
Ubaid-e-Raza
اراکین-
کل پوسٹس
745 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
-
جیتے ہوئے دن
1
سب کچھ Ubaid-e-Raza نے پوسٹ کیا
-
Anbiya (alehim salam) ki laghzish aur Bad batin wahabi
اس ٹاپک میں نے Ubaid-e-Raza میں پوسٹ کیا فتاوی اور شرعی مسائل کا حل
-
OUR DAUGHTERS ARE A BLESSING, NOT A BURDEN
Ubaid-e-Raza replied to Iqra's topic in اسلام میں عورتوں کے حقوق
.. ji bilkul... ameer e ahlesunnat (damat barkathum) ki aik hi shahzadi hain.. -
beyshak kisi badmazhab ke pechay namaz nahi hoti hai. aap yeh booklet zaror read karain. Diyo Bandi Imam Ky Peechy Namaz Ka Hukm is main deobandi kay sath her badmazhab kay baray main bhi prove mojod hai.. aur ye ahlehadees aur deobandi dono aik hi thali ke chatay batay hain.. ager dekha jaye tu deobandi hanafi tu hain.. bazahir namaz tu hamaray jesi pedhtey hain. jabke ahlehadees tu ghair muqlid hain. jo taqled ko shirk bidat aur najaney kya kya kahtey hain. Ghazali e Zamaan hazrat allama ahmad saeed kazmi se kisi ne suwal kya ke jo imam e kaba ke pechay namaz pedh letay hain la ilmi ki wajah se unki namazon ke baray main kya hukm hai. tu aap ne irshad farmaya. kay chahey la ilmi main pedhey un kay pechay namaz na hogi. sub wajib ul aeaada hain.. aur jis nay peer karam ali shah ka kaha hai ap bilkul un se hawala talab kejye..
-
Al madinah tul ilmya Ahle sunnat wal jamat ka aik aisa tahqeqi aur ishati idara hai jo ke khuwab e raza ki tabeer hasil karnay key lye marz e wajood main laya gaya. khuwab e raza AalaHazrat ka 10 nuqati mansoba hai jo ap ne ahlesunnat wal jamat ke firogh ke lye paish kya. woh 10 nuqat ye hain. 1) Azeem u shan madaris kholay jayain, baqaida taleem ho. 2) students ko wazefa milay key her kisi ka islamic study main dil lagay. 3) Teachers ko zayada sallary di jaye un key achay work per. 4) Students ko check kya jaye jo jis kam main zayada qabil ho usay wazefa day ker us kam main lagaya jaye. 5) In main jo ready ho jayain unko mulk main phailaya jaye takay likh ker, speech ker kay aur munazra ker kay deen ka kam ker sakain. 6) Ahlesunnat key haq main aur batil firqoun kay rad main books tahreer kerwayi jayein aur writers ko achay wazaif dye jayain. 7) Tasnef shuda aur no tasnef shuda books ko khobsorat print ker kay mulk bhar main muft taqseem kye jayain. 8) Her city main aapka nigran safeer mojod ho. jahan jis qisam ki speech, book ya munazirey ki zarorat ho apko itla karain aur ap dushman key rad kay lye waisa material waghera bhejtay rahain. 9) Jo qabil ho.. usay wazefa day ker deger kamoun se free kya jaye. jis kam main maharat ho us kam main laga dya jaye. 10) Aap ke mazhabi akhbar shaya hon, kuch kuch waqt ke baad unko mulk ke koney koney main muft ya sasti qemat per phailaye jayain. hadees e pak main irshad hai "Aakhir zamana main deen ka kam bhi dirham o deenar se chalay ga".. aur kyon na ho kay Sadiq o Masdoq ka kalam hai. (fatawa razwiya, jild 12, page 133) inshaAllah in tamam nuqat per amal kya jaye ga.
-
nice post. hum ko ameer e ahle sunnat se pyar hai inshaAllah do jahan main apna beda par hai
-
.. thanx for sharing brother.. this is a infect that dawateislami on the way of islaf & oliya e karam .. Allah humain hamesha is madni mahol say attach rahney ki sa,adat day. ameen.. welcome to islami mehfil.
-
Kilk e Raza woh khanjar-e-khoon khuwar barq baar Aada say keh do, khair manain na shar karain Woh Raza kay nezey ki maar hain Key aado kay seney main ghaar hain Kisay chara joyi ka waar hai Per yeh war aar sey paar hai
-
bhai.. buhut khoob.. very nice sharing. Allama kaukab norani sahib kehtay hain. key jis terha fooj ko parade main sikhaya jata hai. left right left right. inko apne mudarason main 2 batain sikhayi jati hain. shirk bidat shirk bidat..
