
Ya Mohammadah
مدیرِ اعلیٰ-
کل پوسٹس
1,305 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
-
جیتے ہوئے دن
20
سب کچھ Ya Mohammadah نے پوسٹ کیا
-
Waseela ..Moved Topic from Wahabion kay Masail
Ya Mohammadah replied to Ya Mohammadah's topic in فتنہ وہابی غیر مقلد
isy hi majaz or mazhar kehty hain...Haqeeqi Madad Allah ki par sabab Jibrail Ameen bany or Allah ki sifaat ka Mazhar ban kar Madad bhi Allah ki ata se unhony ki iska inkaar karo? jab peacful tumhy apna naqis sa password de kar tumhari madad kar sakta hai Allah ke hoty huey bhi to jibraeel Alehsalam kyu nahin kar sakty? or agar Jibrael Ameen ne madad nahin ki to phir bibi hajra ne kisy pukara madad ke liye? Angrezi kamzor...read again...But suddenly she heard a voice, and she said to that strange voice, 'Help us if you canoffer any help.' Lo! It was Gabriel Gabriel hit the earth with his heel like this (Ibn 'Abbas hit the earth with his heel to Illustrateit), and so the water gushed out. itna saaf lafzo ke hoty huey bhi tum inkaar karty ho ki bibi hajra ne madad nahi mangi Jibreel Ameen se---> 'Help us if you canoffer any help.' Lo! It was Gabriel (who had made the voice) Kharji tumhara id zaroor haqeeqat hai par na tumhy Nisbat e Haqeeqi ka kuch ilm hai na Majaz ka koi andaza....ja kar pehly un ayat ko parho jo humny paish ki bibi mariyam ko hazrat jibreel ne beta dene ki nisbat apni taraf kyu ki? jab ki ye haqeeqat mein Allah ne beta diya..to aap jis madad ka inkaar karty hain wo majazi madad hai (bawajood isky ki khud aap quboool kar chuky ki ye sabab zariya bany waseela bany)...hai or hum jin madad ka iqrar karty hain wo Haqeeqi or Majazi dono hain..gher Allah majazi madad Allah ki ata se karty hain jo aslalan hai hi Haqeeei Madad hai (see above tafseer ibn azeez)...par Aap wahabi gherAllah ki Majazi madad ke munkir hain..jab aap tasleem kar chuky jo humara moqif hai ab phir inkaar karo to koi tuk or tajjub nahin. Haqeeqi or Majazi Madadgaar ke liye Quran ki ayaat.... humara aqeedah tumhary mu se nikal hi gaya or aqeedah kya hai humara ki Allah ki ata se hi nabi wali farishty Madad karty hain bina uski ata se koi madad ka taswwur hi nahin hai, or agar isky khilaaf ho to shirk hai... wo mushriko ke shirk ka radd tha achcha wo kon se mushrik thy ki jo Allah ki ibadat chor Huzur ki ibadat karny lagy thy or unky radd me ye ayat utri....mene kaha na tum fana fin naar ho chuky.. apni rai se tafseer karky...yahan to Allah apny rasool ki azmat or rifat bayan kar raha hai ki ay mehboob bazahir ye kankariyan tumny phenki par tumny nahin phenki (jabki logo ne dekha huzur ne phenki zahiri tor par) par haqeeqi tor par isy humny phenka...tumhara phenkna humara phenkna tumhara ata karna humra ata karna, tumhari itaat humari itaat, tumhy iza dena matlab Allah ko iza dena, tumsy aagy barhna matlab Allah se aagy barhna, tumhy naraz karna matlab Allah ka naraz karna, tumsy mohobbat karna Allah se mohobbat karna....tum laakh juda kar lo Allah ko Rasool se par Allah ne apny habeeb ko khud se Alag nahin kiya yahan tak ki kalmy me bhi apna naam unky ke saath hi rakha...yaqeen nahin aaye to kalima phir parho taki islaam dubara la sako... parhny waly parh sakty hain aql waly samajh sakty hain ki in wahabi sahab ke ilm or aql ki rifat kis had tak giri hui hai...phir se parho jo mutalba tha jisy tum ab tak nahin samajh paye ya jan boojh kar ullul banny ka natak kar rakhy ho (ya waqai ullu hu ) or jo ab na samajh sako to humy maaf karo...tum bewaqufo ko samjhana humary bus ki baat nahin... Mutalba in mine last post jo tumhari naqis aql se bouncer ki tarah nikla... ab bhi samajh na aaye to kisi wahabi mulla se parhwa kar samjh lena... kya baat hai badbakhti wahabiyat ko hi zeba deti hai...be adab gustakh e rasool tumny usy jhoota kaha or sath hi lanat ki is baat par jo ye kahy ki huzur ke waseely se dua mangi gayi... ye alfaaz khud huzur ke thy ki adam aleh salam ki toba mere wasily se qubool hui... sahaba ne is hadees ko bayan kiya.. sekro muhaddis ne isy apni kutub e ahadeees me bayan kiya... sary aimma ka is hadees par ittefaaq hai... be inteha mufassir ne isy apni tafaseer me jagah di... hazaro ulema deen ne isy haq mana or isy naqal kiya (including ur ibn timiya and nasir uddeen albani).... ummat e muslima (excluding wahabis bcz they are out of islam) ka is hadees par ijma hai... tumny sab par lanat ki unko kazib kaha...mubarak ho is behas ka hasil fana fin naar...mubarak ho karji..hawa jo sath layi thi saath urha kar le gai.. AUR TUM PER MERAY AAQA KI INAYAT NA SAHI, NAJDIYO KALMA PERHANEY KA BHI AEHSAN GAYA ZIKR ROKEY FAZAL KATEY, NAQS KA JOYA RAHAY, PHIR KAHAY MARDAD KEY HOON UMAT RASOOL ALLAH KI AAJ MADAD MANG UN SEY, AAJ LEY UN KI PANAH, PHIR NA MANEIN GEY, QAYAMAT MEIN AGER MAAN GAYA beshak aap huey, ye bhi koi poochny ki bat hai, jawab hi ke mutably me raseed kiya ja chuka. buto se aaapky dada o ajdad dua karty hongy hum to Allah se hi dua (ibadat) karty hain...han wo dua usky bando se zaroor karty hain jo bamana pukarna hai (khud quran se sabit see my last post for ref.), jahil tumhary is aitraaz ka mudallal jawab last post me diya ja chuka jiska jawab tum se to kya tumhari puri wahbiyat se na ho sakega... ye teri nazar se na guzra or kis shey ko jayaz humny kaha zara batlana? lanat