Jump to content

Rizwan9

اراکین
  • کل پوسٹس

    41
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

پوسٹس ںے Rizwan9 کیا

  1. 1) yeh poochna hai kay zahur ka waqt shrow ho chuka hai or hamari masjid mein zuhar ki azan 1:00 baje hoti hai mein 12:30 baje apni qaza-e-umri ada karta hoon kya qaza-e-umri namazein ho jayeinge

     

    2) or baaz auqaat mein azan hone kay bad bhi parhta hoon yani kay jab zahur ki chaar sunnatein parhi hoti hai mein sunnaton se pehle bhi qaza-e-umri ada karta hoon or us kay baad zahr ki 4 sunnatein parh laita hoon kya mera aisa karna sahee hai

    Fajar ki 2 farz

    zahur ki 4 farz

    Asar kay 4 farz

    Maghrib kay 3 farz

    Esha kay 4 farz or 3 vitar wajib mein yeh qaza-e-umri ada kara hoon

  2. 1) mein aksar zauhar or magrib kay farz kay baad jo naflein hoti hain mein us mein qaza-e-umri namaz ada karta hoon tu kya sahee hai

     

    2) ziyadah tar mein zahur or magrib ki nafil namaz ki jaga fajar ki qazai umri ada karta hoon zaroori tu nahin hai kay zahur mein zuhar ki ada ki jaye mein zahur ki nafil namaz ki jaga fajar ki qazai umri ada kar laita hoon kya sahee hai

  3. 1) jab jummay ki azan ho jati hai tu mein jummay ki 4 sunnatein pehle parh laita hoon yani jab imam sahab bayan khatam kar kay logon ko jummay ki 4 sunnatein parhne ka bolte hai tu mein nahin parhta is liye kay mein pehle parh chuka hoon kya aisa karna sahee hai

     

    2) jummay ki sari rakaaton mein niyyat jummay ki karni chaye ya zahur ki PLZ bataye

  4. imam zuhar kay 4 farz parha rahe hoon or mein jamaat mein shamil ho jata hoon or meri 3 rakatein nikal jati hain mujhe 4 rakat milti hai tu mujhe kya karna ho ga yani jab imam choti (4) rakat ka salaam phar rahe hoon tu mein kahar ho kar parhna shrow karo kya mujhe choti (4) rakaat ko mein pehli rakaat samjho or meri pehli rakaat jo chotee ose dosri samjho jab do rakaat ho jaye phir dobara attihiyaat parh kar khara ho jao phir ek rakaat bachi hai ose parh kar paith jao attihiyaat or durood or dua parh kar salaam phar duo yahan tu mere 3 qada ho jaye ge

     

    plz mujhe is bare mein tafseel se bataye agar koi kitaab hai tu plz us ka link bhi dijiye

  5. السلام علیکم

    بھائی صاحب آپ نے جس کتاب کا پوچھا ہے۔ وہ میرے پاس ہے۔

    اس کے مصنف کا نام ہےعلامہ منور حسین عثمانی رضوی

    یہ کتاب مکتبہ رضاۓ مصطفیٰٰ گوجرانوالہ سے یا مرید کے سے مل سکتی ہے۔

    بہت عمدہ کتاب ہے۔ خاص تور پر نئی پڑنے والے قاری کے پاس لازمی ہونی چاہئے۔

    علامہ منور حیسن عثمانی رضوی جامعیہ مسجد مہاجران مرید کے منڈی کے خطیب ہیں۔

     

     

    Bhai jaan mujhe yeh kitaab PDF format mein mil sakti hai

     

    Rudde Shirk-o-Biddat

    علامہ منور حسین عثمانی رضوی

  6. qaza naamz parhte waqt mujhe se rukooor sujood mein subhna rabil yal azeem -- subhana rabil yal aala ek se ziadah martab parh laita hoon tu waise tu ek martaba parh na hota hai kya sajda sahu karna ho ga

     

    or dosra yeh kay attaheyaat mein, mein kabhi pura darood shareef parh laita hoon jaise aam namaazon mein parhthy hain tu namaaz ho jaye gi

  7. bismillah.gif

    saw.gif

    salam.gif ,

    imam kay peechay namaz phraty hoye agar muqtadi say galti ho jay to muqtadi par sajda sahau nahee, kion kay imam ki namaz hee muqtadee ki namaz hai, iss say muqtadi ki namaz par koi farq nahee parta,haan agar imam say galti ho jay to imam bhee sajda sahu kary ga aur tamam muqtdi bhee, umeed karta hoon kah masla app ki samjah main aa gia ho ga , apnee khasusee duyion main yadd rakhee ga, fi_aman_allah.gif

     

     

    bhai jaan aap ek jaga yeh key rahe hai ka agar imam kay peechy namaaz parh rahe hoon tu yeh muqtadi ki namaaz hai agaar immaam se ghalti ho jaye tu muqtadi bhi sajda sahu kare agar muqtadi se ghalti ho jaye tu kuch farq nahin pare ga

     

    link

    http://www.islamimeh...aazon-ka-masla/

×
×
  • Create New...