Jump to content

Umm-e-Anwaar Raza

مدیرِ اعلیٰ
  • کل پوسٹس

    1,364
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    9

سب کچھ Umm-e-Anwaar Raza نے پوسٹ کیا

  1. Mujhay is baray m jawab chahye kisi ne aitiraz kiya h or mujhay yad prta h Im p is baray m.disscuss hoa tha search krnay p mil nhi 4aha agr kisi member ko maloom ho to jld muttala farmaiye. Wassalam
  2. Salam kisi ko is baray m.sahi info hon to share frmaiye main confuse hun.k ye wohi pather h ya nai Wassalam
  3. Umm-e-Anwaar Raza

    Need An Image Plz

    Salam IM per aik dafa maine aik post parhi thi khalil rana sahib ne uska jawab ata farmaya tha swal is baray m.tha k.jo log arab shareef ja k iamam e kaaba k.peechay namaz parhtay hn unki namazen lailmi ki waja se hojati hn ya nahi muhtaram khalil rana sahib ne bht achay andaz m jawab ata farmaya tha mujhay us post ki talash he kisi ko mutmain krna he kia koi member mujhay wohi post search kr k dedengay ya khalil rana sahib us image ko dubara yhan share farmaden to madinah madinah.. Allah ta ala ap sb ko jazaye kher ata farmaye aameen Wassalam.
  4. السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبرکاتہ مجھے طب نبوی صلی اللہ علیہ وسلم پر کوئی مستند کتاب کا لنک چاہئے انٹرنیٹ پہ مجھے سنیون کی کوئی سائٹ نہین ملی اگرکسی کے علم میں ہو تو یہاں لنک بتادیجئے والسلام
  5. السلام علیکم مجھے ان چاروں سوالات کے باحوالہ جواب درکار ہیں بی بی فاطمہ رضی اللہ عنہا اور حضرت بلال رضی اللہ عنہ والا صحیح نہین ان سب کا با حوالہ جواب کا اگر کوئی امیج بنادے تو ہم شءیر کرسکین گے ہر جگہ والسلام
  6. salam maine kuch arsay pehlay net p kisi website p shan e habeeb ur rahman book parhi thi jo pdf me download bhi hojati thi. ab main search krrhi hun to mil nahi rahi. aik do sites p mili h mgr read online ka option b nahi or downlaod ka bhi nahi bal k wahan buy ka option nazer araha h . agr kisi ko ye book kisi site p pata ho jo download kr k parhi ja sakay to baraye madinah yahan reply farma k muttala karen wassalam
  7. Umm-e-Anwaar Raza

    6Kalimay

    Salam ham jo 6kalimay prhtay hen in k baray me refference chahye k iski daleel kahan se milegi. Kisi ne poocha he .baraye madina iska reply jld frmain. Wassalam
  8. Salam mujhay inpage software android k liye chahye kia iska koi download link kaheen se mil sakta he agr kisi ko is barY men info ho to plz share krden. Wassalam
  9. Umm-e-Anwaar Raza

    ﻭﺿﺎﺣﺖ ﺩﺭﮐﺎﺭ ﮨﮯ

    ﺍﻟﺴﻼﻡ ﻋﻠﻴﮑﻢ ﻣﺠﮭﮯ ﻻﻡ ﻋﮩﺪﯼ ﺍﻭﺭ ﻻﻡ ﺍﺳﺘﻐﺮﺍﻗﯽ ﮐﯽ ﻭﺿﺎﺣﺖ ﭼﺎﮨﻴﮯ ﺍﮔﺮ ﮐﻮﺉ ﺍﺱ ﮐﻮ ﺑﮩﺘﺮﻳﻦ ﺍﻧﺪﺍﺯ ﻣﻴﮟ ﺳﻤﺠﮭﺎ ﺩﻳﮟ ﺗﻮ ﻣﺪﻳﻨﮧ ﻣﺪﻳﻨﮧ ﺳﻮﺭﮦ ﻓﺎﺗﺤﮧ ﮐﯽ ﺗﻔﺴﻴﺮ ﻣﻴﮟ ﻧﻮﺭ ﺍﻟﻌﺮﻓﺎﻥ ﻣﻴﮟ ﻣﻔﺘﯽ ﺻﺎﺣﺐ ﻧﮯ ﻳﮧ ﺩﻭ ﺍﻟﻔﺎﻅ ﺍﺳﺘﻌﻤﺎﻝ .ﻓﺮﻣﺎﺋﮯ ﮨﻴﮟ ﺑﺮﺍﺋﮯ ﻣﺪﻳﻨﮧ ﺭﮨﻨﻤﺎﺋﯽ ﻓﺮﻣﺎﺋﻴﮟ ﻭﺍﻟﺴﻼﻡ
  10. Salam Mujhay us post ki talash hay jis men muhtaram khalil rana sahib ne hajj per janay walay un hajion ki namaz ka hukum irshad farmaya tha jo wahan bad mazhab imam k peechay qasdan ya la ilmi men namaz parh laitay hain wo article main ne yaheen Im per kaheen parha tha ab search kernay per mil nahi raha agr kisi member k pas wo article ya us post ka ilnk mojood ho to plz share kerdeejiye mazeed ye k badmazhab imam k peechay namaz ka hukum agr dar ul ifta ka fatwa ya mazeed sunni muftian e kiram k fataway mil jain to wo bhi yahan share kerdeejiye as soon as possible ...mujhay kisi ko send kernay hen wassalam ma'al ikram
  11. Umm-e-Anwaar Raza

