Asalamoalaikum kabhi app loog ye kehtay hai k abi ki baat hamaray liye hujat hai kabhi app kehtay hain k kisi ki baat ko haq jantay hoee na os say dalil mangi jae or os ko islam samjh kar kardiya jae ye kahaan ka insaaf hai agar unsay ghalti hogae hoo kisi baat main to app woh amal bhi kar dein ye hi hai na (Takleed) bahi sahab ghalti na karnay wali ek hi zaat thi or woh zaat (Aap saw)ki zaat thi jis k liye Quran main Allah nay khud kalam kiya hai k (Aap saw) jo dein lelo jis say rook dein osay rook jaoo)(SURAH HASHAR KI AYAT HAI YE) phir kahaan say kisi aisay Emam ki Takleed karein jis nay deen ka Elim bhi 20 saal baad hasil karna shoro kiya tha akhir kun hai aisa kun hum sahi deen ko janay ki kosish nahi kartay????Allah hafiz....