hai jhooto par Allah ki jahil kisny keh diya jo amaal e swaleh karega wahi haqdaar hoga, balki mamla iska bilkul ulat hai, amal e swaleh karny walon ki to shfaat huzur karengy hi par jo amal e swaleh nahin karega huzur ki shfaat unhy sab se zyada faida pohchygi isi liye kehty hain ki yahan aaty jaaty raha karo islam me dakhil ho hi jaogy humary aaqa o mola ke sadqy mein.. The Prophet said: "My intercession is for those people of my Community who commit major sins." It is narrated by Tirmidhi (hasan sahih gharib), Abu Dawud, Ibn Majah, Ahmad, Ibn Hibban in his Sahih, and `Abd al-Haqq Ibn al-Kharrat al-Ishbili cited it in Kitab al-`aqiba. Ibn Hajar in Fath al-bari specified the following meaning of this hadith: "He did not restrict this to those who repented Ibn Hajar, Fath al-bari Riqaq ch. 51 (1989 ed.) 11:522. It is recorded by Imam Ahmed with the sanad of Sahih on the authority of HazrathHazrath Abu Moosa Ashari (radi Allahu anhu) that the Holy Prophet (sallal laahu alaihi wasallam) said, Almighty Allah gave me the choice of either intercession or taking half my Ummah into Jannat. I took intercession for it is that which will be of more use and more needed. Do you think that my Intercession is for those who are pure Muslims? No, but my intercession is for those sinners that are covered in sin and wrong. (Ibn Majah Page 329) Abdullah bin Umar (radi Allahu anhu) and by Ibn Majah on the authority Ibn Adi narrates on the authority of Ummul Momineen Sayyida Umme Salma (radi Allahu anhu), that the Prophet (sallal laahu alaihi wasallam) said, My intercession is for those of my Ummah, whose sins have destroyed them.? (Majma-u-Zawaid Page 378 Vol. 10) Hazrath Abu Dawood, Tirmizi, Ibn Habbaan, Haakim and Baihaqinarrate with correctness from Hazrath Anas bin Maalik (radi Allahu anhu), and Tirmizi, Ibn Majah, Ibn Habbaan and Haakim also narrate from Hazrath Jabir (radi Allahu anhu), and Tabrani and Mujim Kabeer narrate from Hazrath Abdullah Ibn Abbas (radi Allahu anhu), and from Hazrath Abdullah ibn Umar and HazrathUjzah (radi Allahu anhu) that the Prophet (sallal laahu alaihi wasallam) said, My Intercession is for those in my Ummah, who have committed major sins (Gunah-e-Kabeera). (Sunan Ibn Majah Page 329) HO GAYI ZILLAT? Bukhari, Muslim, Haakim and Baihaqi narrate on that authority of Hazrath Abu Hurairah (radi Allahu anhu) that the Prophet (sallal laahu alaihi wasallam) said, My intercession is for every person who recites the Kalma, by reciting with the tongue and confirming with the heart. lijye aapki mantaq ke mutabiq jis ka zikr aaye wahi jayaz baki sab najyaz, laghw or shirk to kya ab agar yahi usool is hadees par bhi laga diya jaye to khud aapki zillat ka samaan ho jata hai...ki yahan to koi or amal e swaleh ka zikr hi nahin sirf or sirk kalima tyyiba dil se parh lo baqi koi naik amaal ki zaroorat hi na rahi ab kya kahiyga...? aap keh dein pehly ki in kitab ke alwa sari hadees jhooti hain to zara asaani ho jaye aapky faraar mein wo zyada asaan tariqa hai...is hadees par kis moatbar mohaddis ki rai ikhtelaafi hai zara hum bhi to jany siwaye aajkal ke local wahabis jehla ke to phir aapky liye wo hazrat ibn umar ki KHARJIYO WALI hadees hi kaafi hai.... iska jawab bibi hajra wali hadees bakhoobi bana jis ka radd aapsy na bana siwaye be imaani se aankhein band karky jhoot bola or hadees ke alfaaz se hi mukar gaye. phir tumny la ilmi me huzur par bohtaan bandha (huzur ki sikhai hui duein quote ki ja chuki jismy gher Allah se bator wasila ki taleem mojood) ikhtyar ki baat na karo warna phir zillat ke samaan jama kar dunga or tumsy kuch na banega siwaye quran or hadees ko jhutlany ke...or tumhary bary to keh-keh kar mar kar mitti me mil gaye ki kisi ko koi ikhtyaar nahin or jo Allah ke siwaye kisi me koi bhi ikhtyar many wo mushrik...or tum kehty ho ki jis me jo ikhtyar ho etc etc..jao munna pehly ghar walo se seekh lo ki aagy kya bolna hai...ye to haal hi wahabis ka.. JANNAT DENA SABIT KARU ALLAH KE NABI KA? HAFIZA DENA SAIBT KARU NABI KA? CAHND KE 2 TUKRY KARNA SABIT KARU NABI KA? SURAJ KO MAGHRIB SE NIKALNA SABIT KARU NABI KA? KANKARIYO SE APNA KALIMA PARHWANA SABIT KARU NABI KA? APNI UNGLI MUBARKA SE PANI KE CHASHMY NIKALNA SABIT KARU NABI KA? ...Par me janta hu tu har Mojzy ka inkaar karega keh kar ki kisi koi koi ikhteyaar nahin... jehla abhi tak to keh raha tha ki amaal wasila ban sakty hain or kuch nahin ab uska bhi munkir ho gaya...kya wo hadees bhool gaya ki 3 naik log ghar me tufan ki raat phans gaye to Allah se apny amaalo ke waseely se dua mang us ghar se nijaat pa saky...kya wo is duniya ka waqya tha ya qayamt ka...kya kiya jaye is wahbiyat ka jo jahalt ki humpalla humniwala ban chuki hai... Sawal no. 2 Surah Kahaf Ayat 110 main Allah nay farmaya jo Allah say mulaqat ka arzomand hai woh Aamaal-e-Saleha keray, aap batao Allah nay Sirf Amaal-e-Saleha per hi apnay say mulaqat ki basharat di kiun? huzur ne sirf kalima parhny walo ki shafat ka kaha to kya khayal hai is usool ke tehat namaz haj rozy zakat naiki imaandari sachchai haya sadqa khairat zikrAllah halal kamai etc etc naik amaalo ki chutti kar do kya khayal hai? Sawal no. 3 Surah Aaraf Ayat 188 main Nabi ko hukam diya k woh khud kahain k woh to khud bhi apnay liya nafa aur nuqsan k malik naheen, kia yeh ayat kuffar, button aur mushrikeen k liya hai? Sawal no. 4 Suran Jin ki Ayaat 21-22 Nabi ko hukam diya gaya k baqi sub ko bhi mukhatib ker k keh dain k dosroon k nafa aur nuqsan per nabi ka bhi koi ikhtiar naheen, kia yeh bhi button, kuffar aur mushrikeen k liya hai? kharji kitni baar sanad logy humsy kharjiyat ka? reply upar de diya gaya.. Sawal No. 5 Wahan Hazarat Abu Bakar Sadique , Hazarat Umer jaisay sahaba bhi hon gay aur Abu Lahab aur Abu Jehal jaisay kafir bhi, Agar Meray Nabi shafaat kerain gay to kin ki shafaat ho gi? jo dil se huzur ka kalima parega uski shafat hogi.