    Bara Bhai

    main ne net pr kaheen mufti akmal sahib ki book bara bhai parhi thi ab search kr rahi hoon to mil nahi rahi agr kisi member k pas is book ka online link ho to plz share kerdeejiye wassalam ma'al ikram
  12. ji sis apko access dediya gaya hay wassalam ma'al ikram
  13. ji apko access dediya gaya hay ap ab sis sec visit kr sakti hen... Jazakillahu khaira Wassalam ma'al ikram
  14. Islami Mehfil jahan Tak Meri maloomat hain wahid sunni Forum hay Jahan islami Bhai Or behnen Apas men aik doosray se betakallufi k sath baat cheet nahi kertay bht saray members k ilm men ghaliban ye baat hogi hi nahi k yahan islami bhai islami behnon ko or islami behnen islami bhaiyon ko personal message nahi kersaktay hamary admin bhai ne aisi tarkeeb banai hoi hay k aik group members 2sray group member ko pm nahi kersaktay ab reh jati hay main forum per apas men baat cheet kerna to agr koi bht ziada posts check karay tab ba asani jan sakta hay k hamaray forum ki sisters sirf sisters only section men active hain agr koi sister kabhi kisi brother ki post pr main forum per reply ker bhi day to agr kisi ko us men koi sharai garift nazer aye to members ko chahiye k fori tor per report kerden team members us per action laingay. PS:::: main ne sirf team member honay ki hasiyat se yahan reply kiya hay Wassalam
  15. sister Yahan ap ka started topic mojood hay wassalam
  16. @yamuhammada bhai ap is topic ko check karen yaqeenan apki ghalat fehmi door hojayegi: Tamam Sunni Mutawwaju Hon or ye baat pehlay disscuss hochuki hay or ulama e ahl e sunnat k fatwon se sabit hogai hay k saifia koi firqa nahin bal k ahl e sunnat wal jama at hi hain or aik buzurg ki nisbat se saifi kehlatay hain isi liye muftiyan e karam k fatwon per amal kertay hoay ham sab un ka ahteram kertay hain. @ alsafia bhai us topic ko mukammal delete nahi kia jaraha kion k us men saifion k ilawa doosray aitirazat ka jawab bhi hay han saifion se muta alliq puranay fatway delete kerdiye gaye hain. wassalam ma'al ikram
  17. yahan e mail addresses main forum men share kernay ki ijazat nahi ap personal messenger k zariye members se rabta farmaiye wassalam
  18. asal baat ye hoti hay k kisi bhi ibarat ko tor maror ker uskay man manay matalib nikal k fatwa lay laina ... wohi kaam yahan hoa ap Yahan check kr saktay hain Dawateislami fi zamana ahl e sunnat ki sab se bari fa aal tanzeem ban kr ubhri hay to obviously jo jitna bara kaam kerta hay shaitan utna hi us k peechay prta hay ye koi nai baat nahi aashiq e must5afa bhai agr aisa koi kufr ka fatwa waqai hota to yaqeenan abhi tak mazeed akabireenj e ahl e suinnat khamosh na baithtay ap mereay diye gaye topic men check karen k kis tarah se aik ibarat k ghalat manay bata kr fatwa liya gaya hay. ghulam ahmed17 sahib ap dalail deejiye ikhtilaf yahyan post krsaktay hain laikin kisi besaropa bunyad pr shar phailanay wali sites k links yahan insert krnay ki ijazat nahi..
  19. Allah ta;ala apnay habeeb e kareem k sadqay men ap k ilm o amal o umer o ishq e rasool men mazeed barakaten ata farmaye Aameen itnay wazeh dalail k baad jisay samajh na aye uska kia ilaj?
  20. ap ko yaqeenan dawateislami k baray men ghalat guide kiya gaya hay. ap ne huzoor tajus shariat ka muzakray k link per kaha k ye purani baat hay ab halat badal gaye hain goya ap kehna chah rahay hain k ab un k khayalat badal gaye hain to sahih ap hamain un k mojooda khayalat sunwadeejiye jaisa k ham ne ap ko un k khayalat bataye... faizanesunnat ki ibarat per aitiraz k jawab men ap Is Topic ko check karen...
×
×
  • Create New...