Jump to content

Ubaid-e-Raza

اراکین
  • کل پوسٹس

    745
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    1

Ubaid-e-Raza last won the day on 12 نومبر 2010

Ubaid-e-Raza had the most liked content!

About Ubaid-e-Raza

  • Birthday 26/12/2007

Previous Fields

  • پیر
    Ameer e Ahlesunnat

Contact Methods

  • Website URL
    http://
  • ICQ
    0

Profile Information

  • مقام
    Bait ul fina
  • Interests
    na koi amal hai suna,ne ke qabil
    na moun hai unke dikhanay ke qabil
    lagate hain usko bhi senay se aaqa (salallahualaihi waslam)
    jo hota nahi moun lagane ke qabil

تازہ ترین ناظرین

2,520 profile views

Ubaid-e-Raza's Achievements

Experienced

Experienced (11/14)

  • First Post
  • Collaborator
  • Posting Machine Rare
  • Conversation Starter
  • Week One Done

Recent Badges

7

کمیونٹی میں شہرت

  1. asal shair yun hey

    " Jameel-e-qadri so jaan sey qurban murshid par, banaya jis ne tujh jesey ko banda ghos-e-azam ka"

     

    Janab kam-az-kam itna lihaaz krna chahie aik bndey ko.Kisi aur k shair mein sey takhallus nikal kar apni marzi sey tarmeem krdi.

  2. aik baat poochna chahta hun aapsey..

    Appne upar About Me mein aik shair likha hey

    "Ubaid-e-qadri so jaan sey qurbaan murshid par, banaya jis ne tujh jese ko banda ghos-e-azam ka"

    agar aapko ilm ho to ( jo k bazahir nahi lagta) to yeh shair Hazrat molana Jameel Qadri Rizvi ki mash-hoor naatya kitab "Qabalay-e-Bakhshish" ka hey jis mein aapne TARMEEM kr k ubai...

  3. Assalam Alaikum

    Hope u r doing good....

    Plz find time to Listen this Speech on Rights of Parents... Thanks

    Take care

    Allah hafiz!

    http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=7952&pid=50650&start=0&#entry50650

  4. (sa) madani channel se jise bhi walihana pyar hay do jahan main insha Allah uska beda par hay madani channel k sabab se neki ki dawat aam ho aam dunya bhar men ya rab deen ka pegham ho ameen
  5. itni munafiqana policy hay dr. tahir ul ......... ki. ke pehle apne apko hanafi muqalid keh keh kar nahi thakta phir dosri bar main imam e aazam ki or aima e karam ki tareefain or teesri bar main kehta hay ke hadees se aurat ki diyyat full sabit hay yani imam e aazam or sahaba e karam tak ko woh hadees nazar nahi aayi isko mili. phir aurat ki nisf diyyat ko sarkar ki aamad se qabal kuffar ki jahalat dor se mila dya k kuffar aisa karte the quran ne aakar diyyat ka farq khatam kya. (muaz Allah) ye bat kahan tak jati hay. goya sahaba e karam ka iss bat par ijma k aurat ki diyyat nisf hay kuffar ki jahalat matlab nikalta hay. pehle tu sahaba aayen ge phir baad main baqi ko is jahalat main shumar karain ge. muaz Allah. DIYYAT_1.MPG DIYYAT_2__1_.mpg
  6. main ne pehle 1 post ki hadees e aadam se related ap ne jawab nahi dya. * apne jo surah muhammad (47.19) key lye tarajim post kye woh kis ka tarjama hay? urdu main koi aisa tarjma post karain jo sab ke nazdek authentic ho. * kisi motabar tafseer se ye sabit karain ke is aayat main Allah ke pyare habib ko apne gunaho ki maafi mangne ka hukm dya gaya hay?
  7. Haqeqqt sahib se kuch suwal un ke reply hadees e hazrat Aadam se related. 1) Aik ghalat riwayat jo ke quran ki sahi aayat k against ho. aisi hadees ko agar koi sahi or asnad ko jayid kahey tu aise shakhs par kya hukm hay? 2) Yeh hadees mukhtalif kutub main mukhtalif rawiyon se kuch different matan ke sath bhi naqal hay. agar kisi hadees ka aik rawi zaeef ho tu ulema farmate hain hadees ko zaeef na kaha jaye balke sannad ko zaeef kaha jaye. ho sakta hay us hadees ki koi or sannad sahi mil jaye. aisi kayi aahadees jinki baaz asnaad zaeef hain tu baaz hassan tu baaz jayid tak pohnchi hoyi. suwal ye hay k jo image apne post kya ghaliban hadees aadam k jawab main us main imam hakim ne hadees ko sahi kaha halanke woh abdul rahman bin zaid bin asalam ka zaaf jante they. tu aise main imam hakim par kya hukm hoga? or imam bulqeni, imam taqi ud din subki waghera par bhi hukm waziha farma den k quran ki aayat k sareeh against hadees ko sahi fermaya. 3) apne jis hadees ko quote kar k jo image post kya hay asif bhai ki post se. us hadees ko bhi ap ne pedhne ki zehmat ki? us main abdul rahman bin zaid bin aslam ka naam hi nahi hay. .. is lye ab ap zara mazeed tehqeeq kar k is sannad par kuch tabsara farmain. or pehla kam tu apke zimey hadees ko zaeef sabit karna hay. dosra kam pehle suwal ka jawab de kar hukm bayan karain imam ibn al jozi wa imam muhammad ibn yousuf al saleh par.
  8. . pakkey yahodi agent k aqaid post karne ka shukrya.
  9. Ye kitab Ahlesunnat k aik mustanad aalim alahazrat alaihrahma k bhai jan molana hassan raza khan alaihrahma ki hay. jinho ne post ki hay unki tehreer nahi. lafz Oliya Allah quran e pak main istimal howa hay. wali ullah ka matlab kya hay? Shayan e shan nahi se kya muraad hoyi? lafz dost main koi toheen be adabi ka pehlo mojod hay tu bara e karam wazahat farmain.
  10. apke mufti sahib ne tu asal ibarat post hi nahi ki? chalen ap post kar dain fatawa alamgeri main kya ibarat hay? al behr ul raiq main kya ibarat hay? jab is pecheda sorat e haal ka koi hal nazar nahi aata deobandion ko tu wo aq aq karte hain. magar hazrat gangohi sahib kawwey k itne shoqeen the kaha maroof desi kawwa jo bastion main paya jata hay ye khana sawab hay. ab koi batlaye ya hum batlayen kya? pak o hind main aq aq wala desi kawwa kahan paya jata hay? sunny prince sahib zara us jaga ka pata batain. chalen chorain sab baton ko. gangohi sahib kehte hain maroof desi kawwa khana sawab hay. ap mante hain k fiqah ki ro se jaiz hay. ye batlayen ap din main kitne kawwe kha jate hain? or kawwa baryani kesi lagti hay apko? or ramzan sharif main tu deobandion ki aftaari or sehri ki khas dish hogi kawwa baryani, kawwa fry, kawwe ka shorba.. apki konsi pasandedah kawwa dish hay? jawab zaror dejye ga.
  11. he is a legend may Allah bless upon him. ameen
  12. inna lilahi wa inna alaihi rajeon isey tawajo se pedhye. is main fidya dene ka aasan tareeqa likha hay sharee heeley k sath. pora fidya shar e heeley k sath ba aasani ada ho sakta hay. sharee faqeer ki defination tawajo se pedhye ga. bazaron main ghomney wale sharee faqeer nahi hain. agar kuch samajhne main problem ho tu yahan reply kar dejye ga tu koi na koi bata de ga.
×
×
  • Create New...