sister aap ko bohat bohat mubarak baad ho umrah ki
ALLAH sab muslims ki kismat main karay wahan jana
ameen
sister aap is thread main yah baat zroor zaroor bataen kah
aap ko wahan ja kar kia feel hoa kaisa laga wahan ja kar
baraye madinah apnay khialat yahan zaroor hum sai
share karain takah jo abhi tak nahin gaye hain un kai
dill main tarap paida ho aur jo wahan ja kar aa chukay hain
un ka doobara dill tarpay janay ko