Jump to content

Ya Mohammadah

مدیرِ اعلیٰ
  • کل پوسٹس

    1,305
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    20

سب کچھ Ya Mohammadah نے پوسٹ کیا

  1. Ji bilkul sahi kaha aapny to phir shuru ho jayei...aap pehly Hinduo ke bhagwaan Ram par phir krishan par phir Sikho ke baba Guru nanank ke Imaan/ Buzurgi/ Swaleh hona Sabit kar dein jaisa ki apky Guru Rasheed Ahmad Gangohi Sahab ki zuban se Haq nikal chuka uski satar poshi aap par qareeb qareeb 2 saal se udhar parhi hai...Jaisy hi aap mutmaeen baksh jawab la dein humsy foran jawab lete hain insha Allah. or haan apny deobandi akabir ka haj sakit hony wala fatwa parh kar darulifta me uchal kood machany kab ja rahy hain jaisa ki aap ne is forum par muzahira kiya, naqli peer sahab ki co. char chand lagayegi ismy to wo Specialist hain uchal kood ke..
  2. Yahan bhi plz ye hadees copy paste kar dein taki wahabis ko alq aaye... Ibn Taymiyya’s grave,, Wahabi issay kyon nahi demolish kartay yahan aapky Commander sahab Apny daanth khatty karwa chuky ap bhi invited hain.. Kia in Mizaron or Qabron ko Dha dena jaize nahi.....???
  3. Abu ouwais taqiyabaz Deobandi hai ye khud to apny deobandi hony ka inkaar karta hai taki in sahab ke sar par inhi ke maslak ke ulluma ke jooty na parhy par ja ba ja ye Deobandis ke difa me post karty huey dekhy bhi sakty hain...kher shiyo se taqiyya karna seekh hi liya aap logo ne...or kyu na ho jinka akabir Ram Krishan Guru Nanak Sahab ke Bhakt (Mureed) Rasheed ahmad gangohi sahab shiyo ki takfeer se parhaiz kary phir inky chely kyu peechy reh kar unki sifatein na apnayein...? Hajj ki Farziyat ka inkaar kisi ne nahin kiya...tum jhoot na bolo..is masly ko ek thread me pehly hi discuss kiya ja chuka hai apni tehqeeq wahan post karein to behtar hoga...jismy apky Deobandi ulluma o ka fatwa bhi mulahiza kiya ja sakta hai jismy Aman shart farziyat Hajj ka aitraaf khud kiya hai ab ja kar pehly unky girebaan pharyein..phir yahan uchal khood machayein...
  4. Humara Kaam to Sirf Pohcha Dena Hai Hidayat Ka Khaliq to Allah hai....
  5. Munafiqat dekhni ho kabhi apny ulemao ki kitab chan lein...InshaAllah apka showk poora ho jayega...apni last post me jo link diya hai usko itminaan se parh lein...ek Deobandi jab Makka or madinah ke sunni ulemao ke samny waqt e zaroorart jhootmoot wahabi ko gali deta hai or khud ko barelwi aqeedy ka zahir karta hai doosra phir waqt e zaroorat jab sunni makka or madinah se hat jaty hain to seena khol kar apni asliyat zahir kardeta hai haan hum wahabi hain... To isky kehty hain Munafiqat...or aap jisy munafiqat keh rahy hain us se munafiqat ka koi lena dena hai hi nahin...Darasl mene kaha na u are like na samajh kid who needs spoon feeding to your mouth (TOo open your mouth... ) ...saudi arab ke wahabi ulemao ka fatwa to aapko isliye dikhaya gaya ki aap tablighi jamat ki kambyabi ke qissy bayan karty huey keh rahy thy ki dekho hum arab or ajam se sab jagah tablighi centre chala rahy hain to jawaban aapko dikhaya gaya fatwa "Alqowl Baligh" (na ki Nehjul Balagha ye to shio ki book hai) ki aapka dawa ghalat hai khud saudi arab aapki is jamat ko authorized nahin karta balki aapko biddati jehannumi or mushrik etc etc kehta hai...