As salamalaikum janab aap yea toa jante honge k banda akide ki buniyaad par jannat mein jayenga, masle ko samajhne k lia 15 ulum ki zarurat hai jo aap k paas nai hai, Allah k Allah hone ki dalil kya hai ?? Insha Allah o Azim aap eska jawab nai de sakte
Jawab= Kunfa yakun = mein jis kaam ko karne pe aa jata hu, kehta hu hoja wo ho jaya karti hai.
Allah ki dictionary mein naa lafaz nai hai, aur jo yea kehta hai k Allah yea nai kar sakta yea Allah es chiz par qadir nai osne Quran ki es ayat ka enkaar kiya "ALA KULLI SAYIN QADIR" Allah har chiz par qadir hai.
Aab sawal yea ata hai k jhoot toa gunah ka kaam hai Allah kaise jhoot bol sakta hai heyna.
Allah farmata hai na mein kish ki Aulad na meri koi aulad toa Allah chah kar bhi aulad nai paida kar sakta heyna ? Yea toa Allah ki shifat mein nai hai
HAAAA AAA yeahi mein samjhana chahta hu k jhoot Allah ki shifat mein nai hai magar yea kehna k wo koi kaam nai kar sakta shirk hai.
Mera 3rd sawal hai jo eska sai jawab dega mein ose dus lakh rupai enam dunga
Question- Duniya banane wala kaun, Banda banane wala kaun, dimag dene wala kaun,jaban mein bolne ki kuwat kisne di ?
Jawab- Allah nein.
Question 2- Sach kisne banaya , Jhoot kisne banaya ? Kya Allah chahe toa sare bando k dilo k fair nai sakta , jo bande jhoot boi rai hai kya jhoot naam ki chiz ko Allah khatm nai kar sakta ?
Jawab- Sach bhi Allah nein banaya aur jhoot bhi Allah nein banaya kyomke Allah bande ki rag rag ka malik hai, Allah chahe toa bando k dilo ko pher sakta hai magar wo Azma raha hai hame.
here what we got ll Jhoot ko bhi Alkah nein banaya hai.
mera 3rd sawal
Question 3- shaitaan ensan se jhoot bulwata hai magar Shaitan ka rab bhi Allah hai aur Jhoot ka rab bhi Allah, Allah quran mein jhoot na bolne ko kehta hai magar Jhoot ka rab kaun hai
mera sawal JHOOT KA RAB KAUN HAI?
Waiting for answer ?
jo Allah Jhont bana sakta hai wo jhoot ko sach bhi bana sakta hai
maslan mein kahu abhie suraj nikla hai raat k 2 baje toa yea jhoot hai magar Allah es par qadir hai k raat k 2 baje suraj ko nikal de?