Ae Allah azawajal agar mere naama -e- amal koi naiki hai aur woh tere huzur
main maqbool hai to apney piyare Habib-e-Karim (sallalaho ali wasalam) ke sadqey main uss ke sawab marhooma ko ata farma.. aamin..
Jazak Allah azawajal ... Subhan Allah azawajal tammam islami bhaiyon aur
behno ne kiya khoob aur mudlil jawab aur hawala jaat diye hain.
Allah azawajal qabool farmaye..
Thanks for sharing..
Imtiaz Ahmed