(kya is se ye sabit hota hai ki humary liye wo log (saudi wahabi) haq par hain ki wo bhi humari tarah apky khilaaf hain...isliye we support them? agar aapki aql me ye baat ghus gayi hai ki isy munafiqat kehty hain to phir aapki dimaghi halat par humy aapsy poori hamdardi hai Allah sehatyabi de...Ameen rah e faraar nahin...jo qissa jis topic ka ho wahin jawab mangiye beja idhar udhar ki yahan na ghasitye. aap forum par kai baar duhai dete dete ye rona roty nahin thakty ki "is forum par dalail se baat nahin ki jaati bus bila saboot bat karty hain..." jabki apka dawa kitna ghalta hai ye apky dost achchi tarah se janty hain...jiski zinda misaal aapky khud ke alfaaz hain...jinka matlab or kya hota hai siwaye isky ki humary akabir ki kitabo ke hawaly mat do hum me itni himmmat or salahiyat or toufeeq hi kahan ki ghar se homework karky aayein...humsy to bus humari tarah fizul ki be sir pair ki batein kiya karein humy to yahi pasand bhi hai or humara yahi karopbaar bhi hai jo humy hi zeba deta hai.... jo link diya tha agar usy parh lete to kuch dimagh me aati bhi, aapsy guzarish hai ki pehly ja kar uska san chk karein ki kis san se saudi lootero ne Arab par kabza kiya...jaisa ki humy pehly hi kaha ki aapko Saudi word ke aagy kuch soojhta hi nahin ki Islam lagta hai aapky liye Saudi ke siwa kuch hai hi nahin...zara Saudi ki namak halaali se aagy bhi soch liye karein to aapko pata lagy ki in najadi dakuoon se pehly sunni muqallido ki wahan sekdo salo se huqumat thi..jisy saltanat e usmaniye ke naam se jana jata tha...bartaniya ki imdaad hasil karky hi aapky daku wahabiso yani saudis ne in sunni hukmrano, Sunni ulemao, Hazaro muslamno ka qatl o gharat kiya unky maal asbaab looty phir qabiz huey or aaj bhi makka or madinah par qabiz logo ka hero or reformer yahi abdul wahab hi hai..Ala Hazrat ne jab fatwa liye aapky ulemao ke kufr par to ye saudi arab nahin bana tha sirf arab tha...or huqumat sunniyo ki thi na ki wahabis ki...history se kuch lena dena bhi hai ki nahin Naqali peer sahab.. or ye peer ka nick zara wahabis ke samny to rakhy they will surely call u polytheist & Biddati.
  6. Ajeeb naqli peero se pala parha hai...uff ye Deobandis ki ilmi halat, apako apny aqa (saudis) ke naam ke aagy kuch soojhta bhi hai ya nahin...saudis lootmaro ne kabza kakrky arab ko saudi arabia kehna shuru kiya warna is jazeery ka naam arab hi tha na ki Saudi...raha sawaal us jazeery se Huzur or Sahaba ke aany ka to is se kya guarantee ho gayi ki ab is jazeery se koi shaitaan nahin nikal sakta..jabki najad jahan aapka Mohammad ibn Abdul wahab paida hua us jagah ky liye to Huzur ne Dua ki darkhwast 3 dafa thukra di or farmaya ki wahan se to shaitaan ka seeng nikelga...zalzaly or fitny niklegny...jo hua bhi...kher ye alag matter hai...abhi to aap Wahabi lafz ki tareef or isky gaali hony par dalail apny ulemao se le lein..or ja kar pehly apny ullemao ke girebaan pakary ki unhony Allah ka naam wahab bigar kar wahabi lafz istemaal shuru kar diya...baqi wahabis par Deobandis/Tablighi ulemao ke fatway yahan se parh sakty hain..ummeed hain pasand aayengy..
