Jump to content

Ubaid-e-Raza

اراکین
  • کل پوسٹس

    745
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    1

سب کچھ Ubaid-e-Raza نے پوسٹ کیا

  1. sharef bhai. behtren post. mager kor e batin ka kya elaj. Allah hamare eman ki hifazat farmae. ameen
  2. bohot hi behtren post hai. waqae aj kal baz sunni kehlane wale badmazhabo ki sohbat main reh kar sahaba e karam par aisi bakwasat karte hain. Allah unhe hidayat de. nice sharing. english main same wohi question posted hai.
  3. bhai. thnx 4 sharing. Allah humain bhi zyada se zyada apni ebadat karne ki tofeq de. ameen
  4. Nazar main dolha ke pyare jalwe haya se mehrab sir jhukaye Phuwar barsi tu moti jhad kar hateem ki good main gire the
  5. very nice sharing. Deobandion ka aik aitraz hai ke Alahazrat ne inhain kafir banaya. "Aalaharzrat pr 50 aitrazat ke jawabat" main jawab likha hai. jee alahazrat ne unhain phone kar ke kaha tha kafir ho jao tu woh kafir ho gaye. unho ne gustakhyan ki or phir khud apni karti ka phal bhugta.. alahazrat ne tu sirf share hukm waziha kya. kafir tu woh apne kartoton ki wajah se bane. uf re munkir ye badha josh e ta,asub akhir bhed main hath se kam bakht ke eman gaya
  6. welcome to islami mehfil.. umed hai ap yahan acha izafa sabit honge. inshaAllah
  7. bohot hi achi sharing ki hai apne.. Allah humain ikhlas ki anmol dolat se nawaz de. ameen Mera har amal bas tere waste ho Kr ikhlas aisa ata ya elahi ameen suma ameen
  8. Yaad e shah e batha main jo ashk bahate hain Ghar beth ke taiba ka woh lutf utha,tey hain
  9. bohot hi khoob koshish hai apki.. Allah apko deen ka mazed kam ikhlas o istiqamat ke sath kerne ki tofeq de. ameen suma ameen
  10. thanx 4 sharing. ps. bara e madina bmp img pehle gif ya jpg main convert kar lya karain phir attachment main sahi show hoga.
  11. thanx 4 sharing. murshid ka kitna azem ehsan hai ke gunahon se bachne ke tareqon ke sath madani elaj bhi tajvez farma dye. Allah hamare saron per ameer e ahlesunnat ka saya ta dair ta dair qaim rakhe. or hum sub ko apne murshid ka farman,bardar banaye. ameen suma ameen
  12. apne ye khud tahrer kya hai sub roman urdu main? bohot achi koshish hai. agr ap isay unicode ya inpage main tahrer karte tu mazed faida hota.
  13. pohnchne ka zikr hai. lagne ka nahi. zameen se murad yahan unki lambayi batana maqsod hai ghalban.. or zahir hai aam admi ke aam bal bhi zamen jitne hon tu woh unko zamen per nahi lagne de ga. or kahan woh ba adab sahabi e rasool
  14. main ne suna hai ke ye ijtima haq tv per live relay hona tha. kya kisi ko kuch malom hai? wahan pr ameer e ahlesunnat ka audio bayan bhi ghalban rozana relay hota hai.
  15. thax for sharing. Ab hassan manqabt e khuwaja e ajmer suna Tab,aa pur josh hai rukta nahi khaama tera Khuwaja e hind woh darbar hai aala tera Kabhi mahrom nahi mangne wala tera Mohiyo deen ghous hain or khuwaja moeen ud deen hain Ae hassan kyon na hoo mahfoz aqeeda tera
  16. Nazer ke gardoon tu nazar aate hain chohte or woh pa,on Aursh per phir kyon na hoon mahsos laghar aediyaan
  17. for sharing. Ae Allah apne habib ke sadqe main hum sub ko jahanam se bara,at ata farma. or hum sub ki kamil maghfirat farma. hamare ilm o amal o umaron main barkatain ata farma. ae Allah hum sub ko aisa bana de jis se tu or tera mahbob razi ho jaye. ameen suma ameen
×
×
  • Create New...