(see ahadees above)..ab bology ki dil se kese kailma parhty hain ki parhna to mu se hota hai...just like u did in murda dil nahin sunty... uljha hai pao yaar ka zulf e daraz mein lo khud apny daam me syyad aa gaya iska wahi mafhoom hai jo in ayat ka nikalta hai... kya in ayat par tera imaan nahin wahabi? اللّٰہ کی قسم کھاتے ہیں کہ انہوں نے نہ کہا (ف۱۷۴) اور بیشک ضرور انہوں نے کفر کی بات کہی اور اسلام میں آ کر کافر ہوگئے اور وہ چاہا تھا جو انہیں نہ ملا (ف۱۷۵) اور انہیں کیا برا لگا یہی نہ کہ اللّٰہ و رسول نے انہیں اپنے فضل سے غنی کردیا (ف۱۷۶) تو اگر وہ توبہ کریں تو ان کا بھلا ہے اور اگر منہ پھیریں (ف۱۷۷) تو اللّٰہ انہیں سخت عذاب کرے گا دنیاو آخرت میں اور زمین میں کوئی نہ ان کاحمایتی ہوگا نہ مددگار ور کیا اچھا ہوتا اگر وہ اس پر راضی ہوتے جو اللّٰہ و رسول نے ان کو دیا اور کہتے ہمیں اللّٰہ کافی ہے اب دیتا ہے ہمیں اللّٰہ اپنے فضل سے اور اللّٰہ کا رسول ہمیں اللّٰہ ہی کی طرف رغبت ہے (ف۱۳۶) shayad tumhy sawaa phir yaad dilany k zaroorat hai ki tum bhool gaye... sawaal no. 1 kahan gaye tumhary amaal ? sirf or sirf Amaal hi waseela thy agar to unhy waseela kyu nahi banaya gaya? bawajood isky... Nabiyo/ Waliyo se kyu shafaat karwai gayi OR ye kyu nahin kaha gaya ki Allah humny naik amaal to kiye hain to tu humy baksh de...humy kisi momin ki shafaat ki hajat nahin kyu ki humy apny amaalo par HI tawaqqo hai...? ye HI us waqt istemaal karna to jany... sawaal no. 2 kyu bhag rahi hai ummat nabiyo ke darr par Direct kyu nahin jati Allah ke paas jabki Allah bhi mojood hoga us roz? sawaal no. 3 khaha se laye ye taqseem ki waseela is duniya me shirk or yahi duiya wala shirk akherat me ain imaan or nijaat ka zariya? Quran or Hadith se sabit karo. sawaal no. 4 ye kyu kar mumkin hai ki waseela is duniya me shirk hota hai or yahi waseela akherat me ain imaan or nijaat ka zariya ban jayega ye kyu kar mumkin hogaya? sawaal no. 5 kya tum wahabis ki shirk ki defination waqt or zamany ke saath badalti hain? alhamdolillah Ahle Suat ke liye jo is duniya me shirk wo Akherat me bhi shirk hoga.. sawaal no. 6 ye kis tarah mumkin ki jisy wahabi is duiye me shirk kehty hai uski ijazat Allah Kherat me de de..? Astagfirullah minzalik... sawaal no. 7 kya Allah qayamt me shirk ki ijazat dega...? MazAllah !! sawaal no. 8 Us aitraaz ka kya bana jisky liye aapko sure anaam ki ayat 93-94 quote ki thin...? sabit hua wo aitraaz khud laghw tha..or taqseem hai Momino or Mushriko ki. sawal No. 09 kya bibi hajra ne Gher Allah se madad nahin mangi..? kya Gher Allah se madad mang Shirk kiya unhony? MazAllah ! sawaal no. 11 Agar banda zida bhi ho Qareeb bhi ho..to kya us sy ye samajh kar mangna jayaz hai ki wo mustaqil bizzat khud aapki hajat rawai karega...? sawaal No. 12 Sure Baqra ki ayat 89 me sabit hua ki nahin ki, Quran bhi waseela bana.? Kya wo dua tha momin ki ya phir Kisi ke naik amaal...? ya phir us waqt qayamt aa chuki thi ki ab waseela shirk nahin..? sawaal No. 13 Quran se jo humny ayat paish ki us se sabit hua ki nahin ki dua ka lafz quran me sirf ibadat ke liye hi nahin balki pukrany bulany ke liye bhi istemaal hua hai? agar tum kehty ho nahin iska sirf aik mana hai to un tamam ayat ka tarjumy me har jagah dua ka mana ibadat karky yahan paste karo...agar tum WAHABI sachchy ho to....... . In Sawa-laat ke jawab do, or rahe farar na ikhteyaar karo warna Tum Jaiso ke liye Quran ki ye ayat hi kaafi hai..... -
Waseela ..Moved Topic from Wahabion kay Masail
Ya Mohammadah replied to Ya Mohammadah's topic in فتنہ وہابی غیر مقلد
15 din baad jawab aaya or wo bhi bachkana or ilm-o-aql se koso door..kher apki ab tak ki tamam posts parh kar mujhy ek qowl yad aata hai ghaliban imam shafai ka ya Imam Malik ka mene kisi rticle me kafi arsy pehly parha tha usmy me haqeeqat sahab se share karna chahunga, for others Never Mind. "Jab bhi mene ek Aaqil se Bheas ki to mene usy hara diya or Jab Kisi Jahil ne mujh se behas ki to usny mujhy hara diya" ..kher chalty hain apki post ke postmartem ki or... ye peacful sahab ke waseely se apni mushkil kese hal kara li...bawajood isky ki Allah to kehta hai mujh se Dua mango? aap ne Allah se madad kyu na mangi password kyu na manga? jabki aapka pura zor sirf or sirf Allah hi se mango par tha...? lijye foatshuda sunty bhi hain or hajat rawai bhi karty han Quran or Hadees se saboot phir shikwa na kijyega... Foutshuda sunty hain Foutshuda sunty bhi hain Madad bhi Karty hain tum baat karty ho amal ki janab jahalat ki haad na karein or meri post ko kam z kam ek bar prah lo jin 25-30 mufassir ne kya likha hai? wahan saaf likha hai ki wo quran ke waseely se dua mangty thy or unhy fatah ata ki jaati thi par jab quran or huzur aa gaye to wo isky munkir ho gaye...ab batao amal ki shart to tab hoti jb kitab nazil ho chuki hoti wo to isky qabl hi is ky waseely se dua mangty thy or unhy fatah Allah ata kar deta tha...is se saf zahir hai ki aap humara jawab parhy bina hi apna ilmi shahkaar dikhakara zillat utha lete hain... http://www.islamimehfil.info/index.php?s=&...ost&p=30158 Tafseer Ibn Kaseer sure baqra v.89 pehly kisny pasih ki wo hadees is se agar fark parhta to aap isy tasleem kar chuky hoty ki wo humny hi aapko quote ki thi...chaliye daby lafzo me hi sahi haq zuban par aa hi gaya...ki faida humy hua means aapka moqif radd hua or zaat bhi wasila hai chahy akhirat me hi sahi...