
hanfigroup
اراکین-
کل پوسٹس
369 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
-
جیتے ہوئے دن
3
سب کچھ hanfigroup نے پوسٹ کیا
-
Deobandi kahwabo ki dunya وہابی دیوبندی خوابوں کی دنیا
hanfigroup replied to Mughal...'s topic in فتنہ وہابی دیوبندی
mughal tum makamal pagal insan ho. Itraz tum kar rahy ho, aur shari hukam hamry ulma sy mang rahy ho. agar itraz main karoon tu shari hukam b main he bataon ga. Abujal k USTAD tum ny itraz keya apna itraz batao. tumhary nazedek keya ye ghustakhi hy???????? -
Deobandi kahwabo ki dunya وہابی دیوبندی خوابوں کی دنیا
hanfigroup replied to Mughal...'s topic in فتنہ وہابی دیوبندی
Mughal Himat karo shari hukam b lagao, tum ko itraz hy tu tum ny ye post ki hy. aur batao k ye kitni bari ghustakhi hy. agar aisa nahe kar sakty (yaqinan tum nahe karo gy) tu muzrat k sath post delete kar dou agar main kahta hoon mujy koe itraz nahe tu batao main Ghustakh hoon ghunahgar hoon fasaq fajar hoon muj py keya fatwa ata hy -
Mughal ny topic lock kun keya
hanfigroup replied to hanfigroup's topic in اہلسنت پر اعتراضات کے جوابات
Mainy saeedi sb k personal main b message send kar deya hy. K jawab dyn. 2month buhat zaida hyn. Aik scan page he tu lagana hy. Jis main ashraf ali thanvi. Qasim nanutavi aur kci b moutbar ulma deoband ka scan lagana Jis main ho k WO Ap saw ko gunahgar manty hyn nazubillah. Itni sy baat hy aur ap ko 2months hogy hyn. Jis kitab ka hawala deya tha wo usmain be lekha k Ap saw sab sy mahfooz hyn. Barlevio dekh lo ye hall hy tumhary sb sy baray forum ka. Abi mairy jaisy aik aam bandy ka jawab ap k saeedi sb nahe dy rahy. Sirf aik scan Agar wo be nahe dy sakta tu book ka hawala aur page he bata dou scan main laga doon ga. Yaad rahay yahan baki Ambiya ki bahas nahe. Mughal sb please Ab topic ko b black n.a. kar dyna -
Mughal ny topic lock kun keya
hanfigroup replied to hanfigroup's topic in اہلسنت پر اعتراضات کے جوابات
15 din sy tum Edgar udhar ki hank rahay ho. Kun nahe saboot dyty jis main ulma deoband ny lekha hy k Ap saw ghunah gar hyn. Nazubillah 15 din sy time zaya kar rahy ho. Topic ko lock kar deya. Koe Sharam hoti hy koe haya hoti hy. Jo tum barelvion main nahe. 2 months sy saeedi farar hy -
Mughal ny topic lock kun keya
hanfigroup replied to hanfigroup's topic in اہلسنت پر اعتراضات کے جوابات
Mughal Agar gali nahe di tu topic unlock karo Aur Agar di hy tu mainy kon c gali di hy . Hukam shari lagao. Aisy nahe baat khatam hogi -
Mughal ny topic lock kun keya
hanfigroup replied to hanfigroup's topic in اہلسنت پر اعتراضات کے جوابات
Mughal Main phir tum ko jahal kahoon ga tu tum ko gusa lagay ga. Main rule k mutabak he poch raha hoon main kon sy gali di. Wo tu lekho. Agar wo gali thi tu koe shari hukam b tu nafaz hoga. Aur jo Mairi gali py shari hukam hy wo b laga dou barelvi ulma k fatwa ki roshni main. Umeed karta hoon ab tum mazeed jahal hoony ka saboot nahe dou gy. Aur jo rule main tora hy uska saboot b dou gy -
Barelvi baheo Mughal ny topic lock kar deya muj py ye alzam laga k mainy maan bahan ki gali di hyn. Mughal jo mainy gali di hy uska snap shot Edhar laga dou. Aur uspy shari hukam b. Agar kci mufti ny esko gali kaha tu main apny alfaz muzrat k sath wapas loon ga. Aur agar yehe alfaz tumhary ulma sy nekal aye tu phir jo main kahoon ga wo tum b manu gy. Aur agar tumhary ulma sy ye sabit hogeya k qaliyan dyna Quran yan islam sy sabit hy tu phir ye buri baat tu n.a. hoe balky achi baat hogi.
