOR صلى الله تعالى على محمد ki Qabar Anwaar se jo Aawaazen aain woh Shetaan ki Chaalen thin"..(Kitaab Ul Wasela, Page#51, Maktab Us Salafiya Lahore) 2) Wahabiya Abdul Majeed Sohadrawi likhte hain: Lafz Wahabi AAP (Muhammad Hussain Batyaalwi) hi ki koshish se Sarkaari Dafaatir aur Kaagzaat se Mansookh huwa, aur Jama'at ko AHL-E-HADEES k naam se Mosoom kiya gaya..(Seerat Sanai, Haashiya, Page#482) 3) WAHABI (AHL-E-HADESS) K Deegar Aqaid: AQEEDA # 1: "Huzoor صلى الله تعالى على محمد ka Mazaar Gira dene k Laayak hai, Agar is k Gira dene par Qaadir hogaya to Gira dunga"... said by "Bani WAHABI Mazhab, Muhammad Bin Abdul Wahab Najdi" (kitaab: AuzahAl Braheen) 4: "Meri Laathi, Muhammad صلى الله تعالى على محمد se behtar hai, Q k, is se Saanp maarne ka Kaam liya ja sakta hai, Aur Muhammad mar gae, unhen koi Nafa Baaqi na raha". said by "Bani WAHABI Mazhab, Muhammad Bin Abdul Wahab Najdi" (kitaab: Auzah Al Braheen, Page: 10) 5. Muhammad Bin Abdul Wahab Najdi ka Aqeedah tha k Jumla Aehle Aalam O Tamaam Musalmanaan, Diyar-E-Mushrik O Kaafir hain, aur un se Qatal O Qataal karna, un k Amwaal ko un se Cheen lena Halaal aur Jaez balke Waajib hai.. (Maakhooz Hussain Ahmed Madni, (Ash Sahab us Saqib, Page: 43) 5th pt kya abdul wahab najdi ki kitab ya kisi wahabi ki kitab se mil sakta ha?? -
http://www.islamimehfil.com/topic/19481-imam-abu-hanifa-ka-fatwa-jo-allah-ko-arsh-par-na-manay-wo-kafir/ is thread me jawab hai...
-
دُور نزدیک کے سننے والے وہ کان(سماعت مصطفی ﷺ پر اعتراضات)۔
Zulfi.Boy replied to Muslampak's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
aur ek baat is hadees me kese pata chale ga ke ye dunya se parda farmane ke baad ki baat hai ya zindagi ki, wese to iska ek jawab ye bhi hai, albani is hadees ko zirate qaboor me laya hai, lekin aap ka jawab bhi sunna chahta ho... -
دُور نزدیک کے سننے والے وہ کان(سماعت مصطفی ﷺ پر اعتراضات)۔
Zulfi.Boy replied to Muslampak's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
ali bhai iska page bhi inayat farma de, imam jalal uddin siyuti ki tashreeh ka... خارق للعادتہ کو لوٹا دیتا ہے iska kya matlab hai?? mene ek byan me suna tha ke Allah sarkar ki tawaaju lota deta hai... to iska matlab??? -
دُور نزدیک کے سننے والے وہ کان(سماعت مصطفی ﷺ پر اعتراضات)۔
Zulfi.Boy replied to Muslampak's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
wah, kya baat hai, tehqeeqi jawab... Masha Allah, Allah apke ilm o amal o jaiz hajat ko pura kare, aur mujh jhahil ke ilm me izafa karna ke liye shurkria... Jazak Allah -
دُور نزدیک کے سننے والے وہ کان(سماعت مصطفی ﷺ پر اعتراضات)۔
Zulfi.Boy replied to Muslampak's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
iska jawab chahiye Hazrat Abu Huraira (Razi Allah Anho) say marvi hay k Nabi Karim (Sallallaho Alaihi Wa'alihi Wasallam) nay farmaya: " Koi bhi shakhs mujh par Salaam Bhejta hy to Bay shak Allah nay mujh par meri Rooh Lota di hui hay, (aur meri tawajjah is ki taraf mabzool farmata hy) yahan tak k main is k Salaam ka Jawab daita hun. Abu Daud, Kitabul Manasik, Baaa Ziyarat e Quboor Musnad Ahmad Baiheqi Assunan ul Kubra (Shuab -ul- Iman,Imam Bayhaqi ) iss Rivayat ko Yazeed Bin Abdullah Ne Abu Huraira Razi ALLAHu Ta'ala Anhu k Hawalay Se Beyaan kiya hai jub k Yazeed Bin Abdullah ki Aam Rivayaat Tabayeen k Hawalay Se Hoti hai, Aur inn ka Abu Huraira Razi ALLAHu Ta'ala Anhu Se Sunna Sabit Nahi hai, lehaza Sanad Mein inqita ki waja se ye Rivayat Zayeef hai -
hairan kun post, Jazak Allah ali bhai Jazak Allah toheedi bhai
-
bukhari ki hadees jisme Hazrat Usman bin mazoon ki hadees hai, jump lagane wali ki, aur us me sanad nahi hai, to iska kya jawab hoga
-
nabuwat se pehle sarkar ka ilme ghaib ke bare kya aqeeda rakhna chahiye, is ke bare me daleele chahiye.... ye sawaal bohut hote hai.... aur pehli wahi jab nazil hui, uske bare me ke us waqt agar ilm tha to mana q kya wagera,,,, inke jawab kya honge
