Jump to content

Zulfi.Boy

اراکین
  • کل پوسٹس

    498
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    18

سب کچھ Zulfi.Boy نے پوسٹ کیا

  1. jazak Allah toheedi bhai... kya hadees ke rawi nahi hai, iske bare me kuch bataye ge... ek aur thread me aap ka intezaar hai.... hazrat ayesha wale me. karam farmaye....
  2. is hadees ka scan darkar hai.... aur agar alama wahab shaurani ne iske bare me kuch kaha ha to uska bhi
  3. Zulfi.Boy

    Hazrat Ayesha Radi Allah Ho Unha Ne Mu Peeta

    shia ek hadees bukhari ki late hai ke hazrat ayesha ayesha radi Allah ho unha ne sarkar sallal la ho alaihe wassalam ne ja dunya se parda farmaya to inhone apna sir peeta is ka jawab chahiye
  4. toheedi bhai sorry, me itni gheri urdu nahi janta is liye ye pooch raha ho ke, apne 2nd pt me jo likha hai uska matlab yehi hai ke, aamash agar in sheikh (jin ka naam likha hai) se riwayat kare ge to unki hadees qabool hogi
  5. zabardast toheedi bhai, ye problem bhi solve kardi.... aur poster me ala hazrat ke hawale se jo likha hai ke "anana mudallis......mardood hai" iska kya jawab hoga...
  6. toheedi bhai ne jo hadees post ki hai, usko urdu me translate karde.. baqi hadeeso ka bhi ho jaye to achcha ho jaye Jazak Allah
  7. lekin saeedi bhai, nafseislam per jo tafseer ibne kaseer urdu me hai usme likha hai ke me parha hua nahi, aur kanzul iman ke software me tafseer me bhi yehi likha hai,,, q ke aap ko zyada pata hai, ke wahabi hamare lafzo se hame bolte hai.... baki aap ka jawab umda hai... apka reply dekh kar hi khush ho jata ho, ke aaj kuch seekhne ko mile ga jazak Allah
  8. bhai matlab "likhna parhna" aur "ilm" nabuwat se pehle nahi tha... q ke surah alaq ki tafseer me likha hai ke "hazrat jibraiel ne farmaya ke PARHIYE" to sarkar ne farmaya "me parha hua nahi ho" saeddi bhai iska jawab zaror de, plzz
  9. ek ne sawal kia hai, ke nabi nabuwat se pele parhna nahi jante the,,,, q ke surah alaq ki tafseer me likha hai ke "me parha nahi ho" ye khazaynul irfan aur tafseer ibne kaseer me likha hai... iska jawab chahiye
  10. بلکہ عنایہ امام اکمل الدین بابرتی میں ہے کہ امیر المومنین فاروق اعظم رضی اﷲ تعالٰی عنہ نے عورتوں کو مسجد سے منع فرمایا، وہ ام المومنین حضرت صدیقہ رضی اﷲ تعالٰی عنہا کے پاس شکایت لے گئیں، فرمایا: اگر زمانہ اقدس میں حالت یہ ہوتی حضور عورتوں کو مسجد میں آنے کی اجازت نہ دیتے۔حیث قال ولقد نہی عمر رضی اﷲ تعالٰی عنہ النساء عن الخروج الی المساجد فشکون الٰی عائشۃ رضی اﷲ تعالٰی عنہا فقالت لو علم البنی صلی اﷲ تعالٰی علیہ وسلم ماعلم عمرمااذن لکن فی الخروج ۱؎ ۔وہ فرماتے ہیں: حضرت عمر رضی اﷲ تعالٰی عنہ نے عورتوں کو مسجد جانے سے روک دیا، وہ حضرت عائشہ صدیقہ رضی اﷲ تعالٰی عنہا کے پاس شکایت لے کر گئیں، انھوں نے فرمایا: اگر نبی صلی اﷲ تعالٰی علیہ وسلم یہ دیکھتے جو حضرت عمر نے دیکھا تو وہ بھی مسجدجانے کی اجازت نہ دیتے ۔(ت) ( ۱؎ العنایہ علی ھامش فتح القدیر باب الامامۃ نوریہ رضویہ سکھر ۱ /۳۱۷)
