Bhai Main Nay Kab Kaha Kay Aap ko wahi kay zareye bataya nahin jaata ye jo aap bata rhay hain marey aqeeday ka mawafiq hai kyun kay hamara nazdeek wahi sey aya hoa ilm ghaib to hota hai laken jis ko diya ja rha hai woh aalim ul ghaib nhn khlaye ga who akhbaarul ghaib keh laye gaa,,,,,
dossri baat humara aqeeda hai oliya karaam ko kashf hota hai laken mera bhai agar aap is se apna aqeeda sabit kar rhay ho to aqeeday kay liye katai saboot katai dalaalat chahiye naa kay kashf moajzaat aur karamat ...nhn chal taa
humaray buzrogoun ki karamaat hai aur un ko allah ki tarf se kash hota tha . laken yeh ilme ghaib nhn.....
Mere Poori Posting Parhay Jo Mera Aqeeda Quran Wo Hadees Kay Khilaaf ho Woh Batao Aap Kay Tarjuma Kanzul Imaan Aur Tafseer Khazai nul Irfan main bhi yahi baat hai jis ka hawala main nay apni post main diya hai hazrat ,