-
Mughal Waisy kitny besharam tum logo ho. Pahly qadri aya phir tum khud aye aye end wohe jawab saeedi dy ga Tum mngo purchase krny aye thy. Uper sy itny besharam ho aur beiman ho. Jo main proof manag Raha hoon wo dynahe rahy aur besharam kah raaha hy mainy jawb dydeya. Agar tumhary pass jawab nahe Tu apni tar tar band karo And wait for saeedi aur dekho wo keya ........marta hy. Waisy esy bri........keya hoogi Jo usny jawab main mari thi
-
Mughal. Yaar jab tumko baat ki smaj henahe arahi tu kun apna aur maira Time brbad kar rahyo. Saeedi ki esi baat py mainy swalat keay magar tum ny unko para tk nahe. Jethon Di khoti uthy he aan khaloti. Kuch tu aqal mandi dekhao mairi urdu wali post paro uska jawb dou. Note. Bans jaisy aqal waloon k leye. Tarjma Ap saw py hy baki ambiya ki tu baat he nahe horahe. Aur tum jahloon sy main bar bar poch raha hoon kahan ashraf Ali thanvi ny kaha k Wo Ap saw ko naubillah ghunah gar janta hy. Aur aisy he tariq jamil Aur junaid jamshaid ka. Qasim ali nanutavi ny b yehe lekha k Ap saw sab sy mahfooz hyn. Darul uloom k fatwa tum NY khud lagay Aur ab dobara baki ambiya k mutalak baat start kar k abujahal k father hony ka sboot na dyna. Mair baki sari posts parlo phir nawab dyn
-
mughal sahab. agar mainy kuch sach bool deya tu itna ghusa kun? Qasim Ali Nanntative ka aqeeda: Ap SAW sab sy Mahfooz, Darul uloom ka fatwa AP SAW Masoum Ashraf Ali Thavi, AP SAW ki Asmat par paky ( fatawa amdadiya, nashar al teb) aur la tadad Hawalay majood hyn, kuch mainy uper b deye. Mughal SB, mujy lagta hy AP shayad barelvi ulma ko doeband akabar samaj rahy ho, magar had hy be sharami ki, khud he scan page laga tasfiya ka aur Allah ny parny ki tufiq nahe di. lehaz agar kuch pass hy tu jawab dyn, warna qadri sultan ki tarah khamushi achi hy
-
muhtaram Mughal SB. RAHA HOON, yaqeen karyn ye ebarat tu kci barelvi alam k zehan main nahe aye, ab main apko shetani damagh wala kahoon yan kuch hor. ap ko itna nahe pata k pahly urdu aisi he use hoti thi. aur jo pager ap ny lagaya mujy samaj agae k ap kitny kabal hyn. yehan py tarjma ghalat kaha geya k AP SAW ko deoband masoom nahe samajty. aur ap scan baki ambiya k laga rahay ho jo alag discussion hy. Agar ashraf ali khan ny koe aisi baat ki tu tarjma ashraf thanvi aur hawala Qasim ali nanutavi ka kun deya, Ashraf ali thanvi k kun nahe deya. main pahly b kah chuk hoon tuhmat kafir pay lagany k b utna gunah hy jitna musalman py. BAKI sary maslak air dossary ko kafir kahty hyn tu ap ye forum kun chala rahy hyn, please jo mazu hy us py rahayn
-
Mughal bro Jazakallah Allah tala ap k elam main afaza kary aur ap k leye HAQ ki rahyn khol Deye. Ahle Elam brothers ko kafi samaj agae hogi, k kahan saeedi sb ny dandi mari. kun k tarjma AP SAW ki zaat py tha, yahan baki Ambiya ki baat nahe horahi thi, aur Qasam Ali nanutavi ny Baki Amibiya py alag bahas ki aur AP SAW k mutalak SAF SAF lekh deya AP SAW SABI SY MAHFOOZ RAHAY aur yehe he aqeeda saeedi sb ka hy. tu phir tarjama ulma barelvion ka same, aqeeda same magar kufar ka fatwa deoaband py saeedi ny kun lagaya. Saeed sb jo hawal ap ny deya wo tu radi ki tokari main geya, Ab Ap ny Junaid JAmshaid, Tariq Jamil aur Ashraf Ali thanvi ka aqeeda batana hy proof k sath. KUNK jo alzam ap ny laga tha QASIM ALI NANUTAVI py wo scan page main ghalat sabit huwa, QASIM ALI nanutavi ka aqeeda wohy hy jo ap b manty ho aur MUGHAL bahe ny ulma deoband ka ijtamae aqeeda b post kar deya (fatwa darul ULOOM deoband) NOTE: Baki ambiya k mutalak bahas alag hy, wo yahan discuss nahe horahi, jab wo hogi tu uspy apny apny comments dyn gy)
-
Janab Mughal sahab. Jab ap jaisa Super moderator sawal samjy beghair darul uloom ka fatwa laga dey. tu hamjaisoon ka tu Allah he hafiz hy. Tarjma Deoband ny sahe kaha Tarjma barelvi ulma ny sahe kaha tu phir keya tuk banta hy fatwa post karny ka. Asmat ambiya k bary unhoon ny Aqaiyad ki book par ny ko mashwara deya aur ye he mashwara maira ap co hy. Janab zara darul uloom ka fatwa number 301 (swal number 249 laga dyn, magar i am sure Ap wo post nahe karo gy. kun k wohan clear asmat k bary main sawal ka jawab hy. phir ap ny fatwa nuymber 275 swal number 530 (page 69 and 70, chapter islami aqaiyad) b para hoga, wo ap ny kun scan nahe lagaya, ap ny kun wohe fatwa ka scan deya jis main baat puri nahe thi. mujy wohan sy down load karna nahe atay, ap ny keya, zara ye 2 b laga dyn. Mughal ji, mairi post ko ghour sy study karyn mainy keya pocha tha aur ap keya jawab dy rahy ho. Pahly Qadri sultan aya, ab ap wo jo swal pocha uska jawab phir nahe deya, Saeedi SB k pass time nahe,
-
Qadri Sb. Ahle Hades ny Deoband barelvi ko kafir kaha Barelvion ny Deoband Ahle Ahdess ko kafir kaha, balky ulma Harmain ko b kafir kaha NOTE: barelvion ny tu barelvion ko b kafir kaha Yahan ye sab discuss nahe horaha so do not angage in above discussion Deoband ny, Brelvion ko bidati aur shirak ka fatwa lagay aur Ahle Hadess k sath barelvion ko Badmazahab kaha. Ap ki taveel ki mutabak ko es forum ko phir band kar deya jay, baat khatam. Qadri sb ap jahal k sath sath la elam b hyn. Saeedi SB sy pouch lyna jawab miljay ga k kc sy ruju keya tha. Brother jo masal discuss horaha hy usko sabit karo, buhtan kafir py b lagy tu anjam saza hy. agar ap k pass jawab nahe tu kun panga ly rahy ho, saeedi sb ko jawab dyny dou.
