Jump to content

Umm-e-Anwaar Raza

مدیرِ اعلیٰ
  • کل پوسٹس

    1,364
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    9

سب کچھ Umm-e-Anwaar Raza نے پوسٹ کیا

  1. Sister! IS Site per is k ye meanings milay hain: Umamah ::::::Young Mother;Name Of Prophet's Granddaughter.
  2. [quote name=' SunniDefender ' date='28 February 2010 - 09:57 PM' timestamp='1267361868' post='61049'] Asslamo alikum Mai aap ko aik aisy forum k bary mai btana Chhata hn Jahan Moulana Ilyas Qadri Saab Our Hamary Ala Hazrat Imam Ahmed RAZA khan Breilvi ky Bary mai bohat galat Ilfaz Istamal kiy gay hn, plz is link ko open kerin Apny Pero murshid ki Defending Aap Sub per lazim hy . yahan non sunni sites or forums k links share kernay ki ijazat nahi hay ap un k aitirazat yahan munazra section men paste kerdeejiye hamaray members us ka jawab dedengay wassalam ma'al ikram
  3. ab agr main ap ki is baat per ye poochoon k kia internet ka mutlaqan mukammal istimal jaiz hay yani her tarah ka use? to ap kahaingay k swal per swal kerdiya... lihaza ap pehlay apnay is confusion ka ilaj farmalain k madani channel dekhnay se fawaid hain ya nuqsanat phir is swal ka jawab zaroor deejiye ga or meri confusion bhi door keryega jo ap ki is baat se paida hoi hay k internet ka her tarah ka istimal kisi ne haram qarar nahi diya.
  4. madinah_madinah sis ap ne bht achay andaz men vdo k jawaz k baray men bataya... mazeed rizwan q sahib ap ne kai jaga fatway lainay ki koshish ki mgr ya to khamoshi rahi ya wait kernay ka kaha gaya yaqeenan ap ko jald wahan se bhi jawab mil jayega filhal ap mufti haroon sahib ki zabani apni is confusion ka ilaj sun saktay hain: Madani Channel Ghar Men anay K Nuqsanat madani Channel Kion Start Kiya Gaya? baqi ye bhi zehan nasheen karen k agr Madani Channel ka start kerna kisi lihaz se ghalat hota to ab aik saal se ziada hogya kisi mutanad mufti ne is k khilaf fatwa nahi diya bal k ulama e karam ne is ko saraha or pazeerai farmai hay agr un ulama ki pazeerai k baray men ap janna chahtay hain to is kitab ka mutala'a farmain: madani Channel k baray men ulama o shaksiyat k ta'assuraat is k ab tak 5 hissay achukay hain abhi ap pehlay hissay ka mutala'a karen agr mazeed ka mutala'a kerna chahain to dawateislami ki website per search kerlain.
  5. السلام علیٰ من اتّبع الھدیٰ Hairat Hay K Itnay Lambay Topic Men Ap Ko Apnay Aitirazat K Jawabat Nazer Nahi Arahay... Khair... Ap In Chand Swalat Per Ghor Karain Ummeed Hay Ap Ko Confusion K Marz Se Kuch Afaqa Hojayega 1.Internet ka Istimal Kerna Halal hay ya Haram? 2.Bilfarz Agr Kisi Waja Se Internet Per Tamam Islamic Sites Band Hojain Tab Kia Internet ka Istimal Halal Hoga? 3.Kia Sirf Islamic Sites Ki Vaja se He Internet Halal Hoga? 4.Baishter islamic Sites ka Visit Kernay,islamic Books Net Per Se Download Kernay K Liye Net Ka Connection Laina zaroori Hay,Jis Per 99% Fahasi O Uryani Hay,To Kia Aisi Soorat Men Bhi Net ka Connection laina Jaiz Hoga? Filhal In K Jaawabat talash Karen ager Mil jain To zaroor Share Karen. Madani Channel K baray Men Aik Dafa Phir Post# 10,16 or 39 ko Dekha Lain..
