aslamo alykum janab meri guzarish hy k jald iz jald rade qadiyaniyat par koi kitab jiss main qadiyaniyon ki tamaam dalil ka rad ho post ki jay.....w/slaam aabi
aslamo alaykum janab mirza qadiyani, par mazeed tafseeli muwad yahaan farahm kia jay bilkhosos un k dalail ka rad ho ji kitaboon main wo yahaan post ki jaeen.w,slaam aabi
aslamo alykum , hamary haan amooman do rawayaat bayaan ki jati hain.aik ye k aik murtaba suraj na nikla aur sahaba kiraam ni AAP SAW se arz ki to AAP saw ni jawaban kaha k jao meri beti fatima ka aik baal mubarak nanga hi jab tak wo dhanp naheen liteen suraj na nikly ga.dosri ye k aik martaba AAPsaw madeny se bahir aik gaar main tashreef ly gy aur ummat kiliye roona shuru kardiya sahaba aap saw ko dhonty huy wahan ponnchy aur bahir tasreef lany kiliy kaha likin AAP saw ni inkar ferma diya ....mukhtasar ye k bibi fatima ko bulaiy gia to jab aap ni aakar kaha to aap phir bhi bahir na ay .tab bibi fatima ni ALLAH SE dua ki tab ALLAH ni ummat ki bakhshish ka wada farmaya aur phir AAP SAW bahir tashreef lay...mujhy in donoon rawaiytoon ki sanad ka maloom karana hi k saheeh hain ya zaeef ya muzoo hain ..sukria
aslamo alykum ,mera naam aabid inayat hi, aur main kharian se hoon,main ne fazal (derse nizami)AIOU se kia hi aur ab privt. PU se M/A islamiyat karaha hoon,umeed hi aap mery liye aur main aap kiliye acha moawan sabit hongy...w/slaam ...aabi