janb ghagra yea hey key lafz" kul" estagraq haqiqi ka feda bhi deta hey awr estagraq arfi ka bhi deta hey .......
1-to sedha si bat hey ap yaad kr leen jahan kaheen bhi elm geb key masly main ay tu vaha lafz kul sey murad " estagraq arfi" hi hoga aur agr estagraq haqiqi tasleem bhi kareen tu amor-e-deen, klyat-e-deen, qvaed O zvabit deen ho tu kably qabool hain. Ab app jo bhi shabi ka kul ya ksis bhi mutabar bandy ka kul pesh kreen tu batil ho jay ga. Ab bhala koi yea batay key kab kon sa janvar kitna peshab kary ga us key peshab main kitny katry hon gey tu is mamly main estagraq haqiqi kabl-e-kabool nahi hey....
2- dosri bat yea hey key quran loh-e-mehfoz main hey na key loh mehfoz quran main....... lehaza loh mehfoz main quran mehfoz hey quran main loh-e-mehfoz mehfooz nahi hey.
3-loh-e-mehfoz tabdeel hoti hey lehaza quran main bhi tabdeli mani pary gi jo batil hey...... i hope ap ka is bat per tu etefaq hi hoga
4- agr quran main her shey ka tafseli bean hey tu hadeson ki kia zarorat
5- "kuli shae" twrat key ley bhi istemal hova hey agr kuli shae turat bhi thi tu Hazrat musa AS... Hazrat Khezar SVS key pas ilm hasil krny kio gay? hazir hey Torat main amoor-e-deen key bary main ilm tha na key jo mana ap log lety hain vo batil hova
Kher jo bhi hey kam sey kam ksi muslam ka yea eman tu nahi ho sakta na key quran main gandi gandi bateen hon galiyan ho vagera vagera tu kesi man lea jay key yea sari ulti sedhi bateen quran main mujood hain