  11. Jazak Allah toheedi bhai Jazak Allah abu huzaifa bhai mu tor jawab dia aapne
  12. toheedi bhai, tawajja dila do, ke aurat ka mard ki taraf dekhne ki baat karraha ho, hadees bhi isi e mutalliq hai... jazak Allah ''کیا تم دونوں اندھی ہو، کیا تم انھیں نہیں دیکھو گی
  13. bahare shariyat me mard ko dekhne ka hukm ek shart per sahi kaha hai aur hadees me bilkul mana... is aetraaz ka jawab Aurat ka Gair Mard Ko Dekhne Ka Wahi Hukum Hai Jo Mard Ka Mard Ko Dekhne Ka Hai Aur Ye Us Waqt Hai Jab Us Ko Yakin K Saath Maloom Ho K Uski Taraf Nazar Karne Se Shahewat Nahi Aayegi Agar Shahewat Ka Shuba Bhi Ho To Hargiz Hargiz Na Dekhe... (Bahare Shariat Hissa 16 Page 86) hadees::: امام احمد و ترمذی و ابو داود نے حضرت اُم سلمہ رضی اللہ تعالٰی عنہا سے روایت کی کہ یہ اور حضرت میمونہ رضی اللہ تعالٰی عنہما حضور (صلَّی اللہ تعالٰی علیہ واٰلہٖ وسلَّم)کی خدمت میں حاضر تھیں کہ عبداللہ بن اُم مکتوم رضی اللہ تعالٰی عنہ آئے۔ حضور(صلَّی اللہ تعالٰی علیہ واٰلہٖ وسلَّم)نے ان دونوں سے فرمایاکہ ''پردہ کرلو۔''کہتی ہیں:میں نے عرض کی، یارسول اللہ(صلَّی اللہ تعالٰی علیہ واٰلہٖ وسلَّم)!وہ تو نابینا ہیں، ہمیں نہیں دیکھیں گے۔ حضور(صلَّی اللہ تعالٰی علیہ واٰلہٖ وسلَّم)نے فرمایا:''کیا تم دونوں اندھی ہو، کیا تم انھیں نہیں دیکھو گی۔ ''سنن الترمذي''،کتاب الأدب، باب ماجاء في إحتجاب النساء من الرجال،الحدیث:۲۷۸۷،ج۴،ص۳۵۶.
  14. jazak Allah toheedi bhai agar albani ki book ka page bhi laga de, to hame asaani ho gi
  15. inke page ki request.... 1) hazrat nafe se riwayat hai ke hazrat farooqe azam jab kahi safar se ate to sarkar sallal la ho alaihe wassalam ko salam kehte (musannif abdur razzaq, baabul islam qabrun nabi)(musannif abne abi sheba) 2) mawahib ludunya aur midraj un nabuwa me hai shabe wiladat me farishte hazrat amna khatoon ke darwaze per khare ho kar salato salam parhte.. 3) aur 70 hazar farishte subah aur shaam ko hazir hote hai.... is daleel ki bhi request hai aur agar koi aur dalail ho khare ho kar salam pharne ke to pages yaha upload kade aj kal isi ki daleele log mangte hai
  16. toheedi bhai last post per nazre karam farma de Ali bhai bhi
  17. atahiyaat me unli uthane ki daleel chahiye, kya hadees me hai? ya fiq'hi masala hai?
  18. masla ye hua ke us thread me mujhe yaad araha tha ke sarkar sallal la ho alaihe wassalam ke bare me, mene poocha, is liye ye baat poochi Jazak Allah
×
×
  • Create New...