![](https://www.islamimehfil.com/uploads/monthly_2018_02/IMG-20180225-WA0007.jpg.f58191242b22b36c14e9af7969b3cc88.jpg)
Umm-e-Anwaar Raza
مدیرِ اعلیٰ-
کل پوسٹس
1,364 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
-
جیتے ہوئے دن
9
سب کچھ Umm-e-Anwaar Raza نے پوسٹ کیا
-
aameeeeeeeeeeeeeeeeeen bijahin nabiyyil ameen Allah ham sab ko sharai ahkamat ki mukammal pairwi kernay ki tofeeq ata farmye aameeeeeeeeeeeeen wassalam ma'al ikram p.s sana sister baraye madina capital words na use karen readers ko parhnay main diqqat hoti hay .
-
حبیب خدا کا نظارہ کروں میں دل و جان ان پر نثا&
Umm-e-Anwaar Raza replied to Mudasir Yaseen's topic in دیگر اسلامی مواد
bohat pyara kalam hay mufti e azam hind radiAllahu ta'ala anhu ka aik shair mazeed is ka ye hay: Tera naam lab per,Khuda dil k ander yoon hi zindagani guzara karoon main wassalam ma'al ikram -
kion nahi sweet sister! ap ko jab zaroorat ho main hazir hoon ham sab yahan per deeni masail seekhnay sikhanay k liye hi jama hoay hain ap ko jis qisam ki madad ki zaroorat ho ap lay sakti hain jahan mujhay ap ki madad ki zaroorat hogi main ap se iltija karoongi wesay bhi ameer e ahl e sunnat ne tu hamain pehlay hi aik itna pyara madani maqsad ata farmadiya hay is liye is maqsad ko samnay rakhtay hoay ham sab ko aik doosray ki islah ki koshish kerni hay inshaAllah or yaqeenan ham sab ko khushi hogi jab ap IM per achi achi sharings karengi Allah pyaray aaqa k sadaqay main ham sab ko yahan ikhlas k sath deen ka kaam kernay ki madani sa'adat ata farmaye aameeeeeeeeeeeeen bijahin nabiyyil ameen wassalam ma'al ikram
-
bohat acha article share kiya attaria2526 sister ap ne or mujhay parh ker bohat ,bohat, bohat khushi hoi is liye k ap ne aj forum per pehli sharing ki hay or itni achi or zaberdast Allah ap ko jazay e khair ata farmaye main ummeed kerti hoon k ap isi tarah achi achi sharings kerti rahaingi inshaAllah Allah pyaray aaqa k sadaqay mein hamaray tamam musalman bhaiyon ko beewi k sath husn e sulook kernay or us k huqooq ada kernay ki madani sa'adat ata farmaye aameeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeen bijjahin nabiyyil ameen wassalam ma'al ikram
-
Shoher kay huqooq
Umm-e-Anwaar Raza replied to Umm-e-Anwaar Raza's topic in اسلام میں عورتوں کے حقوق
iqra bohat ma'zrat actually main aik general baat ker rahi thi mera maqsad kisi ki bhi dil azari nahi tha ap ne tu sahi islah farmai thi sister ki baraye madina Allah ki riza k liye mujhay muaaf farmaden Allah pyaray aaqa k sadaqay main ap se razi ho ker jannat ul firdous mein pyaray aaqa ka paros ata farmaye aameeeeeeeeeeeeeeeeeeen bijahin nabiyyil ameen wassalam ma'al ikram -
Shoher kay huqooq
Umm-e-Anwaar Raza replied to Umm-e-Anwaar Raza's topic in اسلام میں عورتوں کے حقوق
sister ye tu bohat achi baat hay k ap tarkeeb banain ,ham sab ko khushi hogi ap lagain article (meri help ki zaroorat ho tu hazir hoon) wassalam ma'al ikram -
Shoher kay huqooq
Umm-e-Anwaar Raza replied to Umm-e-Anwaar Raza's topic in اسلام میں عورتوں کے حقوق
attaria2526 or iqra sisters! baraye madina is topic ko yaheen per khatam karen or yahan per deen ka kaam kernay main aik doosray ki madad karen yad rakhain hamain apna madani maqsad aik lamhay ko nahi bhoolna chahiye khush taba'ee halki phulki ho tu us se koi farq nahi perta mager baraye madina faltoo bay maqsad baten chor ker forum per posts karen attaria 2526 sis mujhay yaqeen hay ap is topic per mazeed baat nahi karengi wassalam ma'al ikram Main bekar baton se bach ker hamesha karoon teri hamd o sana ya Ilahi aameeeeeeeeeeeen bijahin nabiyyil ameen -
