Aba jahil insan to na topic ka rokh mur kar Alahazrat ki gutakhi ki taraf mur diya hai jas ka jawab tumhain main don ga.
Ya jo tum na Alahazrat ki nanahad gumrahi dekhana ki koshish ki hai os ka jawab main main aap ka ulama ka bayan pesh kar rah hon jo onhon na alahazrat aur on ka mutabiaen ka baray main diya hai.(Jaawab zaror dina.)
aik martaba Moulana Qasim nanotwi dehli aye tha awr in ka sath Moulana Ahmed Hassan Amrohi awr ameer Shah Khan bhi tha.Shab ko jab sona ka liya lita tu In dono na apni charpai zara alag kar li aur baitan karna laga.Ameer Shah Khan na Molvi Sahab sy kaha ka Subha ki namaz aik burj wali masjid mian chal kar parhian ga,Suna hai ka wahan ka imam Quran buhut acha pharta hian,Molvi naa kaha ka aray Pathan Jahil,Ahmed Hussain main tu Samjha tha to phar likha gaia hai mager jahil hi raha,phair dosron ko jahil kahta hia.aray Qasim ki takfir sy wo qabal imamat na raha,main tu as ki deen dari ka mutaqid ho gia.as na mer koi asi hi baat suni ho gi jas ki wajha sa meri takfir wajib thi,go rawaiyat ghalat ho,to ya rawi par ilzam hai tu as ka sabab deen hi hai.ab main khud as ka pecha namaz parhon ga,gharz ya ka subha ki namaz Moulana na as ka pecha parhi.(Afzatul Youmiya jald 4,pg 394)
Molvi Ahmed Raza Khan Brelvi ki bhi jin ki sakht tareen mukhalfat Ahlehaq sy umoman aur Hazar wala (Thani shab)say Khususan shuraeafaq thi an ka bhi bura bhla kahna walon ka jawab main dar dar tak hamyat karta hain aur sadwamad ka sath rad farmata hain.ka mumkin hai ka an ki mukhlfat ka sabab waqai hube Rasool hi ho aur wo ghalat fahmi sa hum ko Nauzobillah Huzoor Alihsalam ki shaan main gustakh hi samjhta hon.(Ashraf us Sawanah jald1,pg 132)
Hazrat Thanvi nay farmaya,ager mujha Molvi Ahmed Raza khan ka pecha namaz pharna ka muqa mila tum main phar lita.(Hayat imdad pg 38,Anwar Qasmi pg 389)
Thanvi sahab ka iqrar ka onhoan na alahazrat ka munazar ka challange ka jawab kabhi nahi dia kyon batao ga?
Thanvi shab farmata hain:Ahmed Raza ka jawab main kabhi aik satar bhi nahi likhi,kafir Khabees malaoon sab kuch sunta raha.(Hakim ul ummat pg 188)
Ahmed raza khan ka wasal ki atla Hazrat Thanvi ko mili,tu Hazrat na Ana lilah wa ina ilaha Rajaon parha kar farmaya,Fazailebarlvi na humara baz buzurgon ya nacheez ka bara main jo fatwa diya wo HubeRasool ky jazba sy magloob ho kar dia,as liya Inshallah Mazoor aur marhoom wa magfoor honga main akhtilaf ki wajha sa an ka mutaliq tazeeb ki badgumani nahi karta.(Maslake mutadil pg 87)
Alahazarat ki azamt ka ya adna sa nazara hai ka mukhafeen bhi on ko khulam khula ghalat nahi kahta.kyon?jawab zaroor dina.
Deo bandi Ali Kausar Naizi likhta hai:Mufti Azam Pakistan Muhmmad Shafi sy main na suna:jab Moulana Ahmed Raza ki wafat hoi tu Moulana Ashraf Ali Thanvi ko kasi na akar itla ki,Moulana Thanvi na baakhtiar dua ka liya hath utha diya jab wo dua kar choka,tu Hazreen majlis main sa kasi na pocha wo tu umer bhar aap ko kafir kahta raha aur aap on ka liya dua maghfirat kar raha hain,farmya aur yahi baat samjhna ki hai Ahmed Raza khan na hum par kufar ky fatawa lagai ka inhian yaqeen tha ka hum na Tauhen Rasool ki hai ager ya yaqeen rakhta hoi bhi hum par kufur ka fatwa na dita tu khud kafir ho jata.(Roz nama jang lahore 13 oct 1990)
Ab thora as bara main ka aap humain badati kahta ho tu aap ka Moulana kia kahta hian.
Thanvi farmata hian:ya kya Zaroori hai ka jo aap ka fatwa main biddat hai wo indullah bhi biddat ho ya tu ilmehudod ky itber sy hai.baqi ushaq ki tu shaan juda hai in ka upper itraz nahi ho sakta,asa biddaiton ko aap dekhian ga ka wo jannat main pehla dakhil hon ga awr log pecha jain ga.(Afazatul youmiya jald 1,pg 302)
baqi baad main