
Iqra
رکنِ خاص-
کل پوسٹس
701 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
-
جیتے ہوئے دن
3
سب کچھ Iqra نے پوسٹ کیا
-
-
(saw) (salam) good sharing
-
انا للہ وانا الیہ راجعون bohat afsoos hoa aap kai dada jaan ka .ALLAH un ki maghfirat farmaye ..un ki agay ki manzilain asaan karay..un ko jannat ul firdos main AQA ka paros naseb framaye..aur un kai ghar walon ko sabre jameel ata farmaye ameen
-
piari sisters qufle Madinah aur umme anwar raza ..aap dono sisters ka bohat bohat shukria kah aap nai mujh gunahgaar ki request pai esale sawab kia ... ALLAH aap ko bohat bohat bohat jazaye khair ata farmaye AMEEN..aur Qufle Madinah bahan aap ka bohat bohat shukria aap nai mairay liye request ki
-
ALLAH AZZAWAJAL piari madani munni aur piari bahna ko sahate kamil ata farmaye aur lambi zindagi ata farmaye ameeen
-
-
kia meeyat ko ghussal dainay sai pahlay dhaaye saparay bhi parhay jatay hain? kia jab meeyat ko kafan pahna kar rakha jaye to kia sab log baari baari aa kar us kai kaan main yah kahtay hain kah tum nai jo kuch bhi mairay saath kia maine bakhsha? yaani usi waqt yah sab kuch kahna zaroori hai ?
-