salam ,
hazrat usman(r.a) ki shadaat se phele balwaio(usman[r.a] ko shaheed krne wale ) ne aik khatt (letter) sammne rkka ta sahaba(r.a) k .usman(r.a) ne qasim khai ti k yeh khatt mene nahi likka .mera sawal yeh hai k khatt marwan ne likka ta ya yeh apko shaheed krne walo ki chal ti .
wasalam
salam ,
shia ki book k page ka scan chai jo Hazoor(pbuh) ki aulad k bare me hai
hayt ul quloob jild 2 page 588 ,katab dhoam(2) ,chapter 51,tabah qadeem kitab farohshi islam,tehran
reply me
wasalam
salam ,
shia es ayat me kete hyn k yaha lafz "Ankum " use hua hai jo mardo k liye use hota hai .es liay es ayat me azwaj nahi hyn .muje detail me jawab chai es ayat k bare me jis me shia aitraz ka jawab dia ho .kya koi link mil skta hai .thnks for reply
wasalam
salam ,
Ayat -e-tatheer sourah al aehzab aiyat no 33k bare me pochna hai k es ayat ka nazool kis k liay hai .es ayat me kon kon shamil hai alesunnat k mutabiq .koi link mil jai jis me deatil ho es bare me
wasalam
salam ,
kya hazrat hasan(r.a) k janaza par teer mare gay tay ? shia ilzam lagata hyn k hazrat ameer maviya (r.a) k hukam se aisa kia gya ta .
kya aisa koi waqia alesunnat books me hai ? reply
wasalam
salam
agr aurat ka husband us ka haq e zojiat (######) pora krne k qabil na ho tu aurat k nikah parkoi asar tu nahi pare ga?
kya aurat es sorat hal me husband k sath reh skti hai ya use alag hona pare ga?
shariat kyakehti hai??
salam ,
1- shia log Hazrat Umer (R.A) k nasab par ilzam lagate hyn aur kehte hyn k ap(R.A) apni bhen ki aulad me se hyn .
2- aur yeh b ilzam lagate hyn k ap(R.A) dushmano se darr kr jango me bhag gay tay .
in dono bato k jawab k liye koi link ya page post kr dain
wasalam
salam ,
shia logo ko jb quran k bare me unka tehreef ka aqeeda bataya jai tu jawab me woh hmari books ka reference dyte hyn k ap ki books me b aisa likka huwa hai .for example hazrat aysha (r.a) ki hadess hai k quran bakri kha gy, rajam wali ayat ,dar e manshoor etc . kya alesunnat bhai muje koi link ya article post kr skta hai jis me shia logo k aitraz ka jawab dia ho jo woh alesunnat pe lagate hyn tehreef e quran k bare me .
wa salam
salam ,
kya Hazrat Hasan(r.a) ko zahr dia gya ta ya nahi .unki death kaise hui ti . .agr zahr dia gya ta tu kis ne dia ta .alesunnat kya smjte hyn es bare me .
wa salam