Jump to content

Ya Mohammadah

مدیرِ اعلیٰ
  • کل پوسٹس

    1,305
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    20

سب کچھ Ya Mohammadah نے پوسٹ کیا

  1. salam mujhy is hadees ka scan darkar hai...jazakAllah khair Worship Of Shaytaan - Hadith Explained: Prophet Muhammed (sallalahu alayhi was'sallam) foretold in Sahih Hadith: Sahih Muslim, Book 39, Hadith 6752: "Jabir reported: I heard Allah's Apostle (may peace be upon him) as saying: Verily, the Satan has lost all hopes that the worshippers would ever worship him in the peninsula of Arabia, but he (is hopeful) that he would sow the seed of dissension amongst them."
  2. Allah aapke buzurgon ka saya aapke saron par tader qayam rakhe or sab par karam farmaye...Ameen bohot shukriya JazakAllah khairan kaseera
  3. salam, is aitraaz mein di gayi daleel ka bhi jawab alag se diya ja saky to behatar hoga....jaisa ki aitraaz hai is ayat mein murad wali or ambiya hain but nahin ki wo na zinda hai na dubara zinda honge...
  4. Salam, mujhe is hadees ka ref or ho sake to scan ke sath dein saky koi islami bhai to JazakAllah khair...
  5. salam, mene ghaliban jaal haq mein is topic par kuch parha tha...ab mil nahin raha.... agar kisi bhai ke paas is masly par kuch matter ya book hoto to share karein....jazakAllah
  6. Ya Mohammadah

    Wasiyat

    as salam o alekum koi bhai ismalic malomat ki roshni me batayein ki kya walid apne (1 beta 6 betiyon mein se) bete ko wasiyat me kuch na de ye keh kar ki mene isy pehle hi ek ghar de diya hai isliye apny is ghar mein apne bete ko koi hissa nahin dunga ab mein baad wafat apni betiyon ko hissa dunga. kjya aisy wasiyat ki ja sakti hai?
  7. salam, kuch log khas kar deobandi/hindu log tibrani or mustadrak alhakim ki hadees quote karky ye kehny ki koshish karty hain ki gaye ko na kata jaye ki isy khana bimari ko dawat dena hai, hadees bhi quote karty hain iski kya asaliyat hai jabki ala hazrat ka fatwa hai ki gaye katny se agar hindu naraz hota hai to ab to isy or kaata jaye,,,,?
  8. ye kin tafaseer ya hadees me bayan hua hai 99 biwiyon ka hawala?? ek deo ki bandi ne poocha tha..
  9. salam, Hazrat Muzaffair Husain Shah Sahab on Isaraili riwayat... Hazrat Adam aleh salam par Shirk ka lilzam or Israili Riwayaat- Hazrat Muzaffar Husain Shah Sahab.mp3
  10. Deobandis ka Mufti Rasheed Ahmad Gangohi to Peer ki Qadam bosi ki durust likha raha hai yani ki ye fail apny aap me durust hai koi shari qabahat nahin par fitna fasad ke sabab mana hai....or deobandi tabligih awam to mutlaq qasam bosi dekh sajada ibadat or shirk kufr ka ilzaam laga dete hain? Kya kabhi shirk bhi kinhi sharait ke saath durust ho sakta hai? Ajeeb haal he Deobandiyat ka bhi ek durust kehta hai ek shirk.
×
×
  • Create New...