  7. Wahabi hai hi itni buri gaali ki muslamaan sunty hi is se baraat ka ailaan karta hai jaisy aapny saudis ke difa me kiya ki ye hambali hain ...dawa to inka Leader bhi hambali hony ka karta tha taki aam musalmaan ko asaani se bewaqoof bayana ja saky par batin me aqeedah wahi GM wala... or itni bhi bachkani baat na kiya karein Janab naqali peer sahab..saudi embassy ki offical website par khud inky abba jaan Abdul Wahab ki tareef inki zubani dekh sakty hain:- http://www.saudiembassy.net/Country/History.asp anjaam bhi humhi se poochna hai aapko to insy zyada qurbat hogi i mean aapto peer hain...kese peer hain apko inky anjaam ki bhi khabar nahin...ab aapko har baat khol khol kar samjahni parhti hai jaisy bachchy ko mouth feeding karwana parhti hai na waisy hi...kisny kaha ki saudis unki nasal se hain par haan ek baat dono me common hain ki dono ambiya or owliya ke dushmano me se hain..dono zalim hukmarano me se hain jo momino par musallat kiye gaye thy...jaisy ki saudis wahan ki awam par...or kyu Janab naqli peer sahab aap ko bari jaldi machi hai zalimo ko nest nabood karwany ki..kya aap Allah ke qayam kiye huey nizam me koi dakhal andazi ka ikhteyaar rakhty hain jo uski maslihat ko uski takheer ko wahabis ke haq par hony ki daleel bana rahy hain...ke abhi tak barbaad nahin kiya to kabhi bhi barbaad nahi hongy...dousry lafzo me koi jew bhi yahi kahy, christian bhi yahi kahy, hindu bhi yahi kahy apny hakim hony par apny kabiz hony par apny haq par hony par to yahi jawab usky mu se bhi sun kar zuban band karky foran bhag khary hoiyega aap... rahi baat ki apky gahr ke ulemao ke fatawy khilaaf wahabis ke peechy namaz parhny ki to showk se karein unki nafrmaani humari bala se humy kya? Humara Kaam to Sirf Pohcha Dena Hai Hidayat Ka Khaliq to Allah hai....
  8. Bad Aqeedah Imam Key Pechay Namaz Ka Hukm Imam e Kabaa Ke Pechay Namaz???
  9. Ismail Says ki Namaz me Gadhy ghory ka khayal lana jayaz hai or Huzur ka Khayal Najyaz (Nuazobillah minzalik) Thanwi kehta hai ki mera Khayal Namaz me aata hai to koi baat naihn achcha hai or Behtar hai Bechary Deobandi kya karein...Ismail ki manty hain to Hakeemul Ummat Thanwi sahab ki Nafarmani hoti hai..or Thanwi sahab ki Manty hain to Ismail sahab rooth jayengy...ye to masla ho gaya... Don't bother Deobandis abhi hum zinda hain na aap logo ko mayoos nahin hony dengy aap ke ismail sahab ne bail gadhy ghory ki to rukhasti di hai na...to phir dair kis baat ki thanwi sahab ko Saand gadha (any haiwan or chopaya you like even kawwa is Deobandi's Fevorite i know it ) farz karky apni muraad puri karein or anpy dono akabir ki rooh ko taskeen dein... is tarah dono qowl par amal bhi ho jayega or Apna Maslak bhi qayam kya faramty hain ulluma e Deen Muftreeyaan e Deo Hanafi Muslim sahab ??? No hurt feelings Man...THOUGH I am fully complying with ur akabir's Teachings....Janab ismy to bari baat hai ki me aapky akabir ki raah par chalty huey hi aapky akabir ki tazeem bashar si karna chahta hu balki us sy bhi kam...kya duniya me aisa bhi koi follower hua hai jo apny akabir ki taleemaat par amal karny waly se hi bughz raky or Naraz ho...ye kya baat hui ? or agar kuch waqai baat hui (or i am sure ki aapko buri bhi lagi) to humy kyu na buri lagy JAB apky akabir yahi alfaaz momino aqa wa moula habeeb e khuda Ahmad e Mujtaba Janab e mustafa Mohammad ke tazeem par Hamly karty huey karein to..?? Deobandi Namaz me Huzur ka khayal Tazeem se nahin laty...Chan Mohammad Deobandi ka aitraaf
  10. Qul Innama Ana Basahrun Mislokum se Huzur ko apni Misl bashar kehny waly Deobandi Wahabio Quran ki sura Anaam ayat no. 38 se bhi Mislokum bina kisi Taweel ke khud par Chaspa kar lein...Taki aapki Sadaqat me koi Shak na rahy?
