
Ya Mohammadah
مدیرِ اعلیٰ-
کل پوسٹس
1,305 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
-
جیتے ہوئے دن
20
سب کچھ Ya Mohammadah نے پوسٹ کیا
-
-
RAD-E-BRAILVIAT by Pro.Syed Talib-ur-Rehman
Ya Mohammadah replied to MOUWAHID's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
haqeeqat to is Forum par Wazeh ho hi chuki hai agar mazeed zillat maqsood hai aapko to ye karein ki wo matter apni sites se bina site adrs ke saath yahan paste karein insha Allah aapki tashaffi kara di jayegi... -
Is any Muslim brother here to help me
Ya Mohammadah replied to kazmii's topic in دیگر تمام درخواستیں
-
Qaboori Shareat Ki Haqqeqat Ka Jawab
Ya Mohammadah replied to Shan E Raza's topic in اہلسنت پر اعتراضات کے جوابات
-
Qaboori Shareat Ki Haqqeqat Ka Jawab
Ya Mohammadah replied to Shan E Raza's topic in اہلسنت پر اعتراضات کے جوابات
wahabi kehta hai ki wo ibartein na bhi hon to bhi.............ab pehly ye qabily fikr baat hai ki wo ibarto ke hony ka inkaar nahin kar raha or na hi in ibarton ko islami tasleem karta hai...hasil kalam ye ki usy bhi tasleem karna parha hai ki waqai aisi kufriya ibartein usky akabir ki kutub me mojood hain jiski wajah se Ahle Sunnat wal Jamaat hum wahabis ko Kafir kehty hain...to is wahabi se pehly to mutaliba hai ki un kufriya ibarton se kyu jaan chura kar bhag raha hai pehly apny ghar se kufr ki ghilazat saaf kar le phir aakar yahan dusro ke aqqedo ki islah kar.... Allah ka ye lakho lakh karam hai ki usny humy Apny Habeeb e Labeeb Raouf o Raheem Aqa e Do Jahan Ahmad e Mujtaba Janab Mohommad e Mustafa ke sadqy or Tufel me Ahle Sunnat Banya or haan hum iqraar karty hain ki Humara khuda wo nahin jis khuda ko tum wahabi Manty ho Humara khuda to wo hai jo Tamam Aibo se Pak or Munazza hai Subhan hai....Wahabi kis ko Khuda kehty hain iska saboot ye wahabi khud dekhy or phir Jawab de ki duniya me kon sa aisa ghaleez se Ghaleez aqqedy wala insaan hoga jo apny mabood ke liye aisy aqeedy raky...waqai tuny haq kaha humara khuda Juda hai... Wahabion Deobandion ka Khuda Jhoot bol Sakta hay, Wahabion Deobandion ka Baatil Aqeeda Allah Azawajal ki Shaan mein Wahabion/Deobandion ki 27 Ghustakhian! -
Mukhtasaran Inka Tarruf or Aqaid Hazir hain.. baqi Inky Aqaid ke liye ye link Visit Karein or saath hi Pura Section to Mojood hai hi Wahabi Ghair Muqaallid ke naam se... http://www.geocities.com/islamicbooks_sect...biah/Page01.htm Allah Samajhny ki or us par Amal karny ki Toufeeq de...Ameen
-
sirf Ahadis ka Lafzi tarjuma parh kar hadees ka mafhoom samajh me aa sakta to sharaheen e Hadees ko itni moti moti jildon me inki sharah likhny ki zaroorat nahin hoti har banda khud hi barahe rast hadeeso se masail hal kar leta ( jaisa ki aap ka dawa bhi hai or aapka haal bhi yahi gawahi de raha hai ki aapky istedlaal ke kya kehny) ab aap khud hi muhasba kar lein ki aapky istedlaal se to sahih ahadees me takrao aa jayega phir ya to ek hadees ke munkir ho kar dusri hadees par amal karogy ya phir hum ahle sunnat ki tarah ahadees ko shareheen hadees se hal karwaogy jo hadees ki sahi sharah is tarah karty hain ki na kisi hadees ka inkaar lazim aata hai na apas me takrao...samjhana maqsood ye hai ki mein mein ki rat na laga kar Ahle Ilm Hazrat ka Daman jab tak na pakrogy isi tarah thokry khaty rahogy.... aapny