-
Musalimano Bad Mazhabon Se Bacho
Ubaid-e-Raza replied to Mudasir Yaseen's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
brother.. nice sharing.. -
Ashraf Ali Thanvi Saahab Ki Shareer Zehniyat
Ubaid-e-Raza replied to Mudasir Yaseen's topic in فتنہ وہابی دیوبندی
Mudasir bhai. behtren sharing hai.. -
Ashraf Ali Thanvi Saahab K Par Dada ka Waqi'aa
Ubaid-e-Raza replied to Mudasir Yaseen's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
buhut achi post hai. ye tu deobandyo najdyon ki shurow se aadat hai jo bat in ke ghar se ho jaiz hai aur wohi bat ager hum kar dain tu shirk o bidat. kabhi ghos o khuwaja ke naron sey uljhain kabhi olya ke mazaron say uljhain yeh kha ker niyazain niyazon say uljhain tera khayain tere ghulamon say uljhain hain najdi ajab khanay ghuranay waley -
Ashraf Ali Thanvi Saahab Ki Shareer Zehniyat
Ubaid-e-Raza replied to Mudasir Yaseen's topic in فتنہ وہابی دیوبندی
brother. buhut achi info apney share ki hain. halat e namaz ka yeh haal hai. aur waise bhi gutakhon main aqal kahan hoti hai. aqal hoti tu na khuda say ladayi letay yeh ghatain unhain, kam bedhana tera -
ap aankhain khol kar qabol kar lain. aur ager kahen koi ghalat hawala dya gaya ho tu hamari islah bhi farmain. ager qabool karnay ka zehn ho tu faisla yaqenan ho sakta hai. hazrat ap ne kitni aayatain paish ki hain. kisi aik per bhi mufasir ka hawala quote nahi kya kay yeh ayat eman e abutalib kay baray main hai.. hum ne kya tu aap kehtay chand mufasiren kay hawalay. aap apni ayat per aisay naam war mufasiren kay hawalay paish karain. aap in ka hawala zaror paish karain. apko dalel dainay ka haq hai. mager pehlay ap unka jawab tu dejye jo hum nay kye. ap nay kaha kay qurani aayat per main mufasiren kay hawalay nahi manta. halankay us main mufasiren nay clear eman e abu talib per behs ki hai. dosri bat. kay tayib bhai nay bhi kaha hai kay ap nay ahades ka jawab nahi diya. main nay apni pehli post main aik hades aur us par muhadisen ki tasrehat paish ki hain. hadees yeh hai. ap ager muhadisen ki tasrehat ko nahi mantay tu kam az kam hades ko tu maan lejiye.. kya is hades kay sahi honay main apko shaq hai? ager hai tu kis bunyad per? aur kya is hades sey clear eman e abu talib ka hukm malom nahi ho raha? tu ap eman e abu talib per aaqa ke noor ko sabit kerna chahtay hain. hazrat. Aaqa bay shak pak batano say hotay howay aye hain. aur apkay walid aur walda tu ailan e nabowat say pehlay is dunya say tashref lay gaye. ap yeh bayan sunye apko eman lanay aur na lanay ki haqeqat ka ilm hoga. Azmat-e-Waldain-e-Mustafa part 1 Azmat-e-Waldain-e-Mustafa part 2 aur aalahazrat kay kalam ka ap keh rahay hain kya unko yah ilm na tha kay is kalam aur eman e abutalib per kutub o fatwa main tasadam ho jaye ga? aur aisa hargiz nahi hai. aalahazrat ka bayan aur amal aik jaisa tha. aur unka koi kalam aur kitab quran o sunnat kay khilaf nahi hai. aur aaj tak najdi wahabi bhi, jo alahazrat ka naam sun ker jal jatay hain. apnay bey tukay fatwo say sabit nahi kar sakay.
-
brothers. ap is masla ke baray main rad e rafza read karain. aala hazrat ki book hai. us main clear details mojod hai. kafir aur gumrah dono kay baray main. mufti farooq attari (aleh rahma) ka bayan nisab-e-shariat part 1 jis main shan e siddique akbar ka mozo hai. us main unho nay clear bayan kya hai kay jo hazrat abu bakkar sidique aur hazrat umer ki gustakhi karay woh kafir hai. aur jo sahaba per hazrat ali ko fazeelat day aur deger sahaba ki gustakhi karay woh gumrah hai. ye bayan faizaneattar.net per nisab e shariat category main mojod hai. tayyib bhai ap nay buhut behtren poster share kye hain. Allah apko jazae khair day. ameen. sipah khon kharaba ko fatway sirf sunniyon kay mile hain. deobandi rasheed gangohi tu kehta hai bandah in ki takfer nahi karta. aik jaga likha in ki aurat say shadi jaiz hai. tark khilaf e ola (achay kay khilaf) hai.. yeh hai deobandyon ka haal. aur aj namos e sahaba kay muhafiz banay phirtay hain.