welcome back sister ap yaqeenan acha izafa sabit hongi duaon main yad rakhain wassalam ma'al ikram
-
Qaber per azan daina kaisa
Umm-e-Anwaar Raza replied to Umm-e-Anwaar Raza's topic in فتاوی اور شرعی مسائل کا حل
bohat acha fatwa share kiya ap ne sayyidi ala hazrat radi Allahu ta'ala anhu ka wassalam ma'al ikram -
Numan bin Basheer narrates from Rasool-Allah , "Duaa is ibadat." Then He read this ayat . (Tirmizi, Abu Dawod, and Ibn-e-Majah) Abu Hurairah narrates from Rasool-Allah , "In the court of Allah, there is no greater thing than duaa" (Ibn-e-Majah) Abdullah bin Umar narrates from Rasool-Allah ," Among whatever has been descended and whatever has not been descended Duaa is beneficial of all. Oh people of Allah! Assume Duaa a must for yourselves. (Tirmizi) Abdullah bin Umar from Rasool-Allah , "For whoever the door of duaa opened, for him the doors of mercy are opened. Whatever duaa is asked from Allah the best duaa is for well-being and safety among them." (Tirmizi) Abu Hurairah narrates from Rasool-Allah , "Allah is extremely displeased with the person who doesn't do duaa to Allah". (Tirmizi) Salman narrates from Rasool-Allah , "Your Rab is modest and kind. A person raise his hands in HIS court and HE leave them empty, Allah shies from it." (Tirmizi and Abu Dawood) Jabir narrates from Rasool-Allah , "Whoever does duaa to Allah, Allah fulfills his seeking or in exchange averts misfortune until the duaa is not related to sin or breaking some relation." (Tirmizi) Abu Hurairah narrates from Rasool-Allah , "Do duaa to Allah with this confidence that HE will accept it and know this well that Allah doesn't accept the duaa done with a negligent and careless heart. (Tirmizi) Salman Farsi narrates from Rasool-Allah , "Duaa turns away destiny and good deeds lengthen age. (Tirmizi) Umar narrates that, "Whenever Rasool-Allah raised his hands for duaa He did not put down them down until HE took both hands over his face." (Tirmizi) Aisha (Radi Allahu Anha) narrates that, "Rasool-Allah liked duaas that were inclusive and he left the rest." (Abu Dawood) Abdullah bin Umar narrates from Rasool-Allah , "Duaa for a person not present is accepted quickly by Allah." (Tirmizi and Abu Dawood) Abu Hurairah narrates from Rasool-Allah , "Three duaas are such in which there is no doubt of their acceptance: 1) Father's duaa 2) Traveler's duaa 3) Duaa of the oppressed". (Timizi, Ibne Majah) Abu Hurairah narrates from Rasool-Allah , "Three types of people's duaas are not rejected: 1) At the time of iftar the person who has fasted 2) Adil ruler's duaa 3) The duaa of the oppressed. Allah raises the duaa of the oppressed on the clouds and the doors of heaven are opened for it and Allah says, "Oath of MY Majesty and Honour! I will help and aid you. Even though if the help is after few days." (Tirmizi) Abu Hurairah narrates from Rasool-Allah , "When anyone of you does duaa then don't say "Oh Allah! Forgive me if you want", "Have mercy on me if you want", "Give me subsistence if you wish" rather believe completely that HE will do whatever HE wishes. Nobody can force HIM." (Bukhari) Abu Hurairah narrates from Rasool-Allah , "Allah excepts the duaa of a person till the duaa is not related to sin or breaking of some relation and until he does not haste in that duaa. The people (May Allah be happy with them) asked, "Oh Rasool-Allah! What is meant by haste?" He replied, "That the person say "I did duaa again and again but my duaa wasn't