  11. Deobandis ko apny akabir ke sath janwar ka naam jorhna hargiz pasand na aaya or usny apny akabir ke difa me foran Ala Hazrat ko Galiyan dena shuru kar diya or hum par palatwaar kiya...or us par bohot khush hua...jabki usy ehsaas na hua ki isky pasy parda usky kya samjhany ki koshih ki gayi or kis sachchai se wo mu morh kar aisi kalabaziyan kar raha hai.. Janab Deobandi tumhy hifzul imaan ki ibarat usi andaaz me quote kakrky dikhai gayi jis andaaz me tumhary thanwi ne Huzur ke ilm e ghyb ka radd karty huey unki shan me gustakhi ka irtekaab kiya..to ahle mohobbat ne ahle imaan ne asihqaan e rasool ne ghulamaan e rasool ne usi ibarat ko aapky hakeem sahab ke marz ki nishandehi ke liye unhi par lotaya jis par aap seekh pa ho gaye or jawab me ala hazrat ke ashar sag e madinah kehny par unhy bhala bura kehkar apni jalan mitany lagy...sabit hua bandy ko jis se zyada mohobaat hoti hai usky khilaaf ek lafz nahin sun sakta jab tum apny thanwi ke liye wahi kalemaat jisy usny Sarware Qainaat Sayyidul Ambiya Janab e Mujataba Ahmad e Mustafa Mohammad ki taraf mansoob kiye to hum kese bardash karty humari Ghairat e imaani iska hargiz ijazat nahin dete aapky imaan ka haal to zahir hai ki thanwi ki izzat huzur ki izzat se muqaddam hai tum Deobandis ke liye....tabhi to aisy lafz tum huzur ke liye to taweelo se qubool kar lete ho to wahi taweelein tumhary hakeem ke liye bhi kar liya karo or rahi baat sag e madinah kehny par tumny ala hazrat ki gustakhi ki to us par bhi tumhy zaleel hony ke alawa koi or chara nahin ki sag kehlwany me apky akabir bhi peechy nahin....(isi forum par Sag e madinah par Deobandis ke zaleel hony ke topic mojood) par aapko na koi toufeeq na koi sharm o shaoor. ab aaty hain apko jooty marny waly aitraaz par to aapko last chance dia gaya tha jis par aap kush ho kar hum par tabiyat kharab hony ka ilzaam lagany lagy..janab aapki tarah hum farigh nahin ki aapky be sir pair bohtano ka radd zindagi bhar karty rahy to akhir kaar aapnt himmat karky ibarat quote karny ki zehmat uthayi par usmy kahin bhi Allah ka lafz na dikha saky jo matloob tha...jabki saaf saaf parha ja sakta hai ki zabani kalima parh lena badmazhabo (deobandi wahabi) ke liye aisa hai jaisa Allah ka beta ban jana..JIS TARAH AADMI KA BETA (ALLAH KA BETA NAHIN...) apny baap ko (kisky baap ko admi ke baap ko) jootiyan mary is jootyian marny se wo usky beta hony se nahin nikal sakta usi tarah agar badmazhab (deobandi wahabi) kalima parhy or Allah or usky Rasool ko galiyan de unki shan me gutakhi karein to wo islam se nahin nikal sakty... is misaal ko sirf aap jaisy chamar se bhi zyada zaleel deobandi puttar samajhny se qasir rahy jabki apky sary ke sary suparman deobandi buzurg ne ba qaida isy parha bhi samjha bhi par mu par taly laga kar bethy rahy kisi ko is gustakhi par (baqwol aapky) Sharai fatwa lagany ki hummat na ho saki par aap un sab se zyada ilm o fazal waly paida huey jo aaj yahan uchal kood macha kar apna or apny akabir ka tamasha banwa chuky...kya haal hai istedlaal ka. hasil kalam ye ki aapsy bohtaan sabit na hua is liye mazeed humsy apky sadqy me apky akabir ki mehmaan nawazi na ho payegi...iska bhi screen shot le kar mehfooz kar lo foran apni zillat dikhany ke kaam aayegi.