(ye sawal phir aap par qayam ho gaya ki jo akherat me shirk to duniya me bhi shirk) rahe farar ... ye koi jawab na hua...balki sawalo se farar hona hua...ya to aap keh dein ki wo sawaal beja hain aisa kuch qayamt me hoga hi nahin ye sab se asaan tareeqa hoga...Quran ki ayat misquote karny se kuvh hasil nahin... wah kya kehna aapky istedlaal ka zara is moqif ki taeed me kuch mufassir ki tafseer bhi quote krein na ki apni jaib se isky maeny gharin or fana fin naar ke mustahiq ho lein... angrezi kamzor ho to yahi zillat uthani parhti hai, wahan special invocation ke lafz shayad aapny jaan bhooj kar nahin chory me janta hu ki aapka enagrezi ka gyan kam hai is liye. special invocation hai means us roz jo shafaat karengy wo khaas hogi baki shafato se, baqi waqt jo sifarish hogi wo gen na kehlayi ya nahin?.... ye hai taqseem na ki jo aap apny man muafiq mana dena chahty hain... agar waseela/sifarish sirf or sirf qayamt ke roz ke liye hai to kya jitni tamam ahadees mohaddis or ulema ikram ki quote ki wo sari mozu hui...quran ki 25-30 ayat aapko paish ki unmy kya wo bhi sari qayamt ke liye hain...? shirk ki defination do quran or hadees se tab kisi ko mushrik kehna warna pehly to sahabi rasool ki riwayat se kharji bany hi thy ab huzur ki hadees ki rooh se kafir bhi ban jana....jiska mafhoom hai ki jab momin dusry momin ko kafir kahy or wo shakhs kafir na ho to kufr pehly shakhs ki taraf lotta hai... shayd aapko maloom nahin ki wo bhi shafaat kareny jisny amal e swleh na kiye hon matlab ki wo bachchy jo jawan hony se pehly hi fout ho gaye apny walden ki... yahan shikaar hum nahin aap khud huey or ye hadees bhi humary hi kaam ayi ki momin ki zaat hi waseela bani or wo bhi unhi ke liye jo momin thy (namaz rozy waly)...na ki zaat radd hui jo aapka moqif hai...to kon kharch hua or kon kaam aaya to qareen par wazeh hai amal e swaleh wasila hain iska munkir yahan koi nahin...hazar bar aapko samjhaya ja chuka par bad-dayanati aapny karein to wahabi kese bany..aap be ja humara waqt zaya kar rahy hain aap aik kya 1000 ayat quote kar dein jinmy sirf amal e swaleh ka zikr ho, is sy ye to sabit nhin hony ka ki amal e swaleh (maqbool hon to theek gher maqbool to Allah hi malik) ke siwa ambiya owliya farishto (maqbool jismy koi shak nahin) wasila nahin ban skty or ye ki ye wasila shirk hai. aapki misaal usi shakhs ki si hai jo momino ke aik majmy me baar baar cheekhy ki me kehta hu ki tum log man jao ki Allah aik hai, Allah aik hai, to log usy majnoon hi kaehngy ki yahan munkir kon hai Allah ki wehdaniyat ka jo ye tambhi kar raha hai...jab munkir koi ho to dawa karna samajh mein bhi aata hai...par aapko samjhana yany paththar se sir... mere nabi, mere nabi na karo kyu ki unki zaat tumhary liye kuch maeny nahin rakhti banisbat apny gher maqbool fasid amaalo ke..to mere amaal mere amaal karo ye ziba deta hai tum kharjis ko.... pehly ye iqraar karo ki har dua ibadat nahin hoti or tumhara moqif ghalta tha ki har dua ibadat hai..phir is par apko jawab diya jaye wrna koi faida nahin is behas ka... chalo wo humary zimmy par pehly iska saboot tum de do quran se ki murdo ko hajat rawai ke liye pukarna shirk kehlata hai par quran ki nas e qatayi ho ya haddees sahih or sareeh na (jismy aapkyshartiya lafz mojood hon maslan zinda murda door paas asbaab bina asbaab) ki aapki man mani misquoting.. marty mar jagoy par la nahin paogy..zindy murdy ki had tumny lagai to dalil pehly tumhary hi zimmy hui na? jaisa ki humny apko kharji banny ka saboot hadees e paak se diya... namaz e janaza ki baat khoob cheri lo ek or zillat ka bais hua tumhary liye..bohot khoob or agar kisi foatshuda ke liye namaz e janaza me dua mangna is baat ki dalil hai ki wo khud humari duao ka mohtaaj hai to ye to wahi baat hui ki aik hindu aap se kahy ki , "aap mujhy seedhy rasty ki taraf kyu bulaty hain aap to khud seedhy rasty par nahin hain..jabhi to har namaz me jo sure fatiha parhty mein kehty hain ehdanas siratul mustaeem...." phir aisa karein ki ya to uski baat man lein ya phir sure fatiha me ye ayat parhna chor dein .....jo jawab aapka us hindo ko hoga wahi aap ko humari taraf se wahabi ko namaz e janaz ki dua ka.... phir mere nabi..? Mere nabi bary yaad aa rahy hain aapko amaal kya aqarad chaly gaye? kher... chaliye wo nahin kehta to aap sabit kar dein quran or hadees se ismy masla hi kya hai...jaisa humny aapko kharji sabit kiya jiska radd apsy na hosaka or na ho sakega Qayamt tak... jawab dein par kharji ban kar nahin momin ban kar...bina naar me jaye...matlab ki bina apni jaib se tafseer kiye huey or na khayanatdaro mutarjim ki tarah ibn kaseer par khud ke batil