accepted and afterwards he becomes hopeless and leaves the duaa. This is called haste." (Muslim) Jabir narrates from Rasool-Allah , "Don't do Bad-duaa [against] yourself, your wealth, or for your children. May it be the moment of acceptance in the court of Allah and your Bad-duaa be accepted. (Muslim) Boraidah narrates that Rasool-Allah heard a man performing duaa like so *1, so He said, "He [the man] has performed duaa with the Ism-e-Azam and when Allah is asked through the Ism-e-Azam, Allah grants and when duaa is performed with it HE accepts it." (Tirmizi and Abu Dawood) Asma binte Yazeed (Radi Allahu Anha) narrates from Rasool-Allah , "Ism-e-Azam is in these two ayahs and in the beginning of Ale-Imran . " (Tirmizi and Abu Dawood) Abu Hurairah narrates from Rasool-Allah , "Saying is dearer to me than this world and all that is in it." (Mislim) Abu Hurairah narrates from Rasool-Allah , "Whoever said hundred times in one day his sins are erased even if they are equal to the foam of the sea." (Muslim and Bukhari) Abu Hurairah narrates from Rasool-Allah , "Every Prophet had a special duaa which is accepted in the court of Allah. All Prophets were in quick in their duaas. On the day of Judgment, for the intercession of my Ummah, I have saved my duaa. My duaa will reach to every person in my ummah, who did not make any partners with Allah. (Muslim) wassalam ma'al ikram source: www.islamicacademy.org
-
-
sister sana ap ne bohat pyari baat kahi k ap ko islami tareeqay se chalnay main bara sukoon milta hay beshak shariat e mutahhara per amal kernay main to sukoon hi sukoon hay dunya main bhi or akhirat main to hay hi ab main apni un sisters se poochti hoon jo k shariat k ahkam ko sahi mantay hoay bhi un per amal kertay hoay hichkichati hain ya dunya walon ka lihaz ker k sharai ahkam per amal nahi kertin Dekhain yahan jitnay replies diye gaye Alhamdulillah non muslim countries mein rehnay wali sisters ne diye or sab k replies se hi andaza hota hay k un k nazdeek shariat per amal kerna mushkil nahi sab depend kerta hay insan k ooper .or mazeed aik sister ne bataya k wo working woman hain or perday ki riayat k sath hi tamam kaam kerti hain or un ko bohat sukoon bhi milta hay ,is ka matlab haina k perda kerna koi mushkil kaam nahi bas jazba hona chahiye. Allah hamari sana sister ko mazeed jazba o himmat ata farmaye tamam sharai ahkam per chalnay k liye aameeeeeeeeeeeeeen ager ma'az Allah koi behan jantay boochtay bepardagi karegi to yahan to chalen bazahir us k liye asani hogi mager phir moat k pehlay jhatkay se lay ker hasher k maidan tak jo azab sahna parega wo alag or baroz e hasher ki ruswai phir hisab kitab ki sakhti agay phir naar e jahannam ki wa'eed ALLAHU akber!!! Allah pyaray mahboob e kareem k sadaqay main ham sab behnon ko shariat ki mukammal pairwi kernay ki madani sa'adat ata farmaye aameeeeeeeeeeen bijahin nabiyyil ameen mazeed maloomat k liye hamari behnain is kitab ko read karen is main oraton main pai janay wali buraiyan or un k azab k baray main detailed bataya gaya hay: 6 gunahgar khawateen Allah ham sab ko isay parh ker in sab baton se bach ker shariat per amal kernay ki madani sa'adat ata farmaye aameeeeeeeeeeeen bijahin nabiyyil ameen wassalam ma'al ikram
-
iqra sister bohat achi sharinag hay beshak walidain tu Allah ki wo naimat hain jin ka koi naim al badal hi nahi ,dunya ka koi rishta walidain se barh ker nahin. Allah pyaray aaqa k sadaqay mein sab musalmanon ko walidain k sahih huqooq ada kernay ki madani sa'adat ata farmaye or jin k walidain ya donon main se koi aik bhi hayat hay un ki khidmat ker k Allah apni razamandi hasil kernay ki tofeeq ata farmaye aameeeeeeeeeeeeeeeeen bijahin nabiyyil ameen wassalam ma'al ikram,
