1) yeh poochna hai kay zahur ka waqt shrow ho chuka hai or hamari masjid mein zuhar ki azan 1:00 baje hoti hai mein 12:30 baje apni qaza-e-umri ada karta hoon kya qaza-e-umri namazein ho jayeinge
2) or baaz auqaat mein azan hone kay bad bhi parhta hoon yani kay jab zahur ki chaar sunnatein parhi hoti hai mein sunnaton se pehle bhi qaza-e-umri ada karta hoon or us kay baad zahr ki 4 sunnatein parh laita hoon kya mera aisa karna sahee hai
Fajar ki 2 farz
zahur ki 4 farz
Asar kay 4 farz
Maghrib kay 3 farz
Esha kay 4 farz or 3 vitar wajib mein yeh qaza-e-umri ada kara hoon