-
Qadri Sultan apni jahalt py matam karo. jo mouzo hy uspy jawab do. barlvi ulma ki taqeeq py itbar hy tu bahe hawal b tu hoga. aur agar kci ki tahqeeq ghalat hogi tu keya uspy qayam raho gy. Saeedi Sb ny pahly b Ala hazrat barelvi ki tareef py ulma barelvion ki ghalat tahqeeq oy RUJU nama paish keya tha. aur deoband ki ghalat hawala jat ki TASDEK ki thi aur in future usko qout na keya jay. 2016 ki post aur kci ny tahqeeq tak nahe ki. esy zaida sultan sb ap ki jalat keya hogi. aur saeedi sb ki tahqeeq hy, usy call kar k hawal jat lo aur post kar dyn. yan baki ulma barelvion ny tu zarur ba zarur hawala deya hoga ki Ashraf Ali thanvi Ap Saw ko nazubillah gunahgar samajta hy wohe dy dou. Junaid jamshaid aur tariq jamil sb ki koe taqreer ( unki books nahe hyn, jitna mujy pata hy) aur Moulana Ashraf Ali thanvi ki books hyn, more then 2 month magar result zero
-
Saeedi sb / Khalil Rana zara tajwa dyn ,, Saeedi Sahab Allah tala ap ko lambi aur hadayat wali zindagi ata kar, agar ap es forum ko chor k chaly gy tu ye forum tu band hojay ga. Baki sab brothers ko b Allah sochny samaj ny ki toufiq ata farmay, itni andi taqleed kci aik bandy k pass b aisa koe proof nahe nahe jis main tariq jamil, junaid jamshaid aur ashraf ali thanvi ka hawala ho jis main Nazubillah wo aqrar kar rahay hoon k Ham Ap SAW ko gunahon sy pak nahe samjty (nazubillah) (tasfiya book enmain sy kcy ki nahe) hazaroon member jis main kam ka sirf aik banda, moderator note: merged 3 posts
-
Qadri Sultan Sb. main Ap k ilam main azafa kar doon. Shayad ap k elam main ye baat nahe. Gumrah wala tarjma Ashraf Ali thanvi ny keya. Espy Ulma barelvion ny ghustakhi ka fatwa deya. magar phir yehe tarjma barelvi ulma ki book sy nikal aya. Ab saeedi sb ny taveel ki k Ashraf Ali Thanvi (ulma deoband) Ap Saw ko masoom nahe manty, esleye tarjma ghalat hy. Jab barlvi aur deoband ka tarjma aik jaisa hy tu tarjma ghalat tu nahe huwa, Ghala tu aqeeda huwa, ab jis ka tarma hy, agar uska aqeeda pahly biyan karyn, agar ab b baat samaj nahe i tu matlab ap ny jawab nahe dyna. Ashraf Ali Thaniv, ka fatwa post karyn jis main usnay kaha ho k wo Ap Saw ko masoon nahe manta. jis kitab ka hawala Saeed ny deya wo Ashraf Ali thanvi ki nahe hy. Tariq jamil aur junaid jamshad tu naqal hyn, alam nahe aur na he tarjma unka hy.. aur moulna tariq jamil ka koe vedio clip paish kardyn jis main unhoon ny kaha ho k main AP saw ko masoom nahe manta. agar tariq jamil masoom manty hyn ty unka biyan ghalat kaisy huwa kunk phir unka aqeeda wohe hy jo saeedi sb sahe kahty hyn. Bahe baat sedi hy jawab b sida dyn. es sy ye sabit hota hy wala jawab na dyn