-
imame azam rehmatullah iraq se hain aur najad wali hadees bhi iraq ki hai, to is ka kya jawaab hoga, ke najad me to imame azam rehmatullah bhi the? jazak Allah
-
Alahazrat Per Is Aeteraaz Ka Jald Jawab Chahiye
Zulfi.Boy replied to Zulfi.Boy's topic in اہلسنت پر اعتراضات کے جوابات
aap ne to masla hi solve kardia mera, jazak Allah -
Alahazrat Per Is Aeteraaz Ka Jald Jawab Chahiye
اس ٹاپک میں نے Zulfi.Boy میں پوسٹ کیا اہلسنت پر اعتراضات کے جوابات
1) (ALA HAZRAT apni kitab AMOHJHINA TU MOMINATUH Page#210, pa likhtay hain "Hum musalmanay e hind pa JIHAD farz nahi, jo iski farziat ka qaeel hay wo musalmanow ka mukhalif hay aur inko (usalmanow) ko nuqsan pochana chta hay 2) ALA HAZRAT KAY BETAY MUSTAFA RAZA NAY USWAQT KAY 50 ULMA KAY SIGNATUR KAY SATH YA FATWA DIA THA KAY "" NAJES IBN E SAUD AUR ISKI JAMAT TAMAM MUSALMANO KO KAFIR AUR MUSHRIK JANTI HAY AUR UNKAY AMWAL KO SHERAY MADER SAMAJHTI HAY, INKAY IS AQEDAY KI WAJA SA HAJ KI FARZEYAT SAQIT HAY AUR ADAM LAZIM HAY""" KITAB, TANVER UL HUJAT Page#10 Matbua Bareli jald jawab de plzzz Jazak Allah aur wahabio ke bare me, ke unhone jahad muslamano se kia ya kuch aur is bare me -
ye ayat mutashabihaat me se hai...iska tarjuma nahi kia ja sakta.... Allah kisi jaga nahi hai, agar koi Allah ko ek jaga mane ga, to ye bhi manna pare ga ke wo jaga Allah se bari hai (ma'az Allah) Allah baghair jaga ke hai...
-
Is Poster Ka Jawab Chaiye .....
Zulfi.Boy replied to Hanfi-Barelvi's topic in اہلسنت پر اعتراضات کے جوابات
1) 2) Hazrat ayesha siddiqua radi Allah ho unha ne Sarkar sallal la ho alaihe wassalam se farmaya, kya koi aesa bhi hai jiski neikiya taro ke barabar ho, farmaya ha wo umer hai" (mishkaaq, baab manaqib) 3 aur 4 me koi ikhtilaaf nahi.... -
is hadees ke bare me mene kaha tha سلیمان بن داؤد، ابن وہب، عمروبن حارث، ثمامة بن شفی رضی اللہ تعالیٰ عنہ سے روایت ہے کہ ہم لوگ روم میں حضرت فضالہ رضی اللہ تعالیٰ عنہ کے ساتھ تھے وہاں پر ہمارے ایک ساتھی کی وفات ہوگئی حضرت فضالہ بن عبید کے حکم پر ان کی قبر برابر کی گئی پھر بیان کیا کہ ہم نے حضرت رسول کریم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم سے سنا ہے کہ آپ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم قبروں کے برابر کرنے کا حکم فرماتے تھے۔ aur dosri baat ye hai ke oonchi qabro ko zamin ke barabar karne ka aya hai hadees me,,,, is waja se mene poocha hai, Baki App ke jawab se qafi samjh agaya hai, lekin حضرت فضالہ wali hadees me khud inhone is quol ko laye hai قبروں کے برابر کرنے کا حکم فرماتے تھے۔ sirf yehi hadees reh gayi hai baaki sab samajh agaya hai, q ke ye to usi waqt bana ke barabar karne ke hukm me hai
-
Ali bhai aap ne theek kaha, aur mene is thread ko dubara parha hai, bohut kuch mil gaya hai, aur kya aap adam ke qubbe wali ka hadees ka bata sakte hai ke, ye adam alahe salam ka hi qubba hai ya chamre ka khema, q ke أدم اور آدم me farq ka kaha hai, ke ye adam alahe salam ke bare me baat nahi ho rahi hai.... aur saeedi bhai ne jo hawale die hai zameen bara bar karne wali hadees ke, ke is hadees ke ravio per jo jarha ki hai unka scan page mil sakta hai.. http://www.islamimehfil.com/topic/19848-pakki-qabar-banana/page-3#entry86255
-
toheedi bhai mene is thread me jawab hi la kar dia hai, aap ek dafa dekh to le, is hadees me marammat karna ke alfaz ke saath kese hadees ho sakti hai aur is hadees ke akhir me sahabi ne wohi sarkar ka qoul lia hai ke zamin barabar kardo, halanke rana sahab ne zamin barabar wali hadees me kuffar ke liye lia hai ye quol (rana sahab ne sabit bhi kia hai ke ye kuffar ke liye hai lekin) aur is hadees me sahabi ne apne bete ke bare me wo qoul lia hai http://www.islamimehfil.com/topic/20868-qabar-per-gumbad-banana-ke-sawaal
-
mene ye thread parha hai kaafi dafa, lekin is me ye jawab nahi hai, wahabia naye naye sawaal late hai, jinko sirf ahle ilm hi bata sakte hai...
-
-
yar meri bato ka plzz jawab dooo