kaha har biddat gumrahi hai to phir khulefa Rashideen ki Husny biddat bhi gumrahi? aapny Hazrat umar wali Hadees ka jawab na diya chaliye na diya to na sahi par kam az kam ek baar soch to lete ki jis moqif ko aap sabit karna chah rahy ho kahin us se jaleel qadr ulul azam sahaba or khalifa hazrat...... Abu bakr bach payengy (Jinhony Quran pak ko ek jahag ek Qitab ki Shakl me Jama karny ki Husny Biddat ki? Hazrat Umar bhi bach payengy jinhony Taraweeh ko ba ehtmaam pury ramzaan ek Imam ke peechy (ba jamaat) jama karny ki Husny Biddat ki? Hazrat Usman par kya Fatwa lagaogy jinhony apny dor e khilafat mein Namaz e Juma se QABL Pehli Azaan ki Husny Biddat ki? Hazrat Ali ko to Kharji (jinki towheed ka rang hu ba hu aap ki rago me dorhty lahu ki misl tha ) Biddati kehty thy ki unhony bhi un kharjiyo ki or Hakim Musallat kiya tha? kya Khayal hai aapka Khulfa Rahedeen ka Dor Biddato ka Dor tha (MazAllah) ki aap hi ne kaha ki har biddat (Chahy Biddat e Hasna hi kyo na ho) zalalat hai or Sab Jehnnum me le jany wali hain. hosh ke nakhoon lo or Jehnnum aql ke ghory na dora kar zara Ahle Mohobbat or Ahle ilm ka saath thamo...warna jo haal aapka hona hai wo yahan bilkul wazeh hai... Har Biddat zalalat hai par Sirf wo Biddat jo Waqai Islam/Quran/ Hadees/Sharait e Muttahira se Takraye Biddat against islam/Quran/shariyat is rejected (Not every new thing is rejected) Sahhih bukhari English translation : * Narrated Aisha: Allah's Apostle said, "If somebody innovates something which is not in harmony with the principles of our religion, that thing is rejected." (Book #49, Hadith #861) Sahih muslim English translation: 'A'isha reported Allah's Messenger (may peace be upon him) as saying: He who innovates things in our affairs for which there is no valid (reason) (commits sin) and these are to be rejected. (Book #018, Hadith #4266) If anyone innovates something which contradicts our Religion, then it is rejected.>> In meaning, both of the hadith are the same, yet the second hadith has a specific terminology that is used, and an understanding pertaining to that terminology. This terminology pertains to dispraising what is innovated in the Religion--specifically what contradicts the Religion. This clearly denotes that the things innovated which comply with the Religion are not dispraised, because the Prophet specifically said: "The one who innovates something that does not conform to the rules of our Religion." Hence, he who innovates an innovation which complies with the Qur'an, the hadith, the ijma^, and the sayings of the Companions belongs to the innovations of guidance.
-
Waqai Har Biddat Gumrahi hai to phir Hazrat Umar ko wahabi biddati kehny ki jurrat karengy? Shah Abdul Haq Muhaddis Dehlwi ne "Kullo Biddatin Zalal" is Hadees ki Sharah kya ki hai aapko Toufeeq mili ki aap sharheen Hadees se kuch Madad lete..oh par ye to Shirk ho jata Agar Deen me Har Naya Tareeqa Nikalna Biddat kehlata hai to Imam Muslim ki Sahih Hadees kya kehti hai zara iska Jawab Sary Wahabi sir jor kar de dein... Islam me Achchy or bury Dono Tareeqy Ijad ho sakty hain...Biddat e Hasna ka ek or Saboot
-
ek Sawaal isi forum ke dusry thread me GMs par kai Mahino se Udhar Zang kha raha hai hai koi GM jo is paheli ko hal kar saky...