  12. aapny humary paish karda sabooto ka radd nahin kiya jis se sabit hua ki apky akabir thanwi & qasim nanotwi & haji imdalulah makki etc etc bhi huzur ke noor hony ka iqraar karty hain to ab aapky paas 2 hi rasty hain :- ya to aap apni ghalti maan kar accept kar lein ki huzur ko noor manny ka aqeedah sirf Ahle sunnat wal jaamt barelwis ka nahin balki apny aapko hanafi kehalwaty aapky akabir bhi isi aqeedy ki aabyari karty thy... ya phir himmat karky in par bhi biddati or gumrah etc etc hony ka ailaan kar dijye ki koi masla hi na rahy..hum bhi dekhy kitna dum hai deobandi Ghairat e imaani mein..apny ghar ki gawahi bhi qubool nahin or hum par ilzaam tarashi kuch to insaaf se kaam liye karein...Deobandis!! or aap beja hi barood kharch kar kar ky humara sawaal gol kar jaty hain or humary dalail se mu pher jaty hain aap kyu baar baar sabit karna chahty hain ki hum huzur ko bashar nahin manty...aapko shayad koi ghalat fehmi ho gayi hai hum hzuur ko bashar nahin manty hum huzur ko bashar bhi manty hain par bemisl or noor bhi manty hain... apko saboot ye dena hai ki hzur noor nahin hain...na ki ye ki huzur bashar hain....is par to hum or aap muttafiq hain ki huzur bashar hain (halaki aap huzur ko apni misl aam bashar manty hain jabki hum huzur ko bashar manty hain g haan ek baar or likh deta hu taaki aapko parhny me dikkat na aaye ki hum huzur ko bashar manty hain par apki tarah apni misl nahin balki be misl bashar , Afzalul bashar, Sayyidul bashar) ikhtelaaf ismy hain ki huzur noor hain ya nahin...to aapky zimmy ye hai ki aap quran ki koi ayat paish karein jismy huzur ke noor hony ki mutlaq nafi ho (na ki bashar hony sa saboot) ya sahih hadees ...warna phir ye lijye Quran se saboot ki huzur noor hain...zaroorat parhi to ahadees ka zakheera bhi paish kiya ja sakta hai noor hony par..to samajh gay aap kya matloob hai or aap ki mehnat kis or zaya ho rahi thi...
  13. aapko last chance diya jata hai ab agli post aap sirf apny bohtaan ko sabit karny ke liye karengy jismy aapki matloob ibarat lafz ba lafz saaf saaf mojood ho jo aapny Fazil e Barelwi par lagayi hai...agar apni agli post me ye proof na de paye to ye sabit ho jayega ki aapny apna jhoota hona manzoor kar liya hai, isky Alawa koi bhi gher zaroori post apko karny ki ijazat ab nahin di jayegi is topic me...