  6. Sab Se Pehli Baat K Mu'tariz Ne Aaala Hazrat Bapa Per Aik Buhtan bandha Hay Mu'tariz e Ghair Muhtaram Ko Ye tak Nahi Maloom K aala Hazrat Kis Shaksiyat K Liye istimal Kiya Jata Hay Or Baapa Kis Shaksiyat Ko Kaha Jata Hay isi Se Mu'tariz Ki Kam Ilmi ka Bakhoobi Andaza Hogya... Doosri Baat K Mu;tariz Shosha Chor Ker Apnay Doosray Bhai Bandon Ki Riwayat Nibhatay Hoay Bhag Gaya Or Bawajood Daleel Talab Kernay K Koi Daleel na Desaka... Lihaza is Fuzool Buhtan Walay Topic Ko Close Kiya Jraha Hay. Madani Channel K Baray Men Aitiraz Per Mabni Posts Aik New Topic bana Ker Wahan Move Kerdi Gai hain Ab Apnay Aitirazat Per Waheen A K Baat Karen: Madani Channel Se Bughuz Topic Closed
  7. Buhut Umda Sharing Ki Members Ne jazakumAllah Ummeed Hay Isi Tarh Mazeed farsi Kalam bama'a Tarjama Share kiya jaye ga. wassalam ma'al ikram
  8. Topic ka Rukh Change Kerna To Deobandion K bain hath ka Khail Dikhai Deta hay,Kis Khoobsoorti K Sath Qasim Deobandi Ne Topic Change Kerdia... Tamam Sunni Members Se madani Iltija Hay irrelative Baton Ka Jawab Denay K bajaye Topic Per Hi Baat Kiya Karen. Or qasim Deobandi Se Pehlay Bhi Aik Post Men Mutalba Kiya Gaya Tha Main Usay Phir Repeat kerdeti Hoon Agr Ab Bhi Ap Ka jawab Isi Tarah Idher Udher Ki Baton Per mabni Hoa To Ap Ki Post Delete Kerdi jaigi, Is Topic Se Tamam Ghair Muta'alliqa Posts Delete Kerdi Gai Hain.Ap Ko Muta'alliqa Topic Ka Link Bhi DeDiya gaya Hay Ab Jo Baat Ap Ko Kerni Hay Wahan ja K karain Yahan mazeed Fuzool Posts Ki Zehmat na Karen... Aik dafa Phir Zehan Nasheen Kerlain:
  9. Ji Nahi Alhamdulillah ham Apnay sahih Sunni Aqeeday Per qaim hain Or InshaAllah Mertay dam tak Rahain Gay,BadAqeeda Logon Ko Apni BadAqeedgi Mubarak Ho.....Ham Sirf Un K baray Men Apnay Muslaman behan Bhaiyon Ko Muttala Kertay Rahaingay.... Yani Gheebat K Khilaf Jo Ailan E jang karay Sirf usay Hi Gheebat Se bachna Chahiye? Ap Ne Khud Hi Ibtida Men Gheebat Ki Tareef Men ahadees e Kareema Post Ki hain ,Kia Ap Ko Ya Or kisi Deobandi Ya Naam Nihad Musalman Ko Gheebat Se Bachna Zaroori Nahi? Or Ham Alhamdulillah Gheebat Nahi Kerrahay yahan Ap Pehlay Ye sabit To karen K Ye sab Gheebat Hi Hay... Beshak Un K Kiye Ki Saza Unhain Moat K Pehlay Jhatkay Se Hi pata Chalna Shuroo Hojayegi Ham To Sirf Un K kartooton Ki Nishandahi Kertay Hain .. Wah... Kia Formula hay ..Agr Isi Formulay Ko lay Ker Chala Jaye To Ap Batana Pasand farmaingay K Musalmanon K Qibla E Awwal Bait Ul Muqaddas Falastine Per Aj Kis ka Tasallut Hay? Kia Yahoodioun Ki hukoomat Wahan Is Baat Per Dalalat Kerti hay K Wo haq Per Hain? Mazeed Agr Ap K Pas Waqai Ilmi Dalail Hain Or Ap Agr Quran O Hadeeth Se Sabit Kerden K Dushmanan e Islam,Gustakhan e Rasool Or Bad Aqeedon K Baray Men Haqaiq Se Agah Kerna Gheebat Hay To zaroor Post karen...Werna Apna Fuzool Or hamara qeemti waqt zaya Kernay Ki zehmat Na karain...
  10. Zara Ye Bhi Parh lain K ba Hukm e Hadeeth Jis ne haya Ka parda apnay Chahray Se Hataliya Us Ki Gheebat Nahi Or doosra Ye Bhi K Badmazhab ki Badaqeedgi Se agah Kerna Bhi jaiz hay. Mazeed Ye Bhi Bataiye K Deobandi Akabireen Apnay Zu'm e Fasid Men Ulama E Ahle Sunnat K Khilaf harza sarai Men lagay Rehtay hain Or sahih Ul Aqeeda Musalmanon Ko Mushrik o Bid'ati Qarar Denay Men raat Din Lagay Rehtay Hain Wo sab Kia Hay? Ager Wo Gheebat Nahi To yahan Badmazhabon Ki Haqeeqat Se Sada Loh Musalmanon Ko bachana Kesay Gheebat Hogya? Or Ye Bhi Bataiye K Buhtan kahan Or Kis pr lagaya gaya Hay? Jawab ka Intizar rahay ga...