-
Easy ways to gain reward from ALLAH
Umm-e-Anwaar Raza replied to SanaAli's topic in Articles and Books
sana sister bohat pyari post share ki ap ne & @ attaria2526 sister ye to koi mushkil eng mein nahi hay ap parhay bighair hi reply kerdaiti hain kia? plz read it carefully wassalam ma'al ikram -
sana sister plz read this post 4 ur question: shoher ki ita at ka matlab is thread main post#20 parhiye ga ap ko apnay question ka jawab mil jaye ga inshaAllah Allah pyaray aaqa k sadaqay main hamari sab behnon ko sahi manon mein shoher ki ita'at ka jazba ata farmaday or khilaf e shara kaam kernay se bachnay ki madani sa'adat ata farmaye aameeeeeeeeeeeeeeen bijahin nabiyyil ameen wassalam ma'al ikram
-
sister sana im sorry main ap ka sawal samajh nahi pai kia ghalat kaam se murad ap ki khilaf e shara kaam hay? ager shoher khilaf e shara kaam ka hukum de to beewi per us ki ita at wajib nahi han mager hardly na bolen ye sahi hay ,ahista ahista zehan banain liakin is doran khayal rahay k us khilaf e shara hukum per amal nahi kerna yani ager shoher shariat k khilaf kisi kaam k kernay ka hukum dega beewi ko us ka kerna wajib nahi tareeqay se shoher ko samjhaya jasakta hay wohi baat ajati hay sister k jo shariat per amal kerna chahay Allah us k liye rahain nikal deta hay wassalam ma'al ikram
-
sana sister bohat khushi hoi ap ka reply parh ker, yaqeenan mushkil zaroor hay mager namumkin nahin,or beshak Allah apni taraf barhnay walon k liye rahain khol daita hay, Allah pyaray aaqa k sadaqay mein sari musalman behnon ko shariat e mutahhara per amal kernay ki madani sa adat ata farmaye aameeeeeeeeeeeeeeenm bijahin nabiyyil ameen wassalam ma'al ikram
-
Shoher kay huqooq
Umm-e-Anwaar Raza replied to Umm-e-Anwaar Raza's topic in اسلام میں عورتوں کے حقوق
sister to ye ummeed ham ap se rakhtay hain k ap jald hi beewi k huqooq share karengi ,sahi? wassalam ma'al ikram -
inshaAllah Allah pyaray aaqa k sadaqay mein ham sab ko ikhlas k sath madani kaam kernay ki madani sa'adat ata farmaye aameeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeen bijahin nabiyyil ameen wassalam ma'al ikram
-
Shoher kay huqooq
Umm-e-Anwaar Raza replied to Umm-e-Anwaar Raza's topic in اسلام میں عورتوں کے حقوق
orat k liye jannat ka rasta kitna asan banadiya gaya hay Alhamdulillah bohat pyara article share kiya ap ne sister! Allah pyaray aaqa k sadaqay mein hamari musalman behnon ko shoher ka maqam samajh ker us k huqooq ada ker k Rab ki daimi razamandi hasil kernay ki madani sa'adat ata farmaye aameeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeen bijahin nabiyyil ameen wassalam ma'al ikram -
aik maan ki khusoosiat
Umm-e-Anwaar Raza replied to Umm-e-Anwaar Raza's topic in اسلام میں عورتوں کے حقوق
iqra bohat pyari post hay kash Allah sab ko maan ki ahmiyat ka nadaza un ki zindagi main hi kernay ki or maan ki sahi khidmat us k huqooq ada kernay ki madani sa'adat ata farmaday aameeeeen Sister ap ki is post ne mujhay bohat rulaya,haqeeqat hay k is naimat ki qadr to is azeem naimat se mahroomi k baad hi hoti hay, Allah pyaray aaqa k sadaqay mein sab ko maan ki khidmat kernay ki madani sa'adat ata farmaye or sab per maan ka saya (khair o afiat k sath) taweel karay or is naimat ki qadr maan ki zindagi main hi ata karay aameeeeeeeeeeeeeeeeeeeen bijahin nabiyyil ameen wassalam ma'al ikram