hashiye chrhaty huey.. mene nahin ye to imaan ka irfan hai jo huzur ki Mohobbat me doobkar Sahaba ne lagai or tumhy kharji banaya...or phir mufassireen ne khud lagai hatta ki khud tumhary ghar se paish ki gayi har scan page me mojood (kafir, Mushrikeen, Ibadat ke lafz saraht ke saath mojood) isi liye has raha tha tum par ki mere nabi mere nabi kehna tera siwaye munafiaqt ke or kuch nahin... or munafiqat kharjiyat kis cheez ka naam hai kese khush hua un ayaat ko quote karky ki dekha huzur se Allah ne kehlwaya par ullu ki dum kis se kehlwaya ye nahin dekhega kyu kehlwaya ye nahin dekhega..isy hi to kehty hain adha ilm zyada khatranaak hota hai...jaisy jahil aadhi ayat "la taqrabu salat" parh kar khush ho jaty hai ki ho gayi namaz se chutti par aagy nahin dekhty ki ayat puri kya kehty hai..kya tujy illa masha Allah nahin dikhai deta agar utna kehna bhar kafi tha jisy tuny pakda to illaMasha Allah kyu kehlwaya gaya...yahan nafi zaati tor par nafa nuqsaan ki hai or atayi nafy nuqsan par dalalat..par aqo hoti tab na.jab nabi tujhy nafa nuqsaan na de saky to tere fasid amaal tujhy kya nafa de sakegy jehla? tum kehty ho ki nabi wali kuch nafa nahin de sakty jabki quran ka to kuch or hi farmaan hai... lijye janab mene inhy hadees bayan ki or ye khety hain ki is tarah ki batein to mushrekeen karty thy ? ye to haal hai aapka...lanat hai... tumhara Alhe Sunnat wala Jamat se kuch lena dena nahin tumhara lena dena to khuruj se hai we know it very well dont bother... Jehla taqseem to tum kar rahy ho zinda murda ki or ulta mujh se pooch rahy ho ki mene Taqseem ki? hum to madad ko aam maan rahy hain chahy zinda ho ya murda door ho yaa qareeb..taqseem tumny ki ye pooch kar ki Murda ka kahan zikr hai...? had hai jahalat ki...kya pooch rahy or kya aitraaz kar rahy iska hi shaoor nahin, is se bakhoobi andaza hota hai ki i am tallkng with an idiot.. Zindo-Murdo se Madad to be continued......... -
-
ji janab yahan baat Huzur ki chal rahi hai kisi or ki nahin, Unki jo Mehboob e Khuda hain, jin ka adab or ehtram sure baqra me Allah ne apny sahaba ko sikhaya Halaki sahaba ka irada bhi gustakhi e Rasool ka nahin tha tab bhi Allah ne baregahe Rasool me adadb ka wo darja rakha ki adna darjy ki gustakhi bhi zindagi bhar ke amaalo ko aqarad kar Kafir bananny ke liye kaafi thi...aapki is gustakhana ibarat mar kar mitti me milny ki jo taweel aapny ki hai usy zara is qurani ayat par parakhiye or sachychy dil se jawab dijye agar aap me zara bhi ghairat e imaani or Ishq e Rasool hai ki kahan to sahabi e rasool jinky dil me gustakhi ka koi khayal bhi na tha bawajood isky unhy wo lafz kehny se Allah ne mana farma diya...or kahan aapka ismail dehlwi jisy aap rehmatullah aleh keh rahy ho uski badbakhti jo sareeh gustakhi hai. yahan is baat ka koi Munkir Nahin ki Huzur par Maut waqya nahin hui...Maut waqya hui par ek lamhy ke liye or phir Rooh e Aqdas Jism e Mubarak me lota di gayi....or mujhy dikhlany dijye ki aapky Firqy Deoband ka Huzur ke liye Kon si Hayat ka tasawwur hai? ji janab ye batil taweelein ghrna chorein yahan kisky Mutaliq baat ho rahi hai pehly unka lihaaz karein apky thanwi ke Mitti me milny par guftugu nahin ho rahi balki Yahan Huzur ke liye ye gustakhna zuban istemaal karny ki baat ho rahi hai jiska sawal mene upar sure baqra ke hawaly se aap par or apky har us khadim e deo Band group ke wakeel par hai ki jawab dein warna touba karky sunny ho jayein....or ek baat or aapny ibarat lene me bad-dayanti se kaam liya aap yahan tabsara sirf milny par na karein balki Matti me milny par karein..or wo bhi kisi aam insaan ke liye nahin balki Syedul Mursaleen, Shafi e Mozaam, Aqa e do Jahan, Ahmad e Mujtaba, Janab Mohammadur Rasool Allah ke liye....MazAllah, Allah Hidayat de ki Roz e Jaza Ko iska ye Molwi kuch kaam na aayega Bakhshwany wali Zaat Rasool ki hai....Jo Allah or Usky Rasool ko Iza dete hain Allah ne unky liye dardnaak azaab tyyar kar rakha hai... phir kehta hu ki imaan ki Hifazat karo or Sure Baqra Ayat no.104 ko, uska maana or Shan e Nuzul 100 baar parho phir apni ye gustakhi e Rasool ki taweel wali post parho jawab tumhy khud mil jayega...or zulm na karo ki Allah zalim ko Hidayat nahin deta... wah kya kehny aapki is towjee or tashreeh ke kya circus dikhaya aapny or apky Gangohi ne Lanat hai ulema ki is andhi mohobbat par jo Ishq e Rasool par Muqaddam aa jaye isy kehty hain Ghulu or Andhi Taqleed ki imaan ka safaya ho jaye par ulema ke daman par koi zaraf na aaye...afsos hai tumhary anjaam par...mar kar mitti me milny ke yahi mana murad le kar apny deobandi akabir thanwi ke marny ki date bataty huey kehna ki thanwi is din mar kar mitti me mil gaya to dekhiye ga ki deobandi khud aapki matti kese paleet karty hain... Allah toufeeq de aap is baat ka jawab dein ki mar kar mitti me milny ke lafaaz kisi hadees me mojood thy jo Huzur ke liye yahan istemaal kiye gaye? ye alfaaz gustakhi bhary hain ki nahin or agar nahin to kya yahi alfaaz deoband ke kisi or buzurg ke liye istemaal karny par aapko koi rokyga ya naraz hoga ki nahin? kya ye alfaaz huzur ki shan ke layaq hain? aapko dikhaty hain khud deoband ka fatwa ki jismy gustakhi karny waly ki niyat agar gustakhi ki na bhi ho to bhi wo insan kafir ho jata hai... ?
-
Ahtelaam ke baad Ghusl karein ya sirf wuzu?
