Jump to content

Talib e Madina

اراکین
  • کل پوسٹس

    51
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ Talib e Madina نے پوسٹ کیا

  1. Talib e Madina

    SLAAM

    Subhan Allah Azzawajal Jazakumullah Aameeeen
  2. jee han ye Muhammad Arif Attari he hain aur main ne bhi sunna hai in ko bapa jaan ne bul bule madina ka laqab diya hai ye rahi in ki pic: with green Imama Shareef.( ye picture Madina Shareef main li gay hai) JazakAllah Aameeen
  3. main is waqt UK main rehta hoon. pakistan main Mirpur Azad Kashmir....Sohaib bhai app ke parosi))))) wese kese khushnaseeb islami bhai aur islami behnain hain jo mere Murshidi ke city se hain.....kya baat hai SubhanAllah Azzawajal pa'ey Tableegh e Sunnat tu jahan rakhay magar ai kaash main khabun main pohanchta he rahun aksar madinay main Aammeeen
  4. jee junaid jamshed sunni nahin hai.....wo pakka deobandi hai....aur ye jo naat parhna shorouh kiya hai ye sirf logun ko gumrah karnay ke liye sunniyun ka roop dhara hua hai....Allah Azzawajal is se bachaye Aameeeen
  5. Talib e Madina

    Vote Owais Qadri

    Aslam o Alaikom Orkut use karnay walay islami bhayun aur islami behnun se guzarish hai ke ye link open karain aur owais bhai ko vote karain,,,,,ta k zaleel najdi(junaid jamshed) ke votes zyada na ho sakain http://www.orkut.com/CommPollResults.aspx?...;pid=1793778850 JazakAllah Aameeeen
  6. Pyaray bhai Tahir ul Qadri ko good na kahain... wo kehta hai deo ke bandun ke peechay namaz parho to ho jati hai, shiyun ke peechay parho to ho jati hai...Ma'aaz Allah jab ke deobandiyun ka Aqeeda hai ke Allah jhoot bol sakta hai(Ma'aaz Allah), Namaz main kisi ghaday waghera ka khayal aa jay to namaz nahin toot'ti jab ke Nabi ka khayal aa jay to namaz toot jati hai(Astaghfirullah).....aur Tahir sahab kehtay hain ke un ke peechay namaz parho..wah aik aur baat. us ko ajj tak sunnat ke matabiq dahree sajana bhi naseeb nahin hua wo sunatun ko kya aam karay ga Allah humain Minhaj-ush-shetan se mahfooz farmay...Aameeen
  7. Sarkar e Madina ki Hadees Shareef ka mafhoom hai tum main se koi shaks us waqt tak mo'min nahin ho sakta jab tak ke wo, wo cheez jo apnay liye pasand karta hai apnay bhai ke liye na karay. Is liye meri tamam Islami bhayun se guzarish hai ke jahan khud Ameer e Ahlesunnat ke zaraye huzoor e Ghous e Paak ka Mureed honsa pasand farmaya app ne wahan apnay ghar walun dostun aur jan,nay walun ko bhi Ameer e Ahlesunnat ka mureed honay ki tagheeb dilain. aur jahan tak ho sakay un ki poori madad karain is silsalay main.
  8. Alhamdolillah Azzawajal ajj mujhe Ameer e Ahlesunnat(damatbara katuhumul aaliya) se mureed hue takreeban 2 saal honay walay hain. main June 2005 main bapa jaan ka mureed hua tha. Mera mureed honay ka waqia kuch is tara hai ke main Masjid main Asr ki namaz parhnay gaya. us ke baad wahan par aik Mubaligh ne Faizan e Sunnat se dars diya. us ke baad unhun ne mujh se mulaqat ki aur mujhe Maktabah yul Madina ka resala Adab e Murshid kamil (part 1) parhnay ke liye diya. main ne ghar jaatay he wo resala parha. tab mujhe bai'at ka saboot aur ahmiyat maloom hui. us ke akhir main madani mashwara likha tha ke jo islami bhai kisi ke mureed na hoon wo Ameer e Ahlesunnat ke mureed ho jain. chunke Ameer e Ahlesunnat qadri silsalay main mureed kartay hain is liye shetan koshish karay ga ke app ko mureed na honay diya jay. main ne ye sab kuch parhnay ke baad bhi mureed na hua aur aisay he sochtay hue raat guzari. phir doosray din main ne subha bait ke liye apna naam e-mail kar diya aur Alhamdolillah 2-3 hours main mujhe bait ki confirmation bhi mill gaye...Alhamdolillah main ne kya bapa jaan ka kya mureed hona tha...mere Bapa jaan ne mujh par apna karam farmaya aur apnay dar ka sag bana liya....Alhamdolillah main samajhta hoon ke ye mere liye zindagi ka sab se mabarak din tha...Alhamdolillah Phir bapa jaan ka aisa karam hua ke ab Mujh pe Moula ka karam hai un ki naatain parhta hoon Daman apna rab ki rahmat se main har dam bharta hoon aur....... jab tak bikkay na they to koi poochta na tha Mere Attar ne khareed kar anmol kar diya kisi ke haath main na doon ga apnay hathun ko....Aameen ke bas Attar se, Attar ke dar se nisbat hai.....Alhamdolillah Allah Azzawajal karay Attari rahain, Attari marain, Attari he mehshar main uthain aur bapa jaan ke peechay peechay jannat main dakhil ho jaain, Jannat main bapa jaan ke saath Aaqa salallaho alehe wasallam ka paros millay...Aameeeeeeen Allah Azzawajal humain riyakari, hub e jah, hub e maal jesi tabah-kun cheezun se mahfooz farmay...Aameeeen
  9. Main ne himmat kar ke sari delete kar di thi...I know ke ye kitna mushkil kaam tha mere liye main ne bapa jaan ka elan sunna tha doran e bayan jis ka mafhoom: "jin islami bhayun ke paas meri tasweer ya video hai wo delete kar dain, markaz ke siwa kisi ko ijazat nahin hai, ab bhi jo aisa na karay to wo nafarmani kar raha hai" is liye pyaray islami bhai aur islami behno app bhi apnay computer, mobile waghera se sari pic's aur videos delete kar dain ta ke murshid ke hukkam ki tameel ho aur nafarmani se bachain. Dua mangiya karo sangiyo, kithe murshid na rus jaway jinhan de peer rus janaday, o jeenday an wi maray rehnday
  10. JazakAllah Its very important mas'ala. most of people dont know about this. JazakAllah for sharing Aameeen
  11. Sadarush-shari'ah farmatay hain: " Mash'hoor hai ke shab e mi'raj main Huzoor e Aqdas Na'lain mabarak pehanay hue arsh par gaye aur wa'ezeen is ke baray main aik riwayat bhi byan kartay hain uska saboot nahin aur ye bhi sabit nahin ke barhana pa they, lihaza iske muta'aliq sakoot karna manasib hai" (Bahar e Shari'at hissa 16, chapter Mjalis e khair, page number 221, publisher Fareed book dipo limted new dehli) Umeed hai ke app ko meri baat samajh main aa gaye ho gi
  12. Meri Naqas Ra'ay hai ke is kalam ko na parha jay, kyun ke sadar ushariyah Mufti Amjad Ali Azami(ale rehma) bahar e shari'at main farmatay hain ke(jis ka mafhoom) Nalain shareef ke saath arsh par tashreef le janay ke baray main ulema ka ikhtilaf hai, lihaza is muaamlay main khamoshi ikhtiyar ki jay to behtar hai....
×
×
  • Create New...