  14. sawaal humara nahin janab Deobandi sahab aapka us ayat se istadlaal mardood hai...aap ka kehna hai ki Allah har har cheez par Qudrat rakhta hai wo sab kuch kar sakta hai jo jo banda kar sakta hai..maslan banda jhoot bol sakta hai to Allah bhi bol sakta hai (naql e kufr kufr nabashat) agar nahin bola saky to Allah ki taqat bandy ki taqat se kam ho jayegi...(yahi aapky ismail dehlwi ka aqeedah tha ref ke liye yakroozi dekhein) to sawaal ye tha ki kya Allah aisa paththar bana sakta hai jisy wo khud na utha saky... aapny kaha :- ya to wo aisa bhari paththar baneyga nahin jisy wo khud na utha saky....(to aisa bhari paththar banany par qadir na hua) ya to wo aisa bhari pththar to banayega par usy utha na payega...(to uthany par qaidr na hua) to ab bataiye ki innallaha alakully shai an qadeer se aapka istedlaal ki har har shay par qadir hona ghalat or batil hua ki nahin... jo baat aap log samajhny se qasir rahy wo ye ki Allah har us baat par qadir hai jo mumkin hai jo uski shan ke layaq hai jo shay uski shan ke layaq nahin wo us par qadir bhi nahin, Jhoot bolna aik ayb hai or Allah har ayb se paak hai...
  15. Mazeed Deobandi Rukhsaar jinpar Doebandi Hanafi Muslim sahab thook sakty hain... Noor2__Mufti_Abdul_Aziz__Deobandi.rm Noor3_Mufti_Ghulam_Samdani_Deobandi.rm Dekhna kahin Deobandi akabir ke mooh par thookty thookty tumhara muh hi na dookhny lagy...par hamary hawaly khatam na hongy... ye to haal hai Jahalat ka ki Aitraaz karny se pehly ghar me apny abba jaan se nahin poochty ki kahin anjany mein apny hi gharwalo ko bazaru to nahin keh rahy...
  16. khawaja tum beja hi pareshan hoty ho, suno me tumhy ak asaan rasta batata hu aisa karo ye original book (Hadeeqiya Nadiya Sharah Tareeqa Mohammadiya Musannif Allama Sayed Abdulghani Nablisi Aafindi Filistini Rehmatullah Aleh) ke pages jo aapko diye gaye hawaly ke tor par jisko ala hazrat ne apny malfooz me zikr kiya uska print nikalo or apny daruloom deoband se in sahab par fatwa le aao kyuki aap ko saaf saaf nazar aata hoga ki ala hazrat to naqil hain asal ibarat or waqya to kahin or se naqal kiya gaya to ab shariyat ki rooh se jo fatwa ap ala hazrat par lagany ke khwahishmand hain Deobandi Mufti sahab se wahi tehreeri fatwa Allama Sayed Abdulghani Nablisi Aafindi Filistini Rehmatullah Aleh par le ayein ismy dikkat or pareshani wali kya baat hai so simple...
  17. Yazeed plaeed or Imam Husain par apna Moqif saaf saaf lafzo mein likhein phir apki tehqeeq or baqowl apky hidden truth bhi dekha jayega...
  18. Deobandi ke puttar ( ) kya mirchi zyada ho gayi...? kher sach karwa hota hai aap beja seekh pa ho rahy hain apny apko apny walid DEOBANDI ka puttar bhi tasleem nahin kar rahy hain or pagalo ki tarah fizul batein kar rahy hain ab aap agar waqai legal hain (Deobandi puttar hi hain) to wo ibarat jiska aapny bohtan e Azeem Fazil e barelwi par lagaya hai to usko highlight karky post karein jis se qareen par roshan ho jaye apki sadaqt kya hai? isky siwa apny jo bhi bakwas ki ab bardasht naihn ki jayegi....ibarat quote karo ki falan falan jagah aapki matloob ibarat lafz ba lafz Allah ki or nisbat karky likhi gayi... baki apki jalan ka bhi mere paas mazeed ilaaj hai par abhi ke liye itna kaafi hai...Enjoy IM
×
×
  • Create New...