Ya Mohammadah replied to Bismillah's topic in شرعی سوال پوچھیں
janab naapkai se nijaat ke liye ghusl karna farz hai tabhi tahart hasil hogi...aap kehty hain ki sirf utna hissa dho lene se kaam chal jayega...to phir aap ye sochy ki shariyat me ghusl kis shay ka naam hai? kya garmi ke mosam mein paseeny se nijat ke liye bathroom me nahany ko ghusl kehty hain aap? jab napaki me bandy ghusl ki hajat nahin to phir kab hogi? -
Mehmoodul Hasan or Taqi usmani ke shagird sahab kawwy khor group ke liye humny ek thread pehly hi bana rakha hai zara is par roshni dalein... http://www.islamimehfil.info/index.php?sho...;hl=Khana+Kaisa
-
aapny aitraaz karny me thori der kar di or Hum Advance me iska Jawab Gumraho ko Hiba kar chuky, chk kijkye ye topic... baqi detailed jawab deobandi mazhab ke ghar se hi aapko agar diya gaya to aap ko kahin diaria no ho jaye isliye isi par ikhtesaar karty hain
-
saboot kyu ki bina saboot ke kuch sabit naihn jaisa ki aap keh chuky..... daal ti qalb me Azmat e Mustafa sayyadi Al Hazrat pe Lakho Salam jo kuch hai is sadi me wo tanha raza ka hai..... Aalahazrat.mp3 humary yahan wali Allah kehlany ke liye Basic Requirement Imaan hai jo aapky thanwi sahab me nahin tha..ki wo Kafir mary...jab imaan nahin to waliAllah hona to bohot door ki baat hai... phir saboot ghayab, Janab Khadim Deo sahab saboot do Mirza ki tarah lambi lambi na choro.... waqai Humary Ulema aisi be sir per ki batein nahi bataty..... Ji Hifzul Imaan me unki Deo ki Khidmat dekh chuky hain is sy barh kar saboot aap khadim sahab or kya dengy... ismail qteel ko kick out kar diya kya saboot milny par ? ye batao Deo ke khadimo...? jo mene proof diya usmy dikhta hai na uska bohtaan or Deo Party ka aqeedah...? iska jawab tum kyu dogy ki jis se mohoobbat hoti hai uski ki waqalat insaan karta hai humy sahab se mohobbat thi ahle bait or huzur se mohobbat hai tabhi hum saudi hukumat ki is karwai ke sakht khilaaf hain or unko gustakh manty hain par aapky liye to ye gustakhi nahin balki ain imaan hai gustakhi to ye hai ki bary deo ki kabar nahin khudni chahiye... bus aap humsy to mutaliba karein ki saboot or dalail se baat karein or jab hum par bohtaan lagayein to aisa maloom ho ki koi pagal be sir per ki Mirza Qadiyani ki tarah barhbarha raha hai janab ?? saboot layein aapky bohtano par?
-
Jhoot sarasar Jhoot bol rahy ho ki ye tum deobandis ka Aqeedah hai. khadim Deo sahab apny Devo ki andhi taqleed na karo or unki mohobaat me andhy behry na bano tumny kaha ki ye baat humny apny molwi se suni or iska humary paas koi saboot nahin nahin janab mujhy batlany dijye ke ديوبند کا عقيده هے kya More Proof Courtesy By Khalil Rana Sahab Orginal Text Tehreef Shuda Taqwiyatul Imaan Ismail_Qateel_ka_Aqeedah_1.mp3 Ismail_Qateel_ka_Aqeedah_2.mp3 by Muzaffar Husain Shah Sahab
-
3 talaq 3 hoti hain chahy ek waqt me de ya alag alag. charo Aimma ka yahi Mazhab hai jinka ye mazhab nahin hai wo Gher Muqallid hain or wo Aimma ki Taqleed nahin karty. Suniye Shah Turabul Haq Qadri Shaab ka fatwa or Quran or Hadees se Saboot 3_talaq_is_3_in_all_4_madhab.mp3 3_Talaq_3_hain_1_nahin__Wahabi_or_Shiya_3_Talaq_ko_1_manty_hain.rm By Muzaffar Husain Shah Sahab Sahih Bukhari (3 Talaq & Halala) 1) Narrated 'Aisha: A man divorced his wife thrice (by expressing his decision to divorce her thrice), then she married another man who also divorced her. The Prophet was asked if she could legally marry the first husband (or not). The Prophet replied, "No, she cannot marry the first husband unless the second husband consummates his marriage with her, just as the first husband had done." (Book #63, Hadith #187)
-
Wahabiz Keliye Iss Ayat Ka Kia Jawab Hona Chahiye
Ya Mohammadah replied to -=Hush=-'s topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
-
Wahabiz Keliye Iss Ayat Ka Kia Jawab Hona Chahiye
Ya Mohammadah replied to -=Hush=-'s topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
Hazrat_Mufakkir_e_Islam__Pir_Syed_Abdul_Qadir_Jilani_Explaining_the_Issue_of_Noor_or_Bashr.mp3 Qul_Innama_ana_Basharun_ki_Tafseer.mp3 sure_anaam_haiwan_or_parind_tumhari_misl.mp3 -
Wali allah is alive wali_zinda_hain__proof_from_shah_wali_ullah__iraq_ka_waqiya.mp3 JAB Shohda zinda Quran se sabit to phir Unsy Afzal Ambiya-owliya badarjy owla hayat hain...balki ambiya owliya ki hayat shohda se zyda qawi hai... In the Tirmidhi Shareef, Hazrat Abdullah Ibn Abbas (radi Allahu anhuma) narrates that a Sahaba once pitched his tent on a plot of ground without realizing that he was doing so over a grave. After a while, he realized that his tent was over a grave for he could hear the recital of the Surah Mulk. He related the entire episode to the Prophet (sallal laahu alaihi wasallam), who replied that the recital of Surah Mulk indeed assists the person within the grave and protects him from pain and punishment. From this episode, we see that the beloved servants of Allaah (swt) are still alive within their graves, or else the Holy Prophet (sallallaahu alaihi wa aalihi wa sallam) would have merely disregarded the entire incident. But he did not do so. Rather, he commented on the excellences of the Surah Al-Mulk, which means that he also accepted that the beloved servants of Allaah (swt) are still alive within their graves. Let us relate another incident from the period of the companions. It is recorded that during the dictatorial reign of Muawwiyah Ibn Abee Sufyaan Al-Ummayyadee, whose mother was the infamous Hindaa and the beloved son was Yazeed, who later illegitimately succeeded him. A canal was dug between Makkah Al-Mukarramah and Madeenah Al-Munawwarah. Co-incidentally, the canal passed through that plot of land where the Shuhadaa (Martyrs) of Uhud lay buried. A person while digging accidentally cut the foot of a Shaheed with a spade. As a result of this, blood began to flow from the blessed foot. We learn from this incident that aside from their souls, even the bodies of these great and beloved servants of Allaah (swt) are alive. This incident is narrated in "Jazb-ul-Quloob" by Sheikh Muhaddith Al-Dehlawi (radi Allaahu anhu) and in "Sharah-us-Sudur" by Imaam Jallaludeen As-Suyutee (radi Allaahu anhu). Let us now quote another example from the period of the Taabi'een. Imam Abu Na'eem Al-Isfahanee (radi Allaahu anhu) in his book, "Hilyat-ul-Awliyaa", narrates from Sa'eed (radi Allaahu anhu). The great Wali states, "By Allaah (swt), Hameed Taweel (radi Allaahu Anhu) and my self were burying Thaabit Al-Nibhaanee (radi Allaahu anhu). As we were setting the final rocks, one rock accidentally fell into the grave. As I peeped into the grave, I saw that Thaabit Al-Nibhaanee (radi Allaahu anhu) was about to perform the Salaah and he was imploring Allaah (swt) in the following manner, 'O Allaah (swt), You have given certain of your creation the permission to perform their Salaah within the grave, give me also the same permission'. It was indeed beyond the Mercy of Allaah (swt) to refuse him." NOTE: Thaabit bin Aslam Nibhaanee Basri (radi Allaahu anhu) was a Taabi'een. He has narrated Ahadeeth from Anas (radi Allaahu anhu) and various other Companions. It is stated that he used to complete the recitation of the Holy Quraan in one day and night. He also used to fast during the day. Abu Bakr Al-Muznee states that he had not seen a more pious person than Thaabit bin Aslam (radi Allaahu anhu). ("Kashf-un-Noor", Imaam Abdul Ghanee Al-Nabulisee, pg. 9) Imaam Sayyid Al-Baihaqee (radi Allaahu anhu) narrates from Qazee Nishapuree Ibraheem (radi Allaahu anhu) who states that, "A pious woman passed away. Among those that were present for her Janazah was a coffin thief, who attended only with the intention of noticing where she was being buried. As darkness set in, he dug the shrine and was about to steal the coffin when the pious lady exclaimed, 'By Allaah (swt), how strange that a dweller of Paradise is stealing the coffin of another dweller of Paradise'. She explained that whosoever took part in her Janazah, Allaah (swt) would forgive them, and that the coffin thief took part in the Janazah. The thief immediately covered the grave and repented with a true heart."
