kya gaali daine se wazu tooth jata hai mein ne suna jo koi gaali daita hai us ka gunah aisa hai kay us ne khana kaba ko torne ki koshish ki waise mein ne mufti se poocha hai kay gaali daine se wazu nahin tootta hai mujhe is ka reason bataye akhir kyun nahin tootta hai halanka gaali daina haraam hai jab haraam hai tu is se tu wazu tooth jana chaye