  11. Qasim sahab Ki taraf Se Audio Reply Ka Intizar rahay Ga,Otherwise Topic Will Be Closed
  12. Assalamo ala man ittabilhuda.... Raza e Mustafa Walon k Aitiraz Ka ager Jawab Ap Ko Perhna Hay To Ap Mazllom Muballigh ka mutala'a karain. Aisay faroo ee Ikhtilafat ko Zair e Behes lanay ka Koi Faida Nahin. Mazeed Ye K Sab Dekh Hi rahay Hain K Ap apna Moaqqif sabit Hi Nahi Ker Parahay Jab K Ap Ko Is Ka Jawab Diya Bhi jachuka Hay Jis Ka Jawab ul jawab Ap Per Udhar Hay.Or Ye Kehna K Text ka jawab Text Men Or Audio Link Ka Jawab Audio Men Hona Chahiye To Ap Ko Bilkul Ijazat hay K Is Audio K jawab Men Ap Bhi Koi Audio Link Dedeejiye Jis Se Ye Sabit Hota Ho K Ameer e Ahl e Sunnat Ne ghalat Kaha Ho...(Jo K Ap kabhi Nahi Kersaktay). mazeed Agr Ap Chahain To is Text ka Bhi Mutala'a Kersaktay hain:
  13. apnay swal k jawab k liye Is Post ko read karen. Good Info.. JazakAllahu khaira
  14. Marhaba... Ummeed Hay Ap yahan Aik Acha Izafa sabit Hongay wassalam Ma'al Ikram
  15. sister ap or 2sri sisters thora sa wait karen hamaray sis sec ki moderator Qufl e madinah sister kisi masroofiyat ki waja se net se door hain ap sab ki jald hi access ki tarkeeb banadi jayegi. wassalam ma'al ikram
  16. Warahmatullahi Wabarakatuhu Mujhay is Manqabat K Itnay Hi Ash aar maloom Hain Agr Kisi Or Member Ko In K Ilawa maloom Ho To Share karen. Wassalam Ma'al Ikram
  17. Ji Nahi Ab Ap Ko Mazeed Aisi Posts Kernay Ki zaroorat Nahi jaisa K Admin Bhai Pehlay Hi Keh Chukay hain:
  18. Sister mazrat Chahti Hoon late Reply Per... Meri naqis raye men us jaga vomiting nahi kerni chahiye aik jaga sayyidi aala hazrat ne to ja-e-najasat per thooknay ko bhi mamnoo farmaya hay ap farmatay hain k musalman ki zaban jis se Allah or us k habeeb ka mubarak ziker hota ho us zaban se nikla hoa luab ja-e-najasat per nahi thookna chahiye(mafhoom batarahi hoon mazmoon sahi yad nahi abhi)or vomiting men umooman khanay k ajza bhi hotay hain is liye is tarah toilet bowl men vomiting se bachna hi munasib lagta hay,unhain chahiye k wash room men jahan kapray waghaira dhotay hain us jaga vomiting ki jasakti hay. wesay ye meri naqis raye hay ap chahain to is baray men kisi mustanad mufti se maloom kerlain ta k ap un islami behan ko sahih proof k sath samjha saken. jazakillahu khaira Wassalam ma'al Ikram
  19. انا للہ و انا الیہ راجعون Buhut afsos hoa.... Allah Ta'ala Pyaray Aaqa k sadqay Men Sybarite Bhai K walid E majid Ki Maghfirat farmaye Un K Darajat Buland farmaye Un K liye Agay K tamam Marahil Aasan Farmaye Unhain Jannat Ul firdous Men Meethay Aaqa Ka Paros Ata farmaye ,Un K Ahl e Khana ko is kathin waqt Men sabr E jameel Ata farmaye. Aaaaameeeen Bijahin Naibyyil Ameen .
  20. Umm-e-Anwaar Raza

    Madani Muzakra For Islamic Sisterz

    mohtaram islami Behnon! 23 ramadhan ul Mubarak 1430 hijri(14 september)baad namaz e zuhur Ameer e Ahl e Sunnat islami Behnon K Madani kaamon k Hawalay Se Madani Muzakra Farmaingay sab islami Behnon Se Is madani Muzakray Men bazariya e Madani Channel shirkat Ki Madani Iltija Hay. Wassalam Ma'al Ikram
×
×
  • Create New...