-
-
jaldi jawab mil jaye tab bhi aapke pait me dard jab takheer ho tab bhi ? aakhir majara kya hai? apki maloomat me ho ki hum ehle mohobbat ke liye khat or Qitabat me Allah ke ism e mubarak ko behumrati se bachnay le liye bismillah ki jagah 786 ka likhna jayaz hai...ab agar aap ko ye ehtiyaat na pasand ho or aap isky khilaf kamzan ho kar Bismillah shareef likh likh kar khato ke zariye isy jooto chappalo me rondwayein (Alayazobillah) to Aap ke amaal aapky saath...siwaye isky Ahle Mohobbat ka maqsad or kuch nahin par aap jab tak Allah or usky Rasool ki shan ko Girany ka apna Sabsy eham Maqsad poora na kar lein aapki shaitaani towheed ko chain kahan (Lanat hai) aapny riwayat ki sanad poochi...to janab sanad to Qaazi Bezaavi se mangein or saath hi ye bhi ki unhony yahoodiyat ko taqwiyat dene wali riwaytein kyo apni tafseer me bayan ki hain? ye us Qurani ayat ka replacement hargiz nahin ho sakta (na kisi ne Quran ki ayat ki jagah 786 likhny ka hukm diya) ye usky adaad hain just like a code...jisy dekh kar banda Bismillah parh sakta hai... jab aapky nazdeek Sahib e tafseer Sahib e ilm sahib e Imaan Qazi Bezavi ki paish karda tafseer me quote riwayat koi hujjat nahin to ye to yahoodiyat ke saath namak halaali ka saboot hi qarar payega ki aap kisi falan falan yahoodi ki book ke page no 10 ko hujjat manty huey...unky transliteration is ilm ko unki jageer bawar karwana chahty ho aap sabit karein ki ye ilm yahoodiyat ki ijaad karda hai... Aqal ke peechy lath lekar doro to yahi bachkany sawaal zehan me aaty hain...humny kab 786 ko bolny ke liye likha jab ki hum isy bismillah ke adaad ki tarah istemaal karty hain (reason apko bhi maloom ki kyo) na ki bismillah shareef ki jagah bolny/parhny ke liye...bewaqoofi ki had hai... last sawaal ka jawab haan me nahin to..apky sawaal fizul or bachkany.... last sawaal ka jawab haan me nahin to..apky sawaal fizul or bachkany....
-
Salam...Isy Parhein...JazakAllah
-
agarbatii___lobaan___chaliswan.mp3 or parihye tum jinko biddati kehty ho wo kis tarah biddato ka radd karty thy...
-
Mere Liye Allah Kaafi Hai !!!
Ya Mohammadah replied to Ya Mohammadah's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
-
Mere Liye Allah Kaafi Hai !!!
Ya Mohammadah replied to Ya Mohammadah's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
-
Mere Liye Allah Kaafi Hai !!!
Ya Mohammadah replied to Ya Mohammadah's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
-
Mere Liye Allah Kaafi Hai !!!
Ya Mohammadah replied to Ya Mohammadah's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
-
Bad-Mazhabo ki Khayanat ka radd jo wo Ahle Sunnat ke Khilaaf Istemaal Karty hain...Guzarish hai ki Speech ke saath text bhi dekhty jayein insha Allah Imaan ko bohot Taqwiyat milegi....Duaon Ka Talabgaar.... Mere Liye Allah Kaafi hai !! Mere_Liye_Allah_Kafi_Hai.rm
-
mujhy pm karein apna email adrs...yahan par to itni bari file (safed or syah) share karna possible nahin hoga...wese wo book online www.nafseislam.net par mojood hai...
-
-
-
Jawab
-
ji ji janab peer sahab ye lein jawab Quran se or phir jawab ka jawab dein ki Kalima parh kar bhi Kuch Insaan Imaan se mehroom hi reh jaty hain ya Nahin...? shayd ab aapka shubha door ho gaya ho ki zuban se kalima parhna or baat hai dil se us par imaan or baat hai... Aqeedah ki baat ek taraf rakh do to phir Islam me bachta kya hai phir to sary Qadiyani...sary Shiya...sary Ismaili..sary Agha Khani..sari Kharji sary Munafiq sabhi aapky hisab se momin qarar payengy...apko Aisy Logo ka Bbhai-Chara Mubarak ho humy to hargiz nahin...jo khud Quran or Hadees ke khilaaf amal hai..Quran to kehta hai ki Allah to chahta hai ki Tayyabo ko Ghaleezo se alag kardy..Hadees pak kehti hai ki Badmazhabzo se door raho or tum kehty ho ki sab kuch bhool kar bus kalima go ko apna bhai bana lo...agar waqai tumhy ummat e muslima ka ranj hai to firqa wariyat khatm karky apny Batil aqeedo se taouba karky Ahle sunnat wala jamat me kyu shamil nahin ho jaty taki hum sab shana ba shana kuffaro ka muqabila kary...? Bad Mazhabo se Door Raho.. Sirf Ek Firqa Jannati baqi sab Jehannumi Jab Ikhtelaaf dekho to bary Group (Sawad e Azam) ki Perwi karna..Meri Ummat Gumrahi par jama nahin hogi
-
bukhari ki us hadees me tum logo se murad ummat e ijabat hai ummat e dawat nahin....ahle tasheeh huzur ki ummat e dawat me se hain jaisy ki hindu or isai waghera....ek or nazrana jo already tum GM s ko khairat kiya ja chuka hai kai baar... Shirk e Akbar me Nahin Shirk e Ashgar (Riya Kari) me Ummat e Mohammadiya Mubtela Hogi