BISMILLAHIR Rehmanir Raheem
Assalaam alaikum
Bhai Main Nay QUran Pak Ki Ayat Aur Hadees -e- Mubarka Isliye Parhi Hain kAY Jo Bhai Gum Rah Ho Gaye hain Un Ko Hidayat Mil Jaye Naa Kay tanqeed-munazra Agar Koi Baat Bori Lagi Ho to maaf karna laken main apni taraf se thori likh raha hon yeh to quran wo hadees hay aur mera aqeed ye hai kay allah aap (s.a.w) ko ghaib say agah karta thay jaise kay ayat main irshaad hota hai
"YEH GHAIB KI KHABRAY JO HAM AAP KI TARAF WAHI SE POONCHATAY HAIN"
(aale imran-44)
to bhai allah agha kartay thay .
hazrat ayesha (R.A) Par jab tohmat lagaye gaye to aap(s.a.w) wahi ka intazaar kar tay rahe aur hazrat ayesha (r.a) ko kah kay agar to nay yeh kiya hai to toba karlain...
jab aap (s.a.w) ghaib jaantay hotay to phir yeh kehna naa hota........ sir haq aap kay saamnay tasleem karain yaa naa karain aap par hai.
allah ham sab ko hidayat day ..ameen..