-
Allah unko jald as jald phir maslak e alahazrat par qayam farmaye huzur ke sadqy or tufel main...ameen yeh keh kar aapny humy apna ghulam kar liya... Allah aapko deen or duniya ki kamyaabi taraqqi ata farmaye...ameen, apki khidmat me naat or speeches baad me .
-
meri aapsy zaati dushmani nahin par haan us har shakhs se meri zaati dushmani zaroor hai jo gustakh ka himayti or wakeel banta hai...aapny kaha ki aap deobandis ke peechy namaz nahin parhty bohot achcha karty hain par yahi baat tahirul qadri sahab ki samajh me kyu nahin aati or wo suleh kulli ke marz me giraftaar hokar sabhi ki itqteda me namaz bhi parhty hain or sath hi sabhi ko iski talqeen bhi karty hain....phir appny irshad farmaya ki apny deobandi jis ke aqeedy kufriya thy usko kafir keh diya...par yahi baat tahirul qadri ki samajh me kyu nahin aati jab wo kehty hain ki jo hussamul harmaein ko haq par many wo to theek hai hi par jo usy outdated ya batil many wo bhi theek...kya kufr ke fatwy expiry date ke saath chalty hain...ke ab unko haq manna or batil manna barabar hai? kya yahi imaan ka taqaza hai kya yahi ishq e rasool hai..ki gustakh e rasool se hath mila kar unki iqteda me namaz parho parhao...unko sahi jano or jo un gustakho se duri rakhy unsy bughz or dushmani rakho apna firqa alag banaoi, ahle sunnat ke musallam aqaid se ikhtelaaf karo, or ye bayan de dalo ki barelwiyat se un sahab ko wehshat hoti hai...kya barelwiyat bhi unki nazaro me gumrah tola hai jis se tahirul qadri sahab ko wehshat hoti hai...? aap to dawa kary ki aap ala hazrat ke moataqid hain barelwi hain (hai na??) or aapky bary professor sahab kahy ki is naam se unhy baki firqo ki tarah wehshat hoti hai... Allah to kahy ki "aey imaan waly sahabiyon mere mehboob se raina mat kaha karo balki unzurna kaha karo..." kya is ayat ko samny rakh kar baqi tamam gustakhana ibarton ko aapny is kasoti par parkha hai....kya fatwa deta hai aapka ishq e rasool or imaan ki hararat...kya ala hazrat ka fatwa radd karny waly ahle haq kehla sakty hain...? ala hazrat ke kuch natiya ashaar AAJ MADAD MANG UN SEY, AAJ LEY UN KI PANAH, PHIR NA MANEIN GEY, QAYAMAT MEIN AGER MAAN GAYA UNHEIN JANA UNHEIN MAANA NA RAKHA GHAIR SEY KAM LILAH IL HAMD MAIN DUNIYA SEY MUSALMAN GAYA AUR TUM PER MERAY AAQA KI INAYAT NA SAHI NAJDIYO KALMA PERHANEY KA BHI AEHSAN GAYA? SORAJ ULTEY PAON PALTEY CHAND ISHAREY SEY HO CHAK ANDHEY NAJDI DEKH LEY QUDRAT RASOOL ALLAH KI ZIKR ROKEY, FAZAL KATEY, NAQS KA JOYA RAHAY PHIR KAHAY MARDAD KEY HOON UMAT RASOOL ALLAH KI AREY TUJH SEY AUR JANNAT SEY KIYA MATLAB WAHABI DOUR HOON HUM RASOOL ALLAH KEY JANNAT RASOOL ALLAH KI HASHR TAK DALEIN GEY HUM PAIDAISH-E-MOULA KI DHOOM MISAL-E-FARAS NAJD KEY QAL-AE GIRATEY JAYEIN GEY KHAAK HO JAYEIN AADO JAL KER MAGER HUM TU RAZA DAM MEIN JUB TAK DAM HAI ZIKR UN KA SUNATEY JAYEIN GEY KILK-E-RAZA WOH KHANJR-E-KHOON KHUWAR BARQ BAR AADA SEY KEH DU KHAIR MANAYEIN NA SHAR KEREIN WOH RAZA KEY NEIZAY KI MAR HAIN KEY AADO KEY SENAY MEIN GHAR HAIN KISAY CHARA JOYI KA WAR HAI KEY YEH WAR AAR SEY PAR HAI
-
bilkul janab biklul....ye humari gherat e imaani hai or aapko ye tease lagti hai to humara kya qusoor rahi baat huzur ki taleem par amal ki to wo aap tahirul qadri sahab ke fatwo par amal karty huey sabhi (deobandi, shiya, wahabi, ahlehadith) ke peechy namaz parh kar kese nibhaengy wo aap jany, kafir deobandi akabir ko kafir jany na jany sab barabar wah kya fatwa hai minhajis ka...aap yahi rahiye bhagiye mat mashaAllah par isai or shiya jawab ke muntazir khary hain, hain unko to farigh kar dein phir hum dono mil kar Huzur ki naatien parhy....
-
aap ko khud bhi is sachchai ko tasleem karna hi parha ki mehaz mehfil me shirkat se koi us mehfi ke deen ka ya aqeedy ka nahin keh laya ja sakta jiska saboot aapny khud apni post me diya jo mene quote ki is post mein...ab aapko bari asaani se samajh aa gaya hoga ..... ki jab tahirul qadri shiya ki mehfil attend kary or unka hum aqeedah shiya na bany...? ki jab tahirul qadri isaiyo ki mehfil attend kary or unka hum aqeedah isai na bany....? ki Hazrat Pir Syed Naseer Udin Naseer Sb.Sajjada Nasheen Golra Sharif shiya ki mehfil attend kary or unka hum aqeedah shiya na bany... ki Shakh Ul Islam Haztar Syed Madni Mian Ashrafi Sb. k haleefa Hazrat Allama Pir Syed Mukhtar Shah Sb shiya ki mehfil attend kary or unka hum aqeedah shiya na bany...? to ulema ahle sunnat tahirul qadri ki mehfil attend kary or usky hum aqeedah kese ban sakty hain ? mere 2 swaal abhi bhi aap par udhar in k me us shiya or isai ko kya jawab du wo to kehty hain ki mehfil me shamil hona matlab hum aqeedah hona(same as u were upto )....wahi baat jo ab tak aap kehty haaye thy par jab baat tahirul qadri par lot kar aayi to humary sawaal ko chuna to door mazeed youtube ke link or ulema ke naam le aaye iman e abu talib ke mozu par, yahan behas is mozu par kon kar raha hai ki iman e abu talib par taqreer karna jayaz hai ya najayaz...yahan to gumraho, kafiro ki mehfil me attendence ko haq ka myaar kaha ja sakta hai ya nahin is baat par behas ho rahi hai..Allah ke bandy yahi to samjha rahy thy tumhy jo tumhy is tarah samajh aaya ki apny hi moqif ke khilaf post kar di ab tak to aapky professor sahab ke liye ye sher parhty aaye thy ab aap bhi isky mustahiq hain... dorangi chor de yak rang ho ja..ya to mom ho ya sarasar sang ho ja
-
chishti qdri sahab ka humary professor tahirul qadri ki gumrahi ke wazeh dalail or baraheen ke radd me wahid saboot ye hai ki agar wo gumrah hain to kuch ulema jo Ahlesunnat se hain wo unky jalso taqreero me kyu jaty hain...? ye lijye jawab ki jaty to bohot se log bohot si jagah hain...to kya yahi usool wahan bhi lagu kariyega..? of fo...kya ajeeb ittefaaq hai...chishti qadri sahab...aapny jo daleel diye hain professor Tahirul Qadri ki taqareer or jalso me ulema or mashaikh ke shamil hony ko aap haq ka myaar batla rahy hain bilkul yahi daleel mere do pehchan waly de rahy hain or wo bhi professor sahab ke khilaaf ab aap plz meri help karein or barae karam mujhy jald az jald jawab faraham farmayein..taki me un khabeeso ko muh band kar saku.... mera pehchaan wala no.1 shiya ye kehta hai ki Tahirul Qadri Shiya hai or shiya Ahle Haq hain..mene poocha kya saboot hai...? to wo bola.... (be ainhi aapky alfaaz thy kya ittefaaq hai... ) mazeed bola ki .......... saboot me ye ishtehaar or youtube ka link diya.... ab chishti sahab aap hi batlayein ki me us shiya ko kya jo jawab du, jo jawab aapka hoga wahi jawab hum ahle sunnat wal jamat barelwis ki taraf se bhi tahirul qadri ke liye mubark ho eid ki tohfy mein... mera pehchaan wala no.2 Christian ye kehta hai ki Tahirul Qadri Isai hain or Isai hi Ahle Haq hain..mene poocha kya saboot hai...? to wo bola.... (be ainhi aapky alfaaz thy kya ittefaaq hai... ) mazeed bola ki .......... ab chishti sahab aap hi batlayein ki me us isai ko kya jo jawab du, jo jawab aapka hoga wahi jawab hum ahle sunnat wal jamat barelwis ki taraf se bhi tahirul qadri ke liye mubark ho eid ki tohfy mein... ye bhi ajeeb mazak hai...ki aap difa bhi karty ja rahy hain tahirul qadri sahab ka or kehty bhi ja rahy hain me minhaji nahin hu...kya minhaji ke sir par do seeng or ek dum hoti hai jis se wo pehchana jata hai..seedhi si bat hai thanwi ka moataqid deobandi, Alahazrat ka moataqid barelwi or Professor Tahirul Qadri ka Moataqid Minhaji nahin to or kya kehlaega Shakarkand? or phir Minhaaji kehlany me itni ghabrahat or sharm kyu? Fakhr se kahiye ki aap minhaji hain ismy kya masla hai agar wo Ahle Haq hain...? JAISA HUM DUNIYA E HAR KONY ME KEHNY KO TYYAR HAIN KI HUM BARELWI HAIN Allah aapko MBBS mein Kamyaab kary..Khuda ke liye dalail se is tarah mu mat moriye...or ulema ki mohobbat ko Nabi ki Mohobbat se Muqaddam mat kijye....jo Ahle Sunnat wal jamat (sawad e azam) se eik balish bhi phira wo Gumrah ho gaya...Allah Hidayat de or nabi ki sachchi pakki Mohobbat se sarfaraaz kary Ameen..
-
Hindu Poja Paat or Ziyarat-e-Mazarat-e-Olia
Ya Mohammadah replied to Mutlaashi's topic in فتنہ وہابی دیوبندی
Mushriko ka waseela Kahan Momin Ka : Shah Abdul Azeez Hindu ke Mandir or Musalmano ke Mazar ka Jawab wahabi ko -
Najdi Shaitan Chan Muhammad kay Video Bohtan
Ya Mohammadah replied to F.Shahzad's topic in اہلسنت پر اعتراضات کے جوابات
here is the proof that he left Deviants Deo-Band Group and Joined Siraat e Mustaqeem Ahle Sunnat wal Jamaat :- http://www.islamieducation.com/ur/islamic-...x-deobandi.html ab Deobandi ye saboot dein ki wo Allama Saeed Qadri sahab ko Dubara Gumrah karky Deobandi bana chuky hain... -
-
tahirul qadri jo kuch bhi ho par sunni nahin hai...kyu ki Huzur ke shan me gustkhi karny walo ka himayti, un gustakho ke peechy namaz parhny wala, ijma e ummat se ikhtelaaf rakhny wala or kuch to ho sakta hai sunni hargiz nahin ho sakta...ye sulah e kulliyat ka mareez hai isy sabhi haq par lagty hain... in videos me ye badbakht ye samjhnay ki koshish kar raha hai ki Deobandis ke kafir akabir ki Mohobbat Huzur ki Mohobbat se Muqaddam kar lo..(Deoband ke akabir ne jo kufr baka hai apni books me us par alahazrat or makka madinah ke muftiyan e ikram ke fatwy ko sahi bhi mano or batil bhi mano dono sahi hai..lanat hai aisi munafiqat par...) wo shair hai na jo ye professor khud bhi parhata hai par ye khud is masly par isko bhool jata hai... dorangi chor de yak rang ho ja.. ya to mom ho ya sarasar sang ho ja.. mazeed information yahan se chk karein...jazak Allah http://www.islamimehfil.info/index.php?showforum=87