jaisay k mah e ramazan hamaray darmyan tashreef lay aya hay ALLAH is mahinay mein hamain khoob naikian kernay or rozay sahih tareeqay se rakhnay ki sa'adat ata farmaye AAMEEN
pyari islami behnon rozay mein hamain jo masail derpaish hotay hain un ka sharai hal jo sahrait ne ata farmaya hay yahan ham us ko share karengay fatwon or muzakron k zariye
or ager kisi member ko koi swal poochna ho to add kia jasakta hay us ka jawab bhi muftian e karam k fatwon or madani muzakron k zariye hi laganay